Profit for beginners

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit for beginners
    Forex trading main profit sab ko attract hota hay. aur new trader bhi profit hasil kerna chahtay hain jesay experience log hasil kertay hain. New trader is bat ko bhool jatay hain kay experienced trader nay kitna time lagaya hay aur uno nay kitni mehnat ki hay trading ko seekhnay kay liye aur us kay bad ja kay kahin wo profit hasil kernay kay kabil howay hain. New traders ko sab say pehlay forex kay profit ko apnay mind say nikal dena chahye aur learning per tawaja deni chahye. Learning ka liye internet ka use karen. Jab ap achi trading ker len gay to ap ko profit khud ba khud ana shoro ho jaye ga. is liye worry for good trading not for profit.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit for beginners

    G sahi kaha is k liay new traders ko bht mehnat sa kam karna ho ga unhain har tarah ka knowledge seekhna paray ga start ma agr loss ho jae to pareshan na hon aur koshish jari rakhain achay mindset k sath trade karain aur khud par aitemad karain to tb hi profit hasil kar sakain gay
    • #3 Collapse

      Re: Profit for beginners

      G Han thek kaha apny k initially profit hasil karne k liye juniroa ko seniors sy kuch seekhne ki zarurat hai k wo kistrha starting main wo mehnat kar k learning or knowldge hasil kar k trade lagate hain tab ja k profit earn karte hain isliye hume bhi unsy Sabaq hasil kar k achi posting kar k or trading seekh k forex main kamyab hon.
      • #4 Collapse

        Re: Profit for beginners

        dear ap ny theek keh rahy hein q k is main hum ko starting main kisi bhi trade kisi bhi post ko good point say share karna k ilm nahi hota hy is main first of all her kisi ko more say more struggle karna perti hein q k if really you want to earn some thing you face first some challenges.
        • #5 Collapse

          Re: Profit for beginners

          ji han bilkul aapki yah baat bilkul theek hai aur main aapki is baat se bilkul agri karti hun ki agar Ham chahte Hain ki palak se business mein kamyabi hasil karen to iske liye hamen chahie ki Ham kabhi Bhi ismein Na Karen taur per is businessmajor nutrients hai unko chahie ki vah Hamesha sev trading Karen Taki vah achcha profit hansi kar sake aur khud ko Bhi sev rakh sake
          • #6 Collapse

            Re: Profit for beginners

            Aslamulikum umeed karta hoon profitable trading ko enjoy kar rahay hongay jasa kay hum jantay hain inka experience kam hota hay beginners ka esliye inko lalach nahi karni chahiye aik dam se profit ki trading ki samjah na honay ki wajah se trade mei inko jaldi profit nahi ho sakta....
            • #7 Collapse

              Re: Profit for beginners

              hello dear friends good evening bilkul aapki baat theek hai profit business ke liye hota hai kyunki vah mehnat karte hain aur vah kabhi bhi mistake nahin karte vah hamesha technical analysis aur market position ke sath rate karte hain jald baat hi nahin karte aur na hi lalach karte hain isliye vah bahut accha profit hasil karte Hain....
              • #8 Collapse

                Re: Profit for beginners

                Forex a business day main jo v new traders and chahie ke vah kabhi Bhi jyada profit ki lali se nahin Karen milke unhen chahie ki vah is kam ko acche se samjhaie proper knowledge hasil Karen aur accha experience tabhi ap acha Profit bhi hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Profit for beginners

                  forex par new traders ya zada mistake karta ha ka ya log zada profit earn karna ka chakar ma par jata ha aur wo log shuru sa hi profit eran karna ka chakar ma hota ha jis ki waja sa in ko loss wagra ho sakhta ha is liya ku ka in ka pas experince nai hota ha jis ki waja sa wo log zada profit earn nai kar sakhta ha is liya in ko zada expetrince hasal karna par focus karna chayia
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit for beginners

                    Jo members forex ko new new start karty hyn un men greed bahot zada hoti hy aksar sochty hyn k forex koi pesay bnany wali machine hy unko chahey k phly isko achi tarah learn karen or phr thori thori kar k profit kamayen ta k unko musalsal kamyabi hasil ho saky
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit for beginners

                      Tab ki tab aap Dube members ko chahie ki vah seniors ko follow karke aur signals authentic signals ko follow karke bhi achcha profit Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit for beginners

                        Assalam O Alaikum! g dear bilkul sai keh rhy hn aap k jo bhi new member forex forum py ata h usko ye baa tto apny zehn sy bilkul hi nikal deni chaiye usy yahan py achanak boht sara profit milny lgy ga jo k bilkul bhi possible hi nai h q k wo log jo boht profit kama rhy hoty hnwo sary actually boht time sy struggle kr rhy hoty hn aur boht experience k baad hi iss jaga py pohanchy hoty hn. new members ko bhi starting m apny zehn sy ye profit wali baat nikal deni chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit for beginners

                          aapane bilkul sahi kaha profit to har member ko yad karta hai lekin uske liye bahut hi mehnat karna padati hai beginners agar bagair mehnat ke profit translate karne ki koshish karenge to vah last mein jaenge jyada experience asar Karen uske bad hi aap trade Karen business trade karne se pahle senior se Rai Le aur unka experience sy faida uthaain
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit for beginners

                            trading mein jab new members ko profit hota hy to wo bhut khush hota hy aur jab unny kese aik trade ppar thora sy bhi profit hota hy to wo us trade ko close kar deta hy aur bara khush hora hy , aur phir he forum mein bhi posting karny mein bhi bhut mehnat karta hy , new trader agar trading mein acha profit earn karty hain to wo ache atarh trading karny sy he acha profti earn karty hain , new members ko chhiye ky wo forex mein aty he mehnat ko start kar den aur trading ko demo account sy learn karta rahy to wo trading sy acha profit gain kar sakta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit for beginners

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
                              Forex trading main profit sab ko attract hota hay. aur new trader bhi profit hasil kerna chahtay hain jesay experience log hasil kertay hain. New trader is bat ko bhool jatay hain kay experienced trader nay kitna time lagaya hay aur uno nay kitni mehnat ki hay trading ko seekhnay kay liye aur us kay bad ja kay kahin wo profit hasil kernay kay kabil howay hain. New traders ko sab say pehlay forex kay profit ko apnay mind say nikal dena chahye aur learning per tawaja deni chahye. Learning ka liye internet ka use karen. Jab ap achi trading ker len gay to ap ko profit khud ba khud ana shoro ho jaye ga. is liye worry for good trading not for profit.
                              Starting Mein Hamen Jo Profit Hasil hota hai usse Hamen bahut hi jyada Khushi hoti hai lekin Itna Jyada Khush hone ki jarurat Nahin Hoti balki Hamen yah dekhna hota hai ki agar humne Achcha kam Kiya Hai To Hamen profit mila hai isliye Hamesha hi Aisa Achcha kam karne se Hamesha hi Hamen Achcha bonus se aur profit mil sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X