95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

    Assalamu ALaikum my dear bhai jan ap ne bilkul thek kaha hae forex main jab koi bhe new member ata hae wo us main mehnat karta hae lakin phir wo nakam is liye ho jata hae q ke forex main bahut se members kam to karte hain or mehnat bhe karte hain lakin wo apni lalch or na sabre ke sabab wo is business main nakam ho jate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

      Zee Salaam Alaikum Mere Pyare doston Jaisa ki aapane Kha Ke 95% log na kamo Forex mein agar vakai mein 95% log nakam hai to yah Unki Khud Ki Galti Hai vah kam mehnat Karte Honge vah Forex ko time nahin dete Honge tabhi loss aur na kam ho rahe hain aap mehnat Karen Inshallah aap Kamyab Ho Jaenge
      • #18 Collapse

        Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

        G haan AP ki bat billkul tk ha 95 persent log forex ma nakam hota Han keon ka kuch log forex ma mehnat sa Kam nhi krta or Jo log mehnat krta Han wo forex ko seekh jata ha lakin wo log seekh KR bi forex ka rules ka mutabiq Kam nhi krta
        • #19 Collapse

          Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

          Is Samay Jyada log na Kam Nahin Hai balki Jyada log is Mein Kamyab Hain Chuke Thode Se log bahut hi acche se kaam kar rahe the abhi bhi bahut hi jyada member se a gaye hain ab ismein bahut hi jyada kam kar rahe hain member agar aap members ko Achcha Denge to vah is Samay kam Karenge agar aap member to Koi is Mein Kam Nahin Karega
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #20 Collapse

            Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

            g bhai aapk bats ahe h 95% log forex ian nakaami haasil kte hain q k wo jald baazi se air lalach ke saath is main kaa krte hian js ki waja se wo loss ki traf chale jaate hain . is liyte hamain cahhahaiye agar hamain kaamyaabi cjhahuiye to hamain is main buhat savbar k saath kaam krna hoga warna ham is main kaamyaabi haasil nae kar skte .
             
            • #21 Collapse

              Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Umer Khan پيغام ديکھيے
              dear members men apko bat don k 95 % log forex men nakam hain is ki main wjha ye hai k log forex ko seehk jaty hain laikin is k mutabiq phir wpork nnh kerty hain.is liye hamen chye k ahm forex men mhnat ker k work kren aoe us men kamyab ho jain.ager ham forex men mhnat kren gy to ham is men zroor kamyab ho jain gy.log is men gambling kerty hain aor lalch kerty hain.lot size ko bhra ker use kerty hain.isliye ahmen aisa nh kerna chye rules ko lazmi tor per follow kren.
              G chahy dunya ka koi bhi kaam ly ly jab tak hum log us mn mahnat ko apni aadat nai bnaye gy wo kaam hmy faida naii dy ga isi tarha forex forum mn bhi ziada tar log isi liye nakaami ka samna karty hn q k wo iss mn a kar mahnat ni karty or nakam hojaty hn...forex ny har us member ko khush kia ha jis ny mahnat ki ha or jo phrr jo mahnat nai karta usy nakami ka mu dakhna parta ha
              • #22 Collapse

                Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

                Baai jaan aap nay bilkul teek kaha forex trading may buhut say members asay hay jis k loss ke waja ye hay ke wo sabar nahee karthay our har trade k open karnay may jaldh bazi karthay hay lekin asa nahee hay ye market har waqth aap k favor may ya aap k marzi say nahee chal the lekin expert log intizaar karthay hay our apna favorite time aanay par he trading karthay hay.
                • #23 Collapse

                  Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

                  Forex main nakami ki waja josh or na,tajarbakari hai.kisi ko dekh kar os ki copy bhi nai karni chahye..bussniss karne k lye kisi ki copy karna bhi nuqsan ka ba-es ban sakta hai..aik or nakami ki waja posts ko na barhana or time pe kaam na karna bhi hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

                    bhai jan pehli bat tu yeh hai ky forex main loss karny walo ki tadad 90 % hai aur ju log forex main loss akrty hain wo bgair experience waly karty hain forex main enter ho aty hain aur invest karny ky bad blindly trade kart y hain ya forex market main juwa lgaty hain jiss ki waja say wo loss karty hain forex aik business hai aur issko jab tak sekhain gay nahi tab tak koi trader is main earn nahi kar sakta hai issi leay log is main ziada los karty hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

                      forex ma kamyab hony k lily bhot zaida time or mahnet ki zarort hoti ha jab k humry han log rato rato ameer bana cahty han yahi waja ha k pakistan ma log nakam hojaty han forex aik bhot hi zadia falexbal businesss ha jesy samjany k liy time darqar ha so kam koi b ho mahnet or dill laga ker kam kerna cahiy ta k ap kamyab ho saky.
                      • #26 Collapse

                        Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

                        Gee han main khud tajziya kar raha ho forum par mujhay forum par boht taizy se new members aate dakhayi de rahay hai utny taizy se wo jaldi chor kar ja b rahay hai sirf 5% active rehte hai jo daily kya yearly work karte jis se yeh sabit hota hai k 95% members mukhtlaf halat ki wajah se forex se haar jate hai phir bhag jate hai sirf 5% log aisay hote hai jo haar nai mannay wale har halat se larna chahte hai yeh hi kamyab trader banay gai
                        • #27 Collapse

                          Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

                          Dear frind apny bahut hi acha sawal keya hi forex main nakami kr waja y hi ky who forex main lagatar kam nahi karty aur us kam trust nahi karty ise waja sy kafi sary log is kam karty haib agar forex main ham lagatr kam karty rahin gy to ham is maon zaror kameyab ho jain gy forex nai logo ke bahut madat ke hi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: 95 % logon ki forex men nakami ki wjha ?

                            dear ap ki baat theek ha but meray point of view kay mutabik 95% traders is liey loss kartay hain kay wo greedy hotay hain or Apne emotion ko control nehi kar patay hain or emotion me akar big lots size kay sath trading kartay hain un kay mind big profit hasil karne ka greed hota ha jis se un ka account wash ho jata ha traders ko success honay kay rules or discipline kay sath trading karna ho gi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X