Technical vS fundamental analysis
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical vS fundamental analysis
    dear fOrex members jb hm fOrex main market kO analysis krty hn tOu jb technical analysis krlety hn jb support aur resistance ki baSe pa trade Open krty hn tOu hmain fundamental kO BHI dakhna chahye becoz fundamental iS more strOng than technical analysis...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical vS fundamental analysis

    apne aap ko trust bhi karna hota hai kyun kay agar ap apne aap ko trust karna chor dete hain to aap ka trading jo ap karte hain woh ap ka loss hame apna week point talash karna chahiye our us ko dubara nahi karna chahiye take aap ka loss na ho our aap ko chahiye kay earning ka tariqa qar banana chahiye our phir earning karni chahiye our apnay aap
    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
    • #3 Collapse

      Re: Technical vS fundamental analysis

      Kisi bhi pair main market apki movement jo continue rakhti hai woh sirf technical move hoti hai lekin jab koi bari news market ko effect kerti hai tou market main bahot bari fundamental move Ho jati hai jo technical movement sy bahot bari move hoti hai aur aksar aesy time per hi market ka break out bhi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Technical vS fundamental analysis

        wasy to dunya men kafi sary trader aisy hain jo sirf technical per trading kerty hain.aor is k illawa ager dhaika jye to fundmentle technical sy bhi zyda strong hai.is liye hamen tecnical aor fundamentle dono k oper oboor hasil hona chye ager hamen tecnical k oper aboor hasil ho ga to ahm aik achi trade leny men kamyab ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Technical vS fundamental analysis

          Dear friend market Mein jitne acche aapke analysis Honge utani Hi aasani Se market ki moment ko Samay Sakenge mostly members technical analysis karte hain agar phone remental analysis of ke strong Hun To bahut hi acchi intry Lagaye Ja sakti hai..
          • #6 Collapse

            Re: Technical vS fundamental analysis

            hum forex mai jab fumdamental analysis ko use kar ky paisa invest karty hain to hum zaror kamyab hio jaty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: Technical vS fundamental analysis

              technical analysis hamien markete ky trend ko dekh kar hasil hoty hn jo k intahy aham hoty hn ager kesi ko analysis aty hn to wo is mn kabhi bhi loss nhe kar sakta mager ik aur hn jin ko ham fundamental analysis kahty hn ye wo analysis hn jo dunia k 95% trader nhe janty aur isi wja sy wo loss mn ajaty hn kun k jab fundamental aty h to wo technical ko fail kar dety h aur logo ko loss hojata h jo is ko nhe janty
              • #8 Collapse

                Re: Technical vS fundamental analysis

                Assalamu Alaikum dear Forex member technical analysis our fundamental analysis mein bahut difference Hai technical analysis Apne techniques Se Ki Jaati Hai Lekin fundamental analysis rules Ko Dekhkar volume indicator Kaise ki Jaati Hai Hamen technical analysis ko hi prefer karna chahiye
                Visit My Profile
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Technical vS fundamental analysis

                  forex aik wasee business hain hamy is mai analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busiens hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik world wide business hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X