Have you lost hope on Forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    nahi aesa kabhi nahi hua kay mene apni hope loss ki ho han aksar mayusi mein a kar ya jaldbazi mein a kar aesa decision zrur a jata hai mind mein par mje lagta hai apni hope loss nahi karni chahiye ku kay aik hope hi hoti hai bjo hamein forex mein tikai rakhti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      nahi me nay lost nahi ki hope bcz forex ko join karna bohat easy hai aur is mein aap ko forex basic learning karni parti hai aur aap ko demo par practice karni parti hai aur is mein aap ko forex tips ko follow karna hota hai aur is business mein mein manual trading karta hoon .
      • #108 Collapse

        Forex pr humain hope lose kr k trading nhi kerni chahye werna fear of lose se hmara nuksaan hi ho ga or hum kabhi earn nhi ker sakain gain so humain kabhi bhi hope ko khatam nhi kerna chahye.
        • #109 Collapse

          Ji Han agar umeed hi chali jay tu insan Kisi kam ka nahi rehta hamin chahiay ke forex me apni umeed ko barkarar rakhin jab hi hum Kuch behter kar saktay hain.
          • #110 Collapse

            never loss hope and this is the thing that we have to work on the forex trading business . har ek business mai loss bhe hota hai or profit bhe hota hia loss bhe trading ka hhe ek hisa hai
            • #111 Collapse

              nafah r nuqsan tu hr kam r hr business m hota hy is liye mera ye eman hy k agr m doing a work m koi b step galt ly utha lo ga chaye wo forex he q na ho pir mujey nuqsan uthana he pry ga
              • #112 Collapse

                agar hamarey pas aik acha knoweldge aur experience ajata he to phir hum is market main kabhi bhi loss ka soch hi nahin saktey hain aur phir hum is business main achi trha se work kar saktey hain aur yahan par ahci trha se fully hope ke sath acha profit hasil kar saktey hain.
                • #113 Collapse

                  forex mai ap ko loss say bach na hota hay is kay liya ap ko achai knoweldge or experience bhe hona zaroori hota hay forex mai jun ap ka los hota hay to humari umeed kam ho jatai hay is liaya forex mai loss say bachna hota ha y .......
                  • #114 Collapse

                    dear brother......mere khayaal say to koi umeed nai rakhni chahiye balky kamyaabi ki umeed rakhnai chahiye her forex trader ko .......aur es k sath mehnat b zrori hai ........
                    • #115 Collapse

                      yes i hope i losst and hope on forex trading forex market ka bare ma trading education lazmi cahye forex trading ka barye ma study lazmi hai forex ma hamye acha knowledge cahye kamyabi ka liye.
                      • #116 Collapse

                        dear forex aik bot he risky business hy jis ma ap ko bot he bara risk lena parta hy jis ma a ko loss b ho skta hy kafi zida es ly agr ap aik ya 2 loss k bad he hope lose kr jahen gay to phr ap kabi b achy trader nni ban skty
                        • #117 Collapse

                          no dear , men forex men kabi himat nhi harta, ager mujhy loss ho jata hai tu men pher se try kerta hon, or dubara mehnat kerta hon, is terha se men aik acha trader ban sakty hain,or zada earning ker sakty hein
                          • #118 Collapse

                            han kafi baar aisa hua hai jab hum apni pori koshih karty hain aur har chez theek se karty hain market ka trend par hitrade karty hain lakin phr bhi humy loss ho jata hai phr bohat gusa ata hai aur dil karta hai ka iss businessko chor dun kun ke iss mainprofit nhi ho sakta jkab hum apni pori koshih karain phr bhi loss hoi tu hope nahi rhti phr.
                            • #119 Collapse

                              so far,no.i have been trading with my confidence.i have made some loss also but most of the trade close with profit.so there is no way to loss hope.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                trading aik risky business hay aur is ki market bouncing market hay yani aik time ye down ho gi to next time ye phir say up ho jaye gi aur is main hope less nai hona chaye bilkay be patience reh kar market ka wait karna chaye tub hi ap ko acha profit ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X