market ka analysis kasay karna best hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ka analysis kasay karna best hay
    dear friend hum market ka analysis kasy karsakty hay or iss hum ko kya fida hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ka analysis kasay karna best hay

    Market analysis karne se Murad market ki movement ko dekhna hai trade kab aapko rahi hai aur kab down ho rahi hai aur is Waqt aapko Bhi Jyada down Hogi Agar Ham market ko acchi Tarah Se analysis Kar Le To Ham Kamyab trader Ban sakte hain isliye main chahie Kiya trading ko bahut jyada time de sake market ki movement ko samajh Paye
    • #3 Collapse

      Re: market ka analysis kasay karna best hay

      Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends forex ki market ko analysis krny waly trade min kmyyab hoty hun un ko market ki movement ka ilm hota hai jes ko dekh k trade open krty hun
      • #4 Collapse

        Re: market ka analysis kasay karna best hay

        Market ke analysis technical analysis bhi hote hain aur fundamental analysis bhi hote hain donon hi bahut jyada Ave Mane Jaate Hain inhin aapko market ki acchi movement ka andaza hota hai aur aapko Pata Chalta Hai market kis Jaane move Karegi so Hamen chahie ki Ham is market Mein acchi mehnat Karen aur acche se hi trade Karen
        • #5 Collapse

          Re: market ka analysis kasay karna best hay

          Hamy analysis k lae kisi b pair ya commodity ki last 2 ya 3 days ki resistance or support ko closly observe karna chahe, trading ma support or resistance ko bhot importance hasil hai, jb b market resistance ya support ko change karti hai ham us point sy acha profit hasil kar sakty hai,
          • #6 Collapse

            Re: market ka analysis kasay karna best hay

            Asslam oalikum dear sir ap ny bahut acha sawal kiaya hy Umeed krta hon ki ap khariat sy hongy dear hm agr market ka chart ki madad sy analysis ka method aajy Aor to him Forex ki achi trah trading kr ly gi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: market ka analysis kasay karna best hay

              Market ky best analysis tou technical analysis hi hota hai jo ham market ki support aur resistance ko dekh ker khud let sakty hain hamain technical analysis ker ky trade open kerni chahiay aur in analysis sy hi trading ko continue rakhna chahiay ky hamain bahot faida hasil hota hai agar market breakout nehi kerti tou

              اب آن لائن

              Working...
              X