knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.
    dear baih hum ko chye ilm ko agay ki truf beraty rahna chye is main hum ko faida gain ho g hamaray pass new ilm add ho g mind main is ilm ko apny junior ko denay main kisi bhi kim ki late nahi karna chye is main ap ki ka opinion h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

    Ji han aapki baat bilkul theek hai aapki mehnat ko Apne theek hai dimag Mein Rakhna chahie Kyunki Ham mehnat aur knowledge ko Apne theek hai dimag Mein Rakhenge To Ham Pakistan price Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki knowledge ke bagair to Pakistan Forex Mein kamyabi Mumkin hi nahin aur mehnat to vaise Hi Ek Aisa Mal largest animal Karke Insan Kisi bhi kam Mein Kamyab ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

      g han bhai jan apki bat thk hai ager haMEN kioi new startegy mill jati hai to hamen chye k ham us per akm kren aor ager kamyab ho jaty hain to us kaily hamen apny apko laimited nh kerna chye ager ham apny apko limited ker dety hain to us men hamra koi na fida ho ga na he nuqsan,ager ham kis ko bta den gy to us sy kafi sary logon ka faida ho jaye ga.
      • #4 Collapse

        Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

        g bilkul knowledge ko bantain aur dusron ki har tarah ki help karain un ko faida pohnchain isay apnay tak mehdood na rakhain is sa dusron ko b faida ho ga aur unki pareshanian kam hon gi aur ap liay dusron k dilon ma izzat barhay gi
        • #5 Collapse

          Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

          Je dear hamary pass kuch b new knowledge ho to hamy us ko share karna chahe, share karny sy hamari knowledge or barh jae gi, kuch member knowledge ko serf khud tak mehdood kar letyn hai wo ye sochty hai k unki knowledge sy kio dosra faida hasil na kar ly, ham asa karny sy khud ko he nuksan ponchaty hai,
          • #6 Collapse

            Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

            bilkul aapki yah baat bilkul theek hai ki forex business mein hamare pass jitna Bhi Na Lage ho utna hi kam hai isliye hamen chahie ki Ham is business se related Jahan se Bhi knowledge hai Mile usko hansi a Rahi Taki hamare knowledge mein achcha ho sake kyunki aapke pass jitna Bhi hoga utna Hi Kam hai
            • #7 Collapse

              Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

              Aap ki koshish Karni chahie ki aap knowledge ko failane dusron Tak Desmond Banta knowledge ko kabhi bhi ro ke mar aap Jitna Jyada knowledge dusron ko Denge aapka Apna Bhi knowledge badhega isliye knowledge ko Kabhi message na Karen iska Deravasi Hota Hai Jab aap apna knowledge share Karenge to dusron Ko Bhi fayda Hoga
              • #8 Collapse

                Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

                mere bhai nay bahot achhi baat ahare ki hay kay forex business ko serf knowledge yak mehdood naa karain balky es knowledge ko use kar kay forex main trading karain forex hamain khushhaali ki taraf ly jata hay
                • #9 Collapse

                  Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

                  knowladge hasil karna hain tu ziyda mehnat karna b lazmi hain jo ziyda mehnat karte hain kamyab ho jate hain kamyabi k liye mehnat karna lazmi hain haar moor py haar website py haar jaga py lot of knowladge hain forex trading best busniess hain is main lot of profti hain par lot of profti hasil karna hain tu ziyda mehnat karna b lazmi hain ziyda mehnat ziyda learning ziyda profit and ziyda enjoy ye sab froex trading main mumkin hain ................
                  • #10 Collapse

                    Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex mien jo cheez ham ko sab sy zyada asar kerti h wo h tajerba,jab ham as mien tajerba hasil kerte hien tu ham as mien as qabil ho jate hien k ham as mien kuch na kuch kamaee ker sakte hien
                    as lyee ham ko as mien tajerba hasil kerna zarori h agar ham as mien kamyab ho jate hien tu ham as mien kamaee per kamaee ker sakte hien aur ham as mien her bar knowledge ko apne tak mehdod ni karna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

                      Main bhi yahan per long time kam karne se Kuchh Bhi Nahin Milta Hai long time kam karne ke liye Hamen Apne seniors ko follow Karte Rahana chahie in se Hamesha Apne account ke liye guideline lete Rahana chahie Jiski vajah se Ham Apne account ko Kafi Jyada strong and stable banaa sakte hain without any type of the analysis Kyunki Agar Ham Achcha kam Karenge to acchi minut ho gai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: knowledge ko pny tk mehdood nahi rakhna chye.

                        Kisi bhi knowledge ko apnay tak mehdood nahi rakhna chahye. que kay knowledge kay baray main kahah gia hay kay knowledge ko jitna zayada seekhaya jaye yeah utna zyada hota hay. is liye forex traders jin kay pas trading ka knowledge hay un ko chahye kay is knowledge ko sirf apnay tak hi mehdood na rakhen aur logo ko bhi forex seekha den is say un ka bhi fida ho jaye ga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X