market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?
    hamy market ky kylaf ja kar kabe be kam nahe karna chahey agar hum is ky kelaf ja kar kam kary gy to hamara account band ho jay ga or is main magoda bonus be wash ho jay ga is main loss hum apne he waja sy karty hain hamy is ky mutabik he kam karna chahey per he hum is main ache amount kama sakty hain or apne zarorto ko asane sy pura kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

    bhai jis tarhan ke forex main profit ki koi had nhi isi tarhan agar ap markit ke oposit trade open karen ge to ap ko loss bhi itna ho sakta hai jis ki koi had nhi hai is lye hamain forex main markit ke khilaf nhi jana chahye is se acvount wash bhi ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

      Je han, hamy market k trend k khilaf kbi ni jana chahe, forex market k opposite jany sy hamy etna nuksan ho sakta hai m hamara account b wash ho sakta hai, hamy hamesa trend ko find kar k usko he follow karna chahe, kahe bar market asi stage py ponch jati hai k waha stuck ho jati hai,
      • #4 Collapse

        Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

        G bilkul market k khilaf jana hamary liye dangerous ho sakta ha q k market jb aik trend mein move krti ha tu us ka Sara pressure trend ki taraf hota ha ab us satuation mein ap agr market k reverse trade lagaty haen tu maximum chances haen k ap ki trade loss mein jaye ge aur ap ka loss ho ga es liye jis taraf market ka trend ho usi taraf trade open krean. Market k khilaf met jaen.
        • #5 Collapse

          Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

          G Han thek kaha apny k hume trade lagate hue market k khilaf nahi jana chaye q k ager hum market k against trade open karte hain to zahir hai k humara account wash hone k chances increase hojate hain isliye koshish karen k hamesha safe trading karen taa k na apko ziada loss ho or na account wash ho
          • #6 Collapse

            Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Role پيغام ديکھيے
            hamy market ky kylaf ja kar kabe be kam nahe karna chahey agar hum is ky kelaf ja kar kam kary gy to hamara account band ho jay ga or is main magoda bonus be wash ho jay ga is main loss hum apne he waja sy karty hain hamy is ky mutabik he kam karna chahey per he hum is main ache amount kama sakty hain or apne zarorto ko asane sy pura kar sakty hain
            Assalamu Alaikum agar aap market ke open Karte Hain To aap apna pura capitale De khaali kar sakte hain aur isase aapke kaun pedon se main bhi bahut Kami a Jayegi isliye market ke against trade kabhi na lagaen
            • #7 Collapse

              Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

              Dear apko hamehsa trend k sath chalna parta hy aur bgair analysis k ap tuky py trade laga k kabhi kamyaab nahi ho skty is leay koshish kren k mehant sy kaam kren aur trading me kabhi bhi lalach Na kren
              • #8 Collapse

                Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

                Hamara posting Karne Se Hamare account mein profit aur Yahan per bonus Bhi Jyada aaega Hamen chahie kya Jyada bonus lene ke liye Jyada mehnat Karne chahie Jyada posting Karni chahie aur ek dusre Se Jyada kam karna chahie Ek dusre ki Speed ke sath sath aapko Yahan per kabhi bhi kam karte hue ghabrana Nahin chahie Agar aapko nuksan hota hai to aap kabhi bhi nuksan ke bare mein Na Sochenge
                • #9 Collapse

                  Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

                  Hello dear friends good night aapane bilkul theek kaha hai lekin aisa bilkul bhi nahin karna chahie jab bhi loss Ho uski ek limit aur stoploss laga hona chahie dusri baatmoney management or risk management ke sath trade karni chahie isase loss kam hota hai aur trade ko jald close kar dena chahie best stop loss ke sath trade karna hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: market ky kelaf jar kar hum kis had tak loss kar sakty hain ?

                    Aslam O Alaikum Dear friends:1f341::1f341:
                    dears bilkul market ke trend ke khilaf agar hum trade karenge to hum ziada se ziada loss hogi or shayad ho bhi sakta hai ke humara Account tak wash hojaye isliye dears kabhi bhi market ke opposite trade mat karen ku ke agar aisa karoge to loss ka saamna hoga:1f333::1f333:

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X