Allah ke yaad main risk ke barket hy,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Allah ke yaad main risk ke barket hy,
    Assalamualaikum respect business main umeed karta hon k h ap all members kharyet sy hongain main bhi alhomdolalh khrayat se hon Mara sawal hy log profit main barkat chahtay hain to on kaly zarory hy k ow Allah ke ibadat ko shamelay hall krain,sub pahli namaz baht zarory hy,tub aap ke profit main barkat hogy,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

    g Allah ki yaad may barket ha agar hum har kaam shoro karnay se pehlay Allah ka naam lay kar kaam shoro kar rahay han tou is kaam may barket hi higi Allah nay chaha tou hum har kaam may kamyab hi hon gay agar hum mahnat se kaam karty han tou Allah is mahnat ka sila hamay ik din zaror deta ha
    SUMIYA TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

      ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai Allah ki recipe Se Hi Ham ismein Dil kholkar trading Karen agar hamen ismein Allah Kare uski Se Hi ismein trade khol kar Ham ismein trade lagaenge To Ham ismein kabhi Na Kam nahin honge Har waqt Ham ismein kamyab Ho Kar ismein profit Kama sakte hain kabhi bhi Ham na Kam nahin ho sakte
      • #4 Collapse

        Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

        Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum daer friends ap n bht achi bat ki hai k rozi rizk ka malik Allah hai us ko yyad krty rho us ki ebadat krty rho us k insano se pyar krty rho es min brkt prti rhy ge
        • #5 Collapse

          Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

          ALLAH ki yaad ma rizq ki berket ha boht achi baat ki ha ap ne ALLAH ki yaad ma hi to sari kamyabi ha suba ke time uthen uth ker namaz paren ALLAH ko yaad keren jo din ALLAH ki yaad se shoro kiya jai wo din bi acha guzerta ha or rozi ma berket bi hoti ha is liye her waqt ALLAH ko yaad keren ALLAH ko yaad ker ke jo kam kiya jai us kam ma humesha kamyabi milti ha
          • #6 Collapse

            Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

            Aslam O Alaikum Dear friends:1f339::1f339:
            dear SUBHAN ALLAH bilkul sahi kaha apne ALLAH PAK ki he yaad me RISK KI barkat hai hum jab Forex me hardwork karen to bilkul apne RAB PAK ko yaad karte rahen humara RAB PAK humari sunta hai or forex me bhi humare liye Rizak De raha hai:1f332::1f332:
            • #7 Collapse

              Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

              g nahi bhai jaan ALLAH ye nahi chahta ke ham koi risk le mera matlab hai ke ham lalach karen wo tu ye chahte hain ke ham ache kam karen aor aeman dari se kam karte rahe aor kamyab hone ki kushsh karen
              • #8 Collapse

                Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

                MA SHA ALLAH ap ne bht achi bat ki ha ALLAH ki yad mein hi kamyabi ha. Hamaen rizq aisi jaga se milta ha jahan se hm tawaqo hi ni krty. Agr forex ko daikha jaye tu hm agr mehnat krty rahaen ge tu hmaen ALLAH zrur kamyab krean ge. Bs mehnat aur us pe bharosa rakhna hamara kaam ha baqi sb ALLAH pe chor daina chaye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Allah ke yaad main risk ke barket hy,

                  How are you frnd ap sb thk khe rhy ho ham ko jo bhi krna hy sb sy ply Allah ka name ly kr start krna chiya or nimzy parnii chiya sb or Allah ka zikar khasrat sy krna chiya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X