Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???
    hello friends main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge friend market jab up down hoti hai to market ke up down hone ki vajah se forex per kya ashraf padhte hain hamen iske bare mein information chahie ham new trader hain hamen apne senior se iske bare mein help chahie please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

    Dear market k up down say forex par koi asar nahee hotha is may kaam karnay walay members par asar hotha hay kionka aap jithna be trading karthay hay wo aap insta forex k through he international market may karthay hay our os ko aap k comission say gharaz hotha hay our osko aap k loss ya profit say koi gharaz nahee hotha our na he os par koi asar pardtha hay.
    • #3 Collapse

      Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

      salam to all dear friends ji han bro market ke down hone ki vajah se forex per effect hota hai market ke hone ka matlab hai market ka trend achcha ja raha hai jiski vajah se a hamen achcha profit hasil ho sakta hai market ke down hone ka matlab hai market ka grand change ho gaya hai jiski vajah se hamen main bahut jyada loss ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

        Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap ko market ky up down hony say bahoot Asher hota hay akhsar members ko loss oor profit mail Raha hota hay iss liay market main in rahrna chahay.
        • #5 Collapse

          Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

          uch loog trading mein stop loss use kartay han or kuch nahi iss kay kuch benefit bhee hay or kuch nuksan bhee han agr aap koo best lagata hay too aapmein to janta hoon but sach mein muje trailing syop k barey mein kisi ne b kabhi guide nahi kiya but mein samjta hoon trailing stop b stop loss
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

            forex aik bohat bara business hain hamuy is mai kam karny ky liye acha knolwede or experience gain karna ho ga or hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

              ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha Hai jab market uptodown hoti hai to market per bahut asar padta hai To hamen chahie ki Ham isme use waqt sabak Karen agar Ham ismein upar karke kam karenge To Ham ismein jarur profit mein jaenge jab dekhte hain keemat hamare hath mein Hai To hamen use waqt market mein entry Marne chahie FIR Ham ismein kamyab Hoke profit Kama sakte
              • #8 Collapse

                Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

                forex aik live market ha jes koi b insan handel ni kerta ha market up,down tab bhot hoti ha jab kabi bd new's ay ya pher good new's ya dono market per bhot zida asarandaz hoti ha jes ma market brake up ho jata ha ya to market bhot up cahli jati ya pher market bhot down cahli jati ha market jab down ho to log sell ker rahy hoty han up ja rahi ho to buy ker rahy hoty han.
                • #9 Collapse

                  Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

                  ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Forex trading Mein Ham kam karte hain to market app download hoti hai aur jab bahut hi jyada up down ho rahi Hoti Hai To iski bahut hi jyada movement theek ho jaati hai aur Hamen chahie hai ki Ham use Waqt Ka fayda uthane trade Apna Apne experience a open Karen aur profit Hasil kar len
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market up down hony ke waja sy forex pa asraat???

                    market up and down hone sy forex per koi assar nahi parta ya aik business plateform hai is per kam keya jata hai kam kam ho ya zeyada forex ko koi faraq nahi parta forex ka kam aur hai aur market ka kam aur hai market may log karobar karty hain faida nuqsan logon ko hota hai forex ko nahi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X