G han dear friends tu mai ye khaina chata hun kay hamesha khyal rakhna chye kiyu kay trading mai aik choti si bhi mistake ho jatye hai tu us ki waja say account wash ho jata hai yu mistake na karain kiyu kay jitnye zayda mistake hun gaye utna he zayda masla ho jata hai tu choti day choti mistake ko obserav kar kay door karain kiyu kay jub tak hum en mistake ko door ni kartye hain tab tak es mai kamyab ni hotye hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим