Indicators Analysis.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators Analysis.
    dear friends...
    indicator bhi ak best chez hai hamry liye qk ye market main nuqsan say bachata hai or market ka rukh batata hai.but humin pora bharosa bhi is par nai krna chaye qk kabi ye galat bhi ho jata hai or humin kafi nuqsan uthna parta hai.han agr hum expart ho jain to ye kafi had tk help full ho sakta hai hamry liye qk phr kafi had tk humin iska idea ho jata hai qk ye ap par depend krta hai ke ap ne market ko kitna study kiya hai.apko chaye ke market ko sahi say dykhin or speed par nazar rakhin.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators Analysis.

    Forex mein aap ko agar koi indicators sae signals miltay hain tou humain chahyea kay hum unn kay analysis bhi zaroor kerain unn ko samjhain forex mein cheezoun ko samjhain aap forex mein mehnat kerain aur jo kuch bhi aap forex sae seekhain tou uss ko trade mein apply kerain
    • #3 Collapse

      Re: Indicators Analysis.

      G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, indicators haman trading main help to kartay hain aur market ki next movement ko predict bi kartay hain but hamain un par fully depend nai karna chaheay q kah un ka koi bi signal ghalat hwa to phr hamain bahut loss ho jaay ga esleay sirf indicators par depend kar k hamain trade open nai karni chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators Analysis.

        dear brother Jab amazement trade Karte Hain To Hamen ismein indicator Ka istemal Karna chahie Garam ismein indicator Ka istemal Karke trading Karenge To Hamen ismein Kafi madadgar ho sakte hain isiliye Hamen chahie ke anusar indicator ka use Karen
        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
        :1f4af:
        • #5 Collapse

          Re: Indicators Analysis.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulazizshahid پيغام ديکھيے
          dear friends...
          indicator bhi ak best chez hai hamry liye qk ye market main nuqsan say bachata hai or market ka rukh batata hai.but humin pora bharosa bhi is par nai krna chaye qk kabi ye galat bhi ho jata hai or humin kafi nuqsan uthna parta hai.han agr hum expart ho jain to ye kafi had tk help full ho sakta hai hamry liye qk phr kafi had tk humin iska idea ho jata hai qk ye ap par depend krta hai ke ap ne market ko kitna study kiya hai.apko chaye ke market ko sahi say dykhin or speed par nazar rakhin.
          Hn g sai bat ha ya kafi had tak helpful rahta ha uss bandy k liye jo forex ko achy triqy sy janta ho iski smj bojh rakhta ho phrr ya indicators bohat mufeed sabit hoty hn
          • #6 Collapse

            Re: Indicators Analysis.

            Yes indicators helpful ho skte Hain agr hum inhen ache se learn KR len Jan Len in ka use krna to but iss ke liye time lgta hai kuch aur in see learn demo PR practice krte hue krna chahye I think
            • #7 Collapse

              Re: Indicators Analysis.

              forex main indicator hamy market main enter hony main madad daty hain hamy in ky bary main full information hasil kar ky in ko use kar ky kam karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey per he hum is main pasa kama sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain forex main analyses ke bohat type hain
              • #8 Collapse

                Re: Indicators Analysis.

                Good Afternoon Friends,,,,,,,
                Ham jab is main trades ko open karte hin to is main indicator wala analysis kar kee hi trads ko open karna chaye ham ko is mein kam trade open kar ne cheiy is mein ham ko zyada trade open nhi karna chaiye aur is mein aci tarah to ham is mein chart ko dukh kar hi is mein trade kar te hain aur is mein tuke wala trade na lagie aur is mein market ko achi tarah dekh bhal kar k hi is meion trade karna chaiuye aur ham ko is main indicator wala analysis kar kee hi trades ko open karna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators Analysis.

                  hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuh be hasial nahi ho ga forex mai hamy analysis ko be zaror use karna ho ag forex aik acha busienss hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators Analysis.

                    ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun aur main aap Logon se sirf Itna Kahana Chahta Hun Ki Forex trading Mein Ham kam Karte Hain To Hamen chahie hai ki Hamen ismein bahut hi acche se kam Karen aur ismein Market ko message kar ke bad Mein ismein trading Karen aur Hamen trading main indicators ko bhi use karna chahie Kyunki Hamen usne indicators ko use Karenge To Hamen ismein trading karne ke bare mein pata chalega ki Ham Kaise trading kar sakte hain aur kaise earning kar sakte hain
                    PAK ARMY ZINDA ABAD

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X