Short trading and scapling mai kia fark hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short trading and scapling mai kia fark hai
    Bahi short trading or scapling dono ak hi strategy ka name hain dono mai hum chota time frame mai big lot size ka sath hum forex mai trade open krta hain 30 minute ki trading s hum profit la kr trade close kr data hain ya hai kafi mushkal kam kiun ka is mai kafi bara loss ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

    bhai jan short trading hi asal main scalping hai lekin short trading ap ke bonus ko lot se mutabiq hota hai scalping bhot hi achi cheez hai lekin ap ki profit bhi hazam kar saktihai scalping ap us waqt kren jab ap ki markit par bhot hi gihri nazar ho is se ap ka trade kamyab ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

      Short term trading aur scalping mere khayal mein tou inn mein koi farq nahin hai kyun kay forex mein scalping kay dauraan bhi hum trades ko thoray thoray profit mein close kertay hain tou humain forex mein mehnat kerni chahyea shortcuts na lagain
      • #4 Collapse

        Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

        Assalamualaikum g janab ap ny bhat acha sawal kia hy in main fark baht bara hy shar treading main post or tread baht hy mokhtsar hota hyor sacalping mat tread bari ke jaty hy
        • #5 Collapse

          Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

          G baai may ye samajhtha hoon ke short trading may buhut faida hay lekin oskay liay buhut experiance ke zaroorath hothe hay kionka aap nay buhut kam time may acha profit Utana hotha hay our hedging may aap apnay loss walay trade ko safe karthay hay our wo os waqth thak he karne chahiay jab market aap k loss walay side par na chalay.
          • #6 Collapse

            Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

            short term trading men ham houly chart aor ya phir four hour chart ko dhaik ker traduing kerty hain.laikn jab scalpibng ki bat ati hai to ahmen ppta chalat hai k markete aik khas support aor resistance k ird gird move kerti hai to us kaily hamen phitrr scalpoing use kerty hain.isluiye hamen chye k ham dono men differenc rhekn aior dono riski bhi hain.
            • #7 Collapse

              Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

              Dear baat ya hay k short trading aur scapling dono same he hain short trading ya scapling main hum throi dare k laya trade open kartay hain aur thora profit per close kar datay hain aur baaz dafa hum bari lot k sath trade open kartay hain tak hum thoray time main zayada earning kar sakan us sa jab lose hota hay to bhot zayada nuqsan hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

                Gg bhai jan nafay k lye in dono cheezon ki hi zarorat parti hy is lye nafa hasil krnay k lye ya dono hi ahm cheezain hyn in ko ignore nhi krna chahye blkay in ko follow krna chahye. Thanks
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Short trading and scapling mai kia fark hai

                  Ismein Koi Jyada Fark nahin hai aap forex market Mein Achcha jab tak Hasil nahin kar sakte aap scalping aur short trading bhi nahin kar sakte isliye aapko chahie ke mahine se kam Karen aur Jyada Jyada Apne knowledge ko bataen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X