Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi
    bhai jaan Pakistan forex mein mehnat karte rahen aur mehnat kabhi Jaya nahin jaati kyunki forex mein knowledge hasil hota hai experience learning itna kuchh hasil karne ke sath trading mein profit aur nahin bhi hota to knowledge he bahut achha hai mehnat karte rahane se kamyabi Mil Hi jati hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

    Forex forum me na kesi member ki mehnat zaya hoti hay aur na hi esy traders ki mehnat zaya hony ka sawal peda hota hay jo learning karty hey, mehnat agar ki jaye to har condition me hi traders ko apni mehnat ka sila milta hay, aur traders baghir kesi rukawat key hi kamyabi mil jati hay esa koi be trader nahi hay jes ne mehnat ki ho aur wo kamyab na bana ho.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

      dear friend forex trading aik aisa business ha jis mn ap jitni ziada mehnat kren gay utni achhi earning hasil kr sktay hn isliay apko chayay k mehnat kren aur forex k baray mn knowledge aur trading experience gain kr k trade kren to ap achhi earning hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

        Aslam O Alaikum dear friends:1f337::1f337:
        bilkul dears ek insaan jab hadse ziada mehnat karta hai or din raat mehnat karta hai ALLAH PAK uski mehnat kabhi nahi zaaya jane dete dears forex me bhi humari mehnat zaya nahi jaati forex me bhi hunara ALKAH PAK humari madad karte hen or hum ek din acche trader banege:1f339::1f331:
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

          Aap nay bilkul theek kaha forex Main Jo log mehnat say kaam krtay hai wo kabi nakeem nahi hotay un ko kamyabi zaroor milati hai Aap iss mein jitni zada mehnat say kaam kray gay Aap ko zada acha bonas Mila ga mehnat krna walon ko mehnat ka phaal zaror milta hai mehnat kabi kisi ki zayia nahi hoti
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

            Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy pakistan forx forum ak bhot he acha business hy is main ap jitni mehnat karen gy ap ko otna he os ka sila mily ga kisi ki mehnat zaya ni hoti ager ap mehnat ni karo gy or sily ka wat karo gy tu ap ko sila kabhe ni mily ga
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

              Pkaistan forex ek aisa business ha jis ham kam vakt mi bht taraki kr skty hain is k lia jo necessary factor ha vo ha struggle mehant agr ham daily base pa mehnat kry gy to kbi nakam ni hn gy agr ik mah hamara bonus kam a gea to hamy mayos ni hna chahye r ziada r bhtar tariky sa is pa work krna chahye ta k next time ham acha bonus hasil kr k achi earning kr sky
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                Assalamualaikum g janab ap ny bilkul teek kah hy k h mehnat sy he sub koch malta hy or baghar mehnat k insan hamashah loss ka shakar ho jata hy, isliy shok sy kam karny chahi,
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                  How are you frnd g han apny thk kha hy agr koi banda menat ke sath km krta hy tu bandy ke sath Allah ki madad mil jati hy insan ko bs dil sy menat krni chiya sila Allah deta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                    even say demo account is pure waste of time but I wan't to give my own opinion why demo account is so important.so forex is a business it is a different buht sa fayda hota hain is ma hum earning kar ka apni zarorat zindgi pura kar sahktain hain is par trading kar ka hum apna drem pura kar sahktien hain aur is ka bara fayda ya ha ka is par trading kar ka hum buht sa knowledge
                    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                      G bilkul Bhai Jan ap ny bilkul thk farmaya hay k forex myn humayn zeyada say zeyada mahnat krni chahye q k forex kisi ki bhi mahnat ko zaya nhi karta hr kisi ko us ki mahnat ka sila zaror milta hy . Thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                        Dear friend forex trading may wahe member ziada kamyaab hoga jis nay ziada mehnath ke hoge chahay wo forum par ziada kaam karnay say ho ya tradindig experiance hasil karnay may ho lekin yaha par aap ko dhono jagho par ziada mehnath karne hay thab he aap ko ziada faida mil saktha hay our aap har trade say faida uta sakthay hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                          dear sar bilkul achcha sawal hai mehnat kabhi raigarh nahin jaati aur mehnat ka result jarur milta hai Pakistan forex aisa business hai jo kisi member ke sath yad hi nahin karta aur har member ko mehnat ka result deta hai jo member jitni mehnat karta hai utna hi achcha profit milta hai aur utna achcha bonus bhi milta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                            Jo Log Yahan per kam ke time per Forex Mein ready karte hain lalach Karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi ke sath Kam Nahin kar sakte hain Ham Sab Jante Hain Ki Forex Ek lalach Hai lalach Mein Aakar Jo kaam karta Hai vah Apna Sara account wash kar leta hai hamen bhi chahie ki Hamen sabse pahle information ko generate kar lena chahie aur
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat Jaya kabhi nahin jayegi

                              forex ma kamyab hone ke liye mehnat kerna boht zarori ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen forex ma mehnat ker ke her koi kamyabi hasil ker sakta ha forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning keren ge kyun ke mehnat ke bagair to earn kerna mushkil ha or ap ki mehnat zaya nhi ho gi bulke mehnat ka sila zaror milta ha ap zror kamyabi hasil kerte hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X