jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay
    Forex trading business mein greed lalach ki waja se har koi loss karta hy lakin phr bhi lalach mein Bari lot size use kar k ziada profit earn karne ki koshish kartay han jab Tak hum lalach ko kataam nhi karain gay ye samjh laina cahaiye k hum forex mein kaamyaab nhi ho saktay koshish karni cahaiye k lalach se bach kar trading karain hum jo Aik month bonus hasil karne k liye mehnat kartay han is ka faida ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

    Dear ma apko baat say agree kerta hun aor ye such hay kay laluch bhot buri bhala hay aor forex trading ma tu ye intehai katarnaak hay is liye jab tak hum is per qabu nhi paa letay forex market ma kamyaab nhi hu saktay tu behter yehi hay kay bajaye is kay kay hum laluch karay mehnat kay saat kaam karay aor jo bhi thora bhot profit earn hu os oer razi hu jayn.
    • #3 Collapse

      Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

      G baai is may koi shak nehaa hay ke is business may hamay aagay jaanay say sirf hamari lalich he rukwathi hay our wo asay ke agar may ziada lalich may aakar apna account wash na karwatha tho may aaj gold par buhut ache earning kar chuka hotha kionka Kal ke movement k baaray may mujay yaqeen Tha ke gold nay up Jana hay lekin bonus na honay ke waja say trading na kar saka.
      • #4 Collapse

        Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

        Gee haan forex mein greed ko control kerna bhi bahut zaroori hai iss sae humain hamesha loss hota hai aur agar hum apnay loss ko control nahin krrtay tou humara loss mazeed barhta jata hai aur yeh sub greed ki wajah sae hota hai humara her maheenay account wash ho jata hai greed sae khud ko bachain aur forex mein mehnat sae trading kerain
        • #5 Collapse

          Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

          g han bhai jan greed bhot he ghaandi cheez hai is liye hamen chye k ham greed wala factor apny ander sy khatm ker den.ager ham greed ko control ker len gy to ham is men kamyab ho sakty hain.is liye hamen chye k ham greed per qabo pain aor jitna ho sakky rules per shkti k sath ammal kren.ager ham greed per sahkti k sath ammal kren gy to ham is men akmyab ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

            G brother forex ko greed ko control krna buht zrori hai qn k laluch sy hmesha hmy nuqsan hi hota hai or loss ko recover krty krty kafi wqt zaya ho jata hai ic sy behtar hai k hm greed ko control kren or lot size km use kr k profit earn kren
            • #7 Collapse

              Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

              Pakistan forex ek aisi field ha jis mi aksar log greed krty hain agar thora profit mily to on K dil mi ya khayal ata ha k mazid profit a jay tb close kro ga is ja result ya nikalta h k trading loss mi chli jati ha r phr os loss ko cover cover krty krty vo apna account wash krva bethta ha phr ja k osy samaj ati ha k vaki mi mughy lalach ni krna chahye tha
              • #8 Collapse

                Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

                yes we need to control greed in forex as much we will work and make strategy to control greed as much better it will be so we need to control greed even rest of the emotions as much we will work hard and make good strategy as much better it will be. so we need to keep learning and practice to become a good trader.
                • #9 Collapse

                  Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

                  Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen grid Se Bachana chahie Kyunki grade Buri Bala Hai Hamen chahie ke Ham train lagaen To Hamen profit a raha ho vah profit wala trade cross kar de Aur Zyada lalach na Karen agar humne Jyada lalach ki To Hamara account was ho sakta hai aur Main Hamesha lot size kam Rakhta hun aur main dusre ko bhi yah Kahana chahta hun ki vah bhi lot size Hamesha kam rakhen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jab tak hum forex mein greed ko control nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay

                    forex aik legal busienss hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busienss hain forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai hamy greed ko katem karna ho ga forex aik acha busines hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X