Gold Par Trading Na Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold Par Trading Na Karain
    Agar aap gold par trade karain gey to aap bohat hi noksaan karo ge to aap baad main pashtaowa karo ge aap ko chahiye k aap apny aap ko noksaan na ponh chahiyen
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold Par Trading Na Karain

    dear ap ny really bat kafi limit tk correct kahe hy q k really yeh ik good profit bhi dena py asakta hy but aqsar time yeh hum ko loss bhi provide kart hy is main hum ka ilm less ho ta is main senior to easily trade ker sakty hein aur profit b gain ker sakty hein so think before given anay steps.
    • #3 Collapse

      Re: Gold Par Trading Na Karain

      AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki yh bat theek hy gold bht riski pair hy is main trade kerna bht hi mushkil hy ager hum gold py trade kerna chahty hn to hmain lot size bht kam rakhna pry ga jis sy ager loss bhi ho jay to bht kam hoata hy.
      • #4 Collapse

        Re: Gold Par Trading Na Karain

        Ji han Gold per trading Na Karna Hamen Road per trading Nahin Karni chahie lekin Ham Gold per trade Homeshop kar sakte hain hamare pass knowledge or experience ho aur ham news ke bare mein Jankari market analysis karne ke bad goldcar trading lagaen Hamen Achcha profit Ho
        • #5 Collapse

          Re: Gold Par Trading Na Karain

          Ap ki baat thk ho sakti hy mgar myn aap ki baat say aagre nhi hn q k gold aj kal bht zeyada move kr rha hy or jo log bhi us per trading kar rhay hyn wo bht zeyada profit hasil kar rhay hyn. thanks
          • #6 Collapse

            Re: Gold Par Trading Na Karain

            G brothers ap ny bilkul yeh bt thk ki hy k ham koshish kren k gold par kbhe trade nah len agr leni bhe to lenay say pahly hamen gold trading ko acha khsa samjhna chaiay. Ya phir dosra yeh k agr ham gold pr trade le rahy to lot limit kam kr den. Ni to to acha hy gold pr trade hi nah len.
            • #7 Collapse

              Re: Gold Par Trading Na Karain

              AOA! dear friends umeed ha k ap theek hon gy ji brother gold per trading se wo traders avoide karein jinka bonus bht kam ho ziada bonus waly gold pa trade ker sakty han q k gold ak aisa pair ha jiski movement taze hoti ha low balance waly is pa trading se apna acount wash ker bathty han.
              • #8 Collapse

                Re: Gold Par Trading Na Karain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                Agar aap gold par trade karain gey to aap bohat hi noksaan karo ge to aap baad main pashtaowa karo ge aap ko chahiye k aap apny aap ko noksaan na ponh chahiyen
                G bhai bilkul trade k liye gold ak bohat risky elemnt ha q k is k andar hum ny trade apni pocket sy lagaana hota ha or jab loss hojaye to bohat dukh or pachtawa hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Gold Par Trading Na Karain

                  Bilkul Dear Gold ek Risky Pair hai:1f627:
                  Gold me trading acche khasay Traders aj kal nahi kar rahe ku ke Gold Pata nahi ku ek jaga nahi tikta Gold ka.move Boht fast hota hai.jiss samat jata hai to jata be rehta hai dears Gold ne acche achoon ke Account wash kardiye hen Gold me trade tab lagao jab expert banjao:1f331::1f339:
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold Par Trading Na Karain

                    hmy gold mai ahteyt sy kam karna ho ag per he hum pasia kma saky gy forex aik online business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold Par Trading Na Karain

                      Goldberg trading sirf Usi Waqt Karen Jab aapke pass Achcha margin ho ya nahin aapke pass Achcha capital Ho matlab yah ki aap ka balance bahut Achcha ho ya aapane bahut Achcha bolna Asan kar liya Ho. Uske bad Gold per trading Karni chahie Varna Nahin.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold Par Trading Na Karain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                        Agar aap gold par trade karain gey to aap bohat hi noksaan karo ge to aap baad main pashtaowa karo ge aap ko chahiye k aap apny aap ko noksaan na ponh chahiyen
                        Jo new traders Forex Mein Aate Hain unko gold Mein trading Nahin Karni chahie aur gold Mein trading ko avoid karna chahie gold Forex trading market mein bahut jyada han yah Rishta Ky commodity hai agar aap gold Mein trading kar rahe hain aur ek Saman mistake kar de to bahut jyada loss ho jaega aur ho sakta hai aapki sari amount bhi khatm ho jaaye
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold Par Trading Na Karain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                          Agar aap gold par trade karain gey to aap bohat hi noksaan karo ge to aap baad main pashtaowa karo ge aap ko chahiye k aap apny aap ko noksaan na ponh chahiyen
                          Gold Forex trading market Mein sabse Jyada risky commodity Hai is mein agar trading karni hai to aapke pass Achcha experience aur Achcha balance Hona chahie gold Mein kam karte hue Agar aapane Ek mistake kar de to aapko bahut jyada loss ho jaega new traders ko gold Mein Kam Nahin Karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold Par Trading Na Karain

                            ji janab gold ka pair eik risky pair hai or gold par trade karne keley ziada amount ki zarorat hoti hai kunkre kam belance se gold par trade karna risky hota hai isley gold ke pair par trade nehi karni chahey khass tor par new traders ko kunke unke pass forex tradinge ka knowlage or expereince kam hota hai or gold ke pair par trade karne keley ziada expereince or knowlage ki zarorat hoti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X