Complete Learning Process And Then Earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Complete Learning Process And Then Earning
    Dear all friends forex main hamein chahiye k hum apne learning process ko complete karen kyon k forex main jab hamara learning process acha ho ga to forex main hum beghir loss k work kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Complete Learning Process And Then Earning

    G han huma forex mai earning ka lia apna learning process ko complete krna chaya ya nahi tohra s learn kia or trade open kr li is tahra huma bara loss ka samna krna pahra or agr loss a bachna hai tu lazmi hai ka hum complete learning ka bad huma forex ko join krna chaya ta ka profit ho
    • #3 Collapse

      Re: Complete Learning Process And Then Earning

      gee han bhai hume is main zada se zada lerning krni chaiye jitni achi lerning krein gey hum is main asani se kameyab ho sakte hein compulete knowledge hasil k hi kam krna hota ha warna hume lose ka samna krna par sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: Complete Learning Process And Then Earning

        Of course dear brother, trader forex trading say us wakt achi earning kar sakay ga jab us ka learning process complete hoga aur agar us ka learning process complete nai hoga to woh achi trades open nai kar sakay ga aur es tarah usy loss ho jaay ga esleay hamain pehlay apnay learning process ko complete karna chaheay aur us k bad hi trading start karni chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: Complete Learning Process And Then Earning

          ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamesha hi hai ki Ham is Forex trading mein bahut hi acche se kam Karen aur Hamen Ek Main Puri Tarah Se isko learn karna chahie Kyunki Agar Hamen isko learn Karenge to hi Ham ismein se earning kar Payenge Kyunki Kisi bhi Business mein learning Ke bagair earning Nahin milati isliye Hamen chahie hai ki Hamen is Forex trading co learn Karen aur ismein se earning karne ki koshish bahut jyada
          PAK ARMY ZINDA ABAD
          • #6 Collapse

            Re: Complete Learning Process And Then Earning

            bilkul aapki yah baat bilkul theek hai aur main aapki is baat se bilkul aagrah karti hun ki agar Ham chahte Hain ki Ham per xpressbees mein kamyabi hasil karen to usse ke liye bahut hi jyada zaroori hai ki Ham Apne ko learning ko complete Karen kyunki jab tak hamari learning complete nahin hogi tab tak Ham achcha trader nahin Ban sakte isliye apni learning per jyada se jyada focus Karen
            • #7 Collapse

              Re: Complete Learning Process And Then Earning

              forex ma kamyabi hasil kerne ke liye foprex ko learn kerna boht zarori ha kyun ke learn kiye bagair ap forex ma earn nhi ker sakte is liye forex ma pehle learning process complete keren kyun ke forex ma ap jitni zyada learning keren ge utni zyada earning keren ge forex ma learning kabi hetem nhi hoti learning ka amel humesha jari rehta ha is liye learning kerte rehen or earning kerte rehen
              • #8 Collapse

                Re: Complete Learning Process And Then Earning

                dear ap ny correct kah hy first of all hum ko chye jis kam ko bhi select karein is main complete gripe ho after that is kam main ap see karein g kafi limit tk ap good earning kar rahey so hum ko chye is kam main kisi bhi kism ki passive ness ko show nahi karna chye so think before give any steps.
                • #9 Collapse

                  Re: Complete Learning Process And Then Earning

                  haan jee kese hain ap log mere khiyaal main forex main sab say zaroori hay learning hamari learning jitni ziyaada ho gi hum us lihaz se forex business lr market ko smjh sakein g jab market ko analyse kr lein ge to earning zaroor hogo
                  • #10 Collapse

                    Re: Complete Learning Process And Then Earning

                    Hamen Forex trading karne se pahle Forex ko acchi Tarah learn karna chahie iski fundamental aur technical donon ko sikhana chahie phr trading Karni chahie hm earn nahin kar sakte Agar thora bahut earn kar bhi le lekin long time earning nahin kar sakte long time earning ke liye sikhana bahut zruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Complete Learning Process And Then Earning

                      Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main kamyabe ke liye knowledge bahut zarori hae is main q ke agar knowledge ho ga to hum acha experience hasil kar sakte hain to is liye hamen cahiye ke hum pehle acha knowledge hasil karen take hum ache earning hasil kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Complete Learning Process And Then Earning

                        Hello dear friends forex mein achi earning k liye hmein learning ki bhi bhut zyada zrurat hoti hy . Agar baghair learning k trading krein gey toh bhut si mistakes hongi or loss hoga .iss liye pehly learning phir earning.
                        • #13 Collapse

                          Re: Complete Learning Process And Then Earning

                          hello dear friend good evening aapane bilkul achcha sawal ki hai pahle complete learning karni chahie aur knowledge achieve karna chahie jab learning complete ho jaaye FIR earning karni chahie aur earning ke liye experience jaruri hai jo demo per practice karke milati hai demo ko real account samajhkar practice Karen tapiy is business mein kamyabi mil sakti hai..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Complete Learning Process And Then Earning

                            g han bilkul sahi keh rahy hain sub se phly hume apna learning process complete karna chahye kabhi b hume earning ki tarf foran nahi jana chahye kyu k jitna hum earning k peechy bhagain gay utna hum loss main jaian gay aur humara account b wash ho skata hai is liye sub se phly learning ko rakhain kyu k humari earning learning pay depend karti haai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X