aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay
    dear friends forex trading mn hr kisi ko loss hota ha lekin aik achhay trader ko jb loss hota ha to woh loss ki waja tlash krta ha aur usay door krta ha aur dobara aisi ghalti na kr k hmesha profit hasil krta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

    Gee haan baai forex trading may har member say ghalathi hothe hay lekin agar hum same ghalathi ko repeat karthay hay tho hum apnay aap ko kabhi be acha trader nahee Maan sakthay kionka insaan kamyaab thab he hotha hay jab wo apne ghaltion say seektha hay our osay repeat nahee kartha.
    • #3 Collapse

      Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

      Gee haan forex mein hum sae ghaltian hoti hain aur humain unn ghaltioun ko remove kernay ki koshish kya kerain kyun kay agar aap bar bar ghaltian kertay rahain gay tou uss sae aap ka forex mein time zaya ho ga aap ko income nahin ho gi aur aap forex mein bahut peechay reh jayain gay
      • #4 Collapse

        Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

        G Han thek kaha apny k loss to sabko hota hai lekin ager loss hojae to usko cover karna zaruri hai or sabsy bari bat k is main loss k wajuhat pata chal jaen to us galti ko khatam karne ki koshish karni chaye or dobara us mistake ko repeat nahi karna chaye taa k dobara loss face na karna pare
        • #5 Collapse

          Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

          apny thk kha hai k ager ham sy aik mertba galti ho bhi jati hai hai to hamen chye k ham wo galti dobara na kren kun k ager ahm apni galti per contriol nh pa saken gy to ham kbhi bhi kamyab nh ho saken gy.isliye ahmen chye kl ham apni improvement kren aor jitna ho sakky ham mhnat k sath kam kren aor earning kren.
          • #6 Collapse

            Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

            Hum ko forex mein iss baat ka khly krna chaiy ka hum jab ko galti krtay hai tu hum ko loss ho jata hai tu hum ko forex mein dobara wo galti kray gay tu Aap ko or loss ho jata hai tu hum ko dabara wo galti nahi krni chaiy iss say bachna chaiy iss say hum ko jis galti ki waja say loss hota hai us ko dabara nahi kray gay tu Aap ko kamyabi hasil ho gi
            • #7 Collapse

              Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

              Dear bilkul yehi baat har trader ko samjni chahiy ky us sy jo galti ek baar hoi hai wo dobara nao ta ky dobra usi falti ke waja sy usy loss na ho ye usi waqat mumkin hai jab app ko pta chaly ky app ke galti kia the es liy sab sy pehly yahi kam karna chahiy ky trading ky doran app sy kia galti hoi our kiss waja sy hoi jab waja dond lain gy to dobara kabi nhi ho ge
              • #8 Collapse

                Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

                Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Jiski galti ki vajah se Hamara account wash hua hai aur Hamara balance Waste Ho Gaya To Hamen chahie Ham use Mistake ko Dobara kabhi bhi repeat na Karen Palke usko improve kar len Taki vah bad Mein repeat Na Ho Saki
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

                  Aslamoalaikum bhai jan forex forum pa her kisi ko loss hota ha chahay bra trader ho ya chota lakin ek acha trader ka jb kabi loss hota ha wo next time ka liya is mistake ko tlash krny ki koshish krta ha or apni us galti ko dooor krta or ya ek qabyab trader ki nishani ha is liya jb kisi ko loss ho to us ko chahiya ko us apni mistake ko talash kray ka next time koe b assi mistake na ho jis sa loss ho
                  • #10 Collapse

                    Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

                    G han dost apki baat bilkul thek hy hamen chahey k hum apni mistakes ko bar bar repeat karnay say avoid karen or ak bar jis ghalti ki waja say loss hojay to next usko repeat na karen bal k apni ghaltion say learn karen or next unko repeat karnay say avoid karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: aik bar jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen honi chayay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                      dear friends forex trading mn hr kisi ko loss hota ha lekin aik achhay trader ko jb loss hota ha to woh loss ki waja tlash krta ha aur usay door krta ha aur dobara aisi ghalti na kr k hmesha profit hasil krta ha
                      Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai mistake ho jana Koi Itni Badi Baat Nahin Hai Lekin Agar Ham Ek mistake ko again again repeat Karenge to Kafi problem ho sakti hai isliye usmein take to ko note kar len auronext trade Lagane se pahle Jarur Dekhen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X