Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi
    Mere Pyare bhaiyon is Waqt gold trading 1520 ke Gir ghoom rahi hai gold trading is Waqt strongly aap position per hai isliye Ye yah bahut hi Achcha mauka hai jo log straight ko buy karna chahte hain is trading Mein is Waqt opportunity bahut jyada hai jo log isko Ho bye karna chahte hain vah isko bye kar le Kyunki is state ka next level 1560 hoga aur Agar is Ne is level ko Touch Kar Diya to next level 1600 hoga yah To Mere Khyal Mein yah Ek bahut bada mauka hai hi ki aap straight ko bi Karen aur bahut hi accha profit kamaye agar aap aapke pass acchi investment hai Hi Tu long term ke liye Ye aap is trade ko bye kar le sake aapki trading behtarin ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men gold ne bari movement ki hey aur seniors ka kehna hey k gold mazeed up move kar sakta hey iss liay gold pe soch samaj kar trading karen kiun k iss ki movement unexpected hoti hey
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

      Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main gold ka trend upward hae gold ne apna first target 1524 ko to achieve kar liya hae ab wo apne next target 1524 tak jane ke koshish kar raha hae to is liye agar koi kare to gold ko buy kar sakta hae
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

        G han brother ap nay thek kah rahay hain, gold bahut deno say 1500 say 1520 tak ki range main move kar raha hay aur ub gold kisi bi wakt ya to bahut up nikal jaay ga aur ya to bahut down aa jaay esleay hamain gold par trading k leay careful rehna chaheay ta kah ham account ko secure kar sakain aur risk na ho.
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

          Gee haan bhai aisa ho sakta hai lakin jitna aap ouper janay ka soch rahay hain tou aap ko itna hi gold ki movement kay baray mein neechay ka bhi zahen mein rakhna chahyea market neechay bhi ja sakti hai iss lye agar gold mein trade lagain tou analysis ker kay hi lagain
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

            G Haan our ye be ho saktha hay ke ye os say be oopar jaaye kionka I ternational experts ka yahe khyal hay k gold poray world may buhut mehanga honay wala hay is liay agar koi be member gold par trading karna chahay tho wo buy ka he trade open karay kionka is nay zaroor oopar Jana hay lekin trading may apna safe side zaroor rakay.
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

              gold ke movement up or down hote he rahte hain hamy is ke movement ko dakt kar he is main trading karna chahey agar hamara experience km hain to hamy is pair par trading nahe karne chahey hamy loss ho sakta hain hamy expert trader ban kar he is main trading karny ka risk lyna chahey forex hamy earning ky sat learning be data hain
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

                gold aik acha pair hain is ke movement aik dam sy 1529 sy 1600 tak ho ge hamy ahteyat sy soch samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy agar hamy gold ke movement ke samj nahi lag rahe to hamy is mai kam nahi karna chahey forex aik bahtren business hain yai pakistan mai famous ban cuka hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki movement 1520 se 1600 tk ho gi

                  hum agar gold mai kam krna chatey hain to hamy analysis ko use karna ho ga hamy ahteyat sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X