My analysis about gold 26 September 19 !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    My analysis about gold 26 September 19 !
    Assalamu Alaikum aap sab log Jante hi Hain Ki market Mein gold bahut hi dangerous Kiya Hai last aapane Dekha Hoga Ki gold 1534 gaya hai hi aur ab vahan se Kafi niche a Gaya Aaj Maine Jo analyse Kiye Hain unke mutabik USA fashion Mein Gold ke Kafi Upar Jaane Ke chances hain to Jo log bhi Gold per trade karna chahte hain bahut hi carefully kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: My analysis about gold 26 September 19 !

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein gold ki market kay bahut ouper janay kay chances hain aur agar aap nay gold mein trade lagani hai tou aap buy ki trade laga saktay hain kyun kay aap ko gold iss waqt buy mein bahut acha profit dae sakta hai aur aap bifiqar ho ker trade laga dain
    • #3 Collapse

      Re: My analysis about gold 26 September 19 !

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men gold k up move karnay k bahut ziyada chances hen aur ziyada tar experts ka kehna hey k gold mazeed up move kar sakta hey aur 1560 tak ja sakta hey lekin phir bhi gold ki movement k baray men kuch nhi keh saktay
      • #4 Collapse

        Re: My analysis about gold 26 September 19 !

        Gee haan bhai aap kay anqlysis bilkul theek keh rahay hain aur mere khayal mein tou aaj gold kuch na kuch naya kera y ga kyun kay aaj gold bahut tezz move ker rahai aur mere lhayal mein tou aaj gold 1550 tak jaye ga aur kuch naye records banaye ga aaj gold ki confirm bullish movement ho gi
        • #5 Collapse

          Re: My analysis about gold 26 September 19 !

          Gee my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap aaj gold ka intakhab kerain kun ky ager aaj gold ki buy ki trade banti hay oor aap iss say acha profit hasail ker sakhty hain iss liay aaj gold ki trade byfiker ho ker lagain.
          • #6 Collapse

            Re: My analysis about gold 26 September 19 !

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum aap sab log Jante hi Hain Ki market Mein gold bahut hi dangerous Kiya Hai last aapane Dekha Hoga Ki gold 1534 gaya hai hi aur ab vahan se Kafi niche a Gaya Aaj Maine Jo analyse Kiye Hain unke mutabik USA fashion Mein Gold ke Kafi Upar Jaane Ke chances hain to Jo log bhi Gold per trade karna chahte hain bahut hi carefully kam Karen
            Walaikum assalam Mere Khyal mein abhi se Gold ke Baki predictions dena Kuchh Sahi Nahin Hoga Ki unke gold ki movement depend Karti Hai news per aur Agar us session Mein Kuchh news Gold ke against Aati Hain To gold down Bhi Ja sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: My analysis about gold 26 September 19 !

              ASsalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se sehmat hun ap ne bilkul sahe kaha hae gold ka trend to ab bhe up hae bas gold ko kal rat negative pressure ka samna karna para jis waja se gold down ho gya to is liye ab chances hain ke gold oper jae ga lakin confirm kuch nhe hae agar gold apne support ko tor gya to gold down jae ga bahut
              • #8 Collapse

                Re: My analysis about gold 26 September 19 !

                g bhai aapki baat sahee he ke gold buhat ooper se neechay aya tha lekin mre andazay ke mutabik america aur china ka jo kushaidgi he wo deal jo ssoner expected he agar wo ho jye to us ke mtaabik market ki movement ka anzada kiya jaa skta he agar un donoon mumalik ki kushaidgi km ho jati he to zaahir he k USD waek ho jyega aur USD ke waek hone se GOLD DOWN DIRECTION main movement karega . is liye hamin buhat hi careful hona chahiye q k gold buhat hi dangerous pair he . lekin agar pakistan aur india ke darmiyaa kl ke UNO meeting main issue hl ho jata he aur kashmir pakistan ke hawale kiya jata he to gold buhat he neechay aa skta he yahaan tak k 1250$ pe . is liye hamin saray news se aware hona chaiye q k USD ke har AUR tamman currencies aur pair ke news ka buhat hi zyada impact hota he market ki movment pr.stock exchange ke through market ki movement hoti rehti he ..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: My analysis about gold 26 September 19 !

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                  Assalamu Alaikum aap sab log Jante hi Hain Ki market Mein gold bahut hi dangerous Kiya Hai last aapane Dekha Hoga Ki gold 1534 gaya hai hi aur ab vahan se Kafi niche a Gaya Aaj Maine Jo analyse Kiye Hain unke mutabik USA fashion Mein Gold ke Kafi Upar Jaane Ke chances hain to Jo log bhi Gold per trade karna chahte hain bahut hi carefully kam Karen
                  Walaikum assalam aapki baat to theek hai ki Gold ke upar Jaane Ke bahut chances hai lekin hamare pass Itna Bada capital Nahin hota hai jisse Ham market ki badi movement ko bardasht kar sake isliye Hamen Gold per train Nahin Karni chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X