Is forex is good for heart patients?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is forex is good for heart patients?
    Actually we feel tension for every single trading because we have lack of knowledge. And lack of knowledge can create lack of confidence. I think Forex is not harmful for heart patients. Because if he try to get knowledge before start his trading life, he never feel any kinds of tension for every open position.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    heart k mareezon k lia bilkul b theak nai q k ager loss ho raha ho to her movement per insan ka heart presuer bharta hy es lia hear k mareez es say door he rahain to acha hu thanks
    • #3 Collapse

      :) :) dear bil kul b nae hear k marezon k liye to moat ki dawat hai forex heart k marezon ko nae krna chiaye je fore me kam nuksan hai...
      • #4 Collapse

        forex ak acha business ha sab is akm ko like karta ha ap be is ma akmakro or pisa kmo sab ka liy ha sab is akm ko like karta ha sab ka liy ha ap be is ma akkaro or pisa akmo sab is kam ko pat time busines kahta ha
        • #5 Collapse

          Sir meray khayal main forex trading aik asa business hai jis main boht risk hota hai aur kisi bhi waqt aapko boht loss bhi aasakta hai aur apki investment bhi zaya ho sakti hai is liye main heart patients ko mashwra dunga k forex trading na karen
          • #6 Collapse

            dear main apki es bat sy egree karti houn k es maain hjart patense ko posting to karni chaey lakin treading nai ku k es main jb loss hota hai to bhot tenshan hoti hai or hart petiense k logoun k leay ye unki life ka massala ban sakta hai
            • #7 Collapse

              forex is one best business for all the peoples of the world in this business ther is no ager limit and not any others restrictions


              keep working hard this best business for both male and female
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum han ye bat to sach hey key jab be hum koi new trade open kartey hen aur wo trade humari loss me chali jati hey to hum ko bohat zyada tension hoti hey aur is hisab sey to kabhi be heart patients ko forex trading nahi karni chahye.
                • #9 Collapse

                  nahi mera nahi khjayal ke ye unke liye theek hai kiunke is mein bohat hi ziyada risk hai aur is mein apko kaafi loss hota hai to apko is mein loss bardasht karna ana chahiye.
                  • #10 Collapse

                    is main boht risk hota hay aik mint main loss ho jata hay or humain aik mint main profit hota hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main loss km ho ga is main full focus say kam karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Hart parient k lye forex buhat he dangerious ho skti ha jaab ye boom k sath kafi speed may harkat kar rahy hoti ha tu hart patient is ko bear nahi kar skta ha jiss ki waja say is may lose ko dakh kar ko b us k lye new masala baan skta ha is lye is ko avoid karna chiye
                      • #12 Collapse

                        g han heart patients ko es business se door hi rehna chaye, es business me profit or loss hota rehta hay or traders ko jab loss hota hay to wo koch acha feel nahi kar rahty hoty hey es waja se heart patients ko ye business bilkul b nahi karna chaye.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
                          Actually we feel tension for every single trading because we have lack of knowledge. And lack of knowledge can create lack of confidence. I think Forex is not harmful for heart patients. Because if he try to get knowledge before start his trading life, he never feel any kinds of tension for every open position.
                          mare experience ka mutaabiq Forex trading heart patients ka liye nhi ha ku ka Forex trading ak boht he zada risky market ha jiski waja say acha acha trader ya tu apny apko mitta chuka hein ya fool hogaye hein tu agar koiy heart patients Forex market join karega tu uska jaan ka khtraa hoga.
                          • #14 Collapse

                            no dear ye heart patients k liye bohat he galt business ha is liye jo heart patients hein unko is mein kabhi bhe work krna nahi chaheye is mien work experience or knowledge k sath he krna zaorri ha or is mein bari lot lga kr work krna bohat he bari baewqofi ha is liye hard work kreen luck py depend na raheen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              no dear forex sirf or sirf un l ogon k liye ha jo tandrust hein q k forex mein kabhi kabhi loss bhe ho jata fha or kam time mein agar profit hota ha agar apki bari lot or apki ek galt trad apko kafi loss bhe krwa sakti ha is liye heart patients is work sy door rahen or wo apny realative ko paisy dein k wo is mein work kreen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X