Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen
    Dear friends aksar hamen playstore py bohot si asi applications milti hen Jo forex free signal deti hen lekin in me zada tar asi hoti hen Jo serff apni application ki advertising k leay hoti hen unky signal totally fake hoty hen sir bohot sy log unky jhansy Mr AA k apny pesy dabo dety hen is leay un sy bachen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

    Assalamu Alaikum my dear bhai jan g han main ap se totally agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main agar kisi ke pas trading experience nhe hae to wo signals par trading kar sakta hae lakin use yeh check karna ho ga ke yeh signals fake to nhe hae is liye wo kisi app par depend na kare balke kisi ache se software group ko join kar le
    • #3 Collapse

      Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

      salam friends main ummid karta hun ke aap sab khairiyat se honge signal applications ka istemal mat karen yah takriban fek hoti hain kyunki aaj kisi per bhi ham trust nahin kar sakte koi bhi kisi ko nuksan pahunchane ke liye vah fake application ka signal dete hain lekin use signal mein ham kamyab nahin hote isliye hamen chahie ki ham aisa kam na karen jisse hamen last ka samna karna pade aur ham na kam ho jaaye
      • #4 Collapse

        Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

        salam to all friend ji han bro aap bilkul theek kah rahe hain play store per forex ke free signal ki application hamen mil jaati hain lekin un mein aksar application apne advertising ke liye hoti hain an applications ke signal fake hote hain isliye hamen main an free signals ko istemal nahin karna chahie kyunki vah fake hote hain
        • #5 Collapse

          Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

          G aap ki yeh baat bhi bulkul theek ha but main yehi kahna chahon ga k forex trading main trading krni ha toh apney knowledge aor experience k torr pe karain but signals k torr pe nah Karain bcoz baaz signals fake bhi hotey Han os se AAP ko loss bhi zaidah ho sakta ha aor kabhi bhi AAP ka Account wash bhi ho sakta ha...
          • #6 Collapse

            Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
            Dear friends aksar hamen playstore py bohot si asi applications milti hen Jo forex free signal deti hen lekin in me zada tar asi hoti hen Jo serff apni application ki advertising k leay hoti hen unky signal totally fake hoty hen sir bohot sy log unky jhansy Mr AA k apny pesy dabo dety hen is leay un sy bachen
            G hn ya bat yaha btaaana laazmi ha kuch traders jald baazi mn trading karty huy ziada profit k liye signals ka istamaal karty hn jo sarasar wrong ha q k ziada tar signals apko fake milty hn or apko loss mn ly jaty hn lihaza apny analysis ko use karty huy trading kary
            • #7 Collapse

              Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

              yes sir yeh bat ap ki right hai k hamain as mien aa ker her bar signals per yaqeen ni karna hota hai agar hum signals wali applications use kerty hie tu yeh fake hoty hien or hum ko as mien aa ker her bar loss ho sakta hai as lye hamain as mien aa ker earning per earning karna hota hai or hamain as mien khud k lye kuch khas karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

                signal par focs nhi krna chaye. market ko khud smjhna chahye. chart ka khud analysis kryn apko jo confrmaiton milti hai us pr trading kryn. dosro ky signal aya signal wali application ko use nhhi krna chaye. jo signal dety hain wo log sirf apna view brhany ky chkro me hoty hain.
                First LEARN Then You Can Remove The "L"
                • #9 Collapse

                  Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

                  Signal Application fake hoti hain. in application ky pecy hum jesy new new members hoty hain jo tuky par lgy hoty hain. forex me success wo hi hota hai jo apni stretegy par kam krta hai . agr aap apni trading ka inskhar dosro ky mind pr kryn gy to ap kabhi bhi forex ko sahi tra se smjhh nhi sko gy.
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Signal applications ka istimaal mat kren mostly fake hoti hen

                    G bohat hi sahi bat ki signal application mostly fake hoti hain iska use nahin krna chahe warna jo use kren ga wo loss hi uthaye ga.koshish kren khud seekhien khud trade kren jb loss ho us ko recover kren kahan galti howi phr trade kre ese hi experience ata hai trading mein

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X