Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???
    Good Evening FRiends
    Jo trader expert hain aun ko hi jawab dena hai kee gold ka Kya condition hai aur gold main sell ka tarde banta hain ya phir buy ka reply zaroor den ????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

    G dear filhal mai tu kahuta hun jay gold ko chor he dain yani jay es pay trade na lagain kiyu kay gold ki next move ki filhal koi samjh ni arhi hai aur na he aye gaue kiyu jay abhi ho sakta hai kay ye 1560 ki taraf move kar jaye aur ho sakta hai kay 1490 ki taraf kiyu kay abhi koi chance na lain tu better hai
    • #3 Collapse

      Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

      Dear brother forex trading men iss waqt gold k baray men kuch nhi keh saktay kiun k iss ki movement unexpected hoti hey aur seniors ka kehna hey k gold mazeed up move kar sakta hey 1600 tak ja sakta hey lekin kuch log kehtay hen k aj down move bhi kar sakta hey
      • #4 Collapse

        Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

        Mere khial ma filhal gold ki moment stable nhi ha aur is ka andaza lagana b mushkil ha lihaza is par trade karnay sa guraiz karain kuch wait kar lain, safe rahain aur risk na lain warna ap ko loss ho sakta ha
        • #5 Collapse

          Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

          Dear friend pehli to yeah bat hay kay ap ko is forum main yeah post nahi kerna chahye. que kay live trading ka sub forum alag hay aur us main hi post kerna chahye. dosra yeah kay abi tak gold kisi bhi aisi confirmation tak nahi poncha kay us kay baray main koe faisla kia jaye. is liye hamen thora aur wait kerna chahye ta kay market mazeed khud ko clear keray.
          • #6 Collapse

            Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

            G nai is forex main hum sab log kam kar sakty hain, but hamain market main bi emotion ko kabo main rakh k hi hum sucss hon gay, is forex main jab bi trade karni hoti hai, is k bary main analyse karein gay tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss hon gay, aur is say faida ho saky ga
            • #7 Collapse

              Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

              Is forex main planing kar k hi hum sucess hon gay aur expeirence hasil kar k hi hum real main bi sucess hon gay aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main trend ko use karna hoga aur gold main trade karny k liye boht hi experence ka hona zarori hota hai so hamain is say faida ho saky ga
              • #8 Collapse

                Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

                g han asa hee hain hamy expert ban ky gold mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamayeb hasial ho jy ge forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wla acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

                  hamy leanring gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kam saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is maai day mai be kam kar sakty hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Sirf Expert jabwad Den Kya Chances Hain Gold Kee ???

                    hamy gold mai ahteyt sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik aasa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X