Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason kya ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason kya ha
    they remember Ham forex mein bahut jyada mehnat karte hain aur ismein bahut hi jyada kam karte hain aur forex ko time bhi dete Hain fir bhi hamara account watch Ho jata Hai iski kya reason hai kya vajah hai ki hamen kya karna chahie ismein profit kamane ke liye Dil laga kar kaam karte hain aur ismein apne jaan jigar pura lagakar ismein kam karte hain fir bhi Ham ismein na kam ho jaate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

    Thori mehnat kerny sy forex Jesy business main kamyabi nehi milti yahan per agar kamyabi hasil kerni hai tou hamain bahot zyada mehnat kerni perti hai aur apni emotions aur lalach ko control main rakh ker soch samajh ker kisi bhi pair main trade open kerni hoti hai tab profit hasil hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

      Dear brother forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey lekin iss k liay time lagta hey iss liay pahlay learning aur knowledge hasil karnay pe mehnat karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir ziyada se ziyada mehnat karen tu phir zaroor kamyabi milti hey
      • #4 Collapse

        Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

        G han aap ny bahut hi achi baat share ki hai.forex ek world wide buisness hai.es main hamary pass achy knowlage aur experience ka hona bahut zaroori hai.ap ny akser dekha hoga k akser llog bahut hi ziada mahnat kerte hain mager phir bhee wo kamayb nahi ho sakty hain kuon k en k pass acha knowlage aur experience nahi hota hai ager acha knowlage aur experience hoga tu hum es main achi trah sy kam ker paten gy.
        • #5 Collapse

          Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

          Kamyabi ke sath ham log trading kar sakte hain sab log yah samajhte Hain Ki Forex ka kam do Hi Kam Hai ham log Agar Iske samajhkar karte hain to ismein kamyabi bhi UN Logon Ko milati Hai Jo isko samajhta Karte Hain Jo join Nahin karte hain kabhi bhi yahan par kaam Sabhi Ke Sath Adnan nahin kar sakte ho Nahin market mein jyada time tak stay kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

            Good morning to all g mere dost apka Kahana hai ki agar aap forex trading Mein mehnat karte hain to aapko profit Nahin Hota main aapse Kahana chahta hun ki agar aap forex trading Mein kam karte hain aapko chahie kya aap mayari post Karen quality post Karen aur thread ke mutabik post Kiya Karenge to aapko Inshallah Ek Achcha bonus Hasil ho sakta hai aur apni mehnat ko Jari rakhen Ek na Ek Din aapko Jarur bonus Aana shuru ho jaye ga
            • #7 Collapse

              Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

              Baai g aap nay teek kaha ke buuut say members asay hay jo ke mehnath ziada karthay hay lekin osay kamyaabi nahee mil the is ke waja ye hay k hum forum par ziada mehnath karthay hay Tha k acha bonus mil jaaye our wo mil be jatha hay lekin hum ye bool Gaye hay k hamay trading seeknay k liay be mehnath karne hay maray khyal may buhut kam members hongay jo demo account par practice karthay ho our osay har dafa loss hotha hay tho maray baay trading koi asaan kaam nahee hay ye aap nay international market may kaam karna hotha hay jis may poray world say expert traders kaam kar rahay hay agar asay plateform par hum experiance our knowledge k baghair kaam karangay tho loss tho hoga he is liay hamay trading seeknay k liay kuch arsa demo account par practice karne chahiay our apna trading skill improve karna chahiay our saath saath forum say ziada bonus collect karna chahiay per real trading may entry karangay tho kabhi be nakaame nahee hoge.
              • #8 Collapse

                Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                Dear brother umed ha ap khairiat sa hn gy mry khayal mi agr bar bar mehnat k bad bi earnig ni ho rahe to is ki vja lalach ha ya lack of confidenc hamy chahaye k ksi senior sa mashvra kr k trading krni chahye pora analysis krna chahaye phr ja k ksi pair ki trading krni chahye r lot size bi kam rakhana chahaye
                • #9 Collapse

                  Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                  G Han thek kaha apny k forex main kaam karne k liye apko ziada sy ziada mehnat ki zarurat hoti hai q k beger mehnat k forex main koi kamyab nahi hota isliye hume chaye k hum ziada sy ziada mehnat karen or trading k liye best decision lain or achi learning or kniwldge haisl karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                    How are you frnd g han apny thk kha hy agr ham ziyda sy ziyda ment kry gy sila zarori milta hy Allah ksi ki ment ni rakhata hy bs ment kro
                    • #11 Collapse

                      Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                      Dear Mera Pakistan Forex main market ko analysis karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat karte ho Fir Bhi aapko loss ho jata hai to aapko apni strategy Quota bill karna chahie Kyunki aapki state Ji Main Kuchh mistake Hoti Hai jinki vajah se aap ka ped aapko last deta hai isliye kabhi bhi aise trade na lagaen jismein aapko loss ka Khatra Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                        dear agar ap ismien bahut hy xyada mehnat karte hain ap ko sahi se yani k acha quality apka nhy hopta iski wajah mere khayal se yeh hosakta hai aur ham,en mehnat se aur achae quality k sath kam karna chaye tabhy ham ismien kamyabi hasil kar skte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                          Dear friend totally Baat interest ki Hoti Hai Jab aap interest Lekar Kam Nahin Karte to sahi tarike Se Kam Nahin kar paate interest Ne aur practice Jyada Se Jyada Kare Jab trade open karne lage to Saurav focus market per rakhen..
                          • #14 Collapse

                            Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                            G han sir hum iss main mehnaat toh karta hain lakin hum iss main bar bar loss he karwata hain humain iss main kamiyaabi nahi milti humain chaiye k hum iss main jab be kam kariye toh safe trading kariye or planning or strategy bana kar iss main kam kariye toh tabhi iss main aik acha or kamiyaab trader ban sagta hai n humain chaiye k hum iss main dil laga kar mehnaat kariye or demo pr be partices kariye or saat saat real acc pr market ko acha sy analysis kariye tabhi hum iss main kamiyaab ho sagta hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ham forex mein mehnat bhi Karte Hain fir bhi Ham kamyab nahin hote iski reason ky

                              Bhai jan mujhe lagat ahin ap mehnat sirf aur sirf posting karne mein hi karte hain aap ko chahiye k ap is ein daily forum se learn kare aur market ko samajhne ki koshish kare phir ja kar ap forex mein kamyab ho skate hain dusro k posts ko read bhi karna chahye isse huko knowledge milta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X