Self ko control krna kamyabi ki key hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self ko control krna kamyabi ki key hai
    Yes dear agr hum apna ap pr qaboo pa late hai tu huma aram s forex s kamyabi hasil kr sakta hain self control ka matlab ya hai ka hum cool minded rahin or jazbat ko control mai rakhain hum apna ap ko agr jazbati hona s control karian gain tu kafi acchi earning kr sakain gain or hum forex mai kamyabi hasil kr sakain gain ap log kia kahta hain is bara mai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

    Forex mein humara humaray jazbaat per control hona bahut zaroori hai jub bhi forex mein kaam kerain tou her tension sae azaad ho ker kaam kerain cool mind kay sath kaam kerain kabhi kisi kaam mein jaldi na kerain loss mein bhi aap nay tension nahin leni tub hi aap forex mein kamyab ho saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

      G han bilkul agar ham trading me khud par control kar sakty hey to es business me hamary kamyabi key imkenat zeyda ho sakty hey, koi be trader es time tak successful nahi ho sakta jab tak us ka control greed, emotions, over trading aur over confidence par nahi ho jata hay, esy bahot se kam traders hey jo key khud par har tarha ka control kar sakty hey aur yahi professional traders hoty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

        Asalamu Alaikum to all forum members . Self control is mosssst improtant part to start up your forex trading . Bht sabar k sath forex trading karni chaye jaldi bazi greed ni karni chaye k bus say trade kary profit earn kar. Oho koe trade hi ni lagae hoe m ny to profit kesy hoga or bs jaldi sy koe bhi pari lay kar trade kardi mera ye haal tha start m 😝 laken asa karna bht galt hai total ap ka loss hota hai sara din m ek he trade karo laken profit wali karo achy say samhj kar.
        • #5 Collapse

          Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

          g han apny apko bhi ciontrol kerna waqe men aik kamyabhi hai.jab ham apny apoko control ker lety hain to ham us men kam ho sakty hain.isliye hamen chye kl ham kamyab bnen zroor laikin uskaily hamen chye k ham lalch aor apn apko emotions ko bhi control kren.
          • #6 Collapse

            Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

            Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki apne aap ko control karna bahut hi difficult hota hai Forex mein jo member apne aap ko aur apne emotions ko control Kar layaa to Samjho usne kamyabi Hasil Kar Li emotions ko control karna bahut difficult Hota Hai
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

              Dear friend ap ki bat bilkul sahi hay kay hum ko apny ap ko control may rakna cahya or hum akser lalach may ajaty hay or zada say zada profit gain karna cahty hay iss say hamara account wash ho jata hay or iss liya ager hum self per control kary gay or achy tread kary ga to hum kam yab zador ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

                hamy apne feelins ko qabo mai rakh ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain forex aik acah business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hum apne marze sy time table bana kar asane sy kam kar sakty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Self ko control krna kamyabi ki key hai

                  Ji han Sar aapane Sahi right kahan hai agar aap kya bolna Chahte Hain To Hamesha ke sath kam karna chahie Aur Main kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie aur knowledge or experience karne gaye aap ke Saath Apne knowledge or experience ko improve Karenge aapko ismein bahut hi accha profit bhi Kama sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X