Benifits of small lot size...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Benifits of small lot size...
    AOA! dear forex members kaisy han ap log is tread main man ny trade ka size small rakhny k benifits batay han trade ka lot size small rakhny sy hamin profit bhi acha mil jata ha aur loss bhi kam hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Benifits of small lot size...

    G han dear small lot ka sab say bara benefit ye hai kay es mai humain lose bhut he kam hota hai aur jhan tak profit ka sawal hai tu wo tu sub jantye hain kay kabhi kam hota he ni hai thora bhi ho tu profit tu hai na yani kay lose say kafi better hai na
    • #3 Collapse

      Re: Benifits of small lot size...

      Small lot size Kay bahut say faidy hyn is say ik to ap ka account safe rahta hy or profit bhi acha he hota profit hota thora ayhista hy laykin profit hota hy zaroor is liye lot size ko bahut soch samajh kar rakhayn tan Kay ap ko loss bhi kum say kum he ho
      • #4 Collapse

        Re: Benifits of small lot size...

        km lot sy hum ko km profit milta hain or jab ky zeyada lot size sy hum ko zeyada profit mil jata hain lakin hum is main apny experience ky mutabik km yai zeyada lot size lagaty hain km lot size sy hamara account loss main jany sy bach jata hain forex east or west main bohat taze sy famous ho cuka hain hum is main live or sada urdu main kam karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Benifits of small lot size...

          mere khayal mein forex buisness mein agar hum ne kamyabi hasil lrni h to hamein small loT pe kam karna hoga small lot se profit to thora hota h magar hum account wash se bach jate hn forex business mein hamein sabr se kam karna chahye or thora profiT par khush hona chahye
          • #6 Collapse

            Re: Benifits of small lot size...

            Ak achi or safe trading k lye lot size bahot zada matters karta hy hum jitna lot size kam rakhen gy hamari trading utni e safe or achi hogi is lye kabi b lalach mat karen or hamesha apna lot size small use karen kion k kuch b na honay say kuch hona behtar hy
            • #7 Collapse

              Re: Benifits of small lot size...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
              AOA! dear forex members kaisy han ap log is tread main man ny trade ka size small rakhny k benifits batay han trade ka lot size small rakhny sy hamin profit bhi acha mil jata ha aur loss bhi kam hota ha.
              Ji Bhai Small lot size ko select karne ke bahut Sare fayde Hain isko select karne se Ham Logon Ko profit jaldi Hasil hone ka chanc hota hai aur ismein lost bahut kam hota hai aur Agar loss Ho bhi Jaaye To Hamen bahut jaldi recover Karne Ko Mil Jata Hai Iske mukabale Mein Aakar Ham large lot size ko select Karte Hain To vah Hamen bahut jyada loss Deta Hai joki recover karne mein bhi bahut time lagta hai ki Hamen chahie Ham Jab ki lot size ko hi select Karen
              • #8 Collapse

                Re: Benifits of small lot size...

                Ji bilkul small lot size ke bahut jyada benefits Hai Iski madad se aap ek accha profit bhi Kama sakte hain aur sath mein Apne account ko save bhi Rakh sakte ho Agar aapko Kisi kism ka koi loss ho to vah bhi small hi hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Benifits of small lot size...

                  Salam everyone ji mere dost small lot size lagane ka aapko benefit yah hota hai ki aapko Zyada loss Nahin Hota aur aap rozana small lot size Lagaya Karen jisse aap Thoda Thoda earning Hasil karte rahenge agar aap Bade lot size lagaenge to isase aapke account ko Khatra hota hai aur is se aapka account watch bhi ho sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Benifits of small lot size...

                    is forex main hamain lot size ko mange kar k hi trade karni ho gi aur is forex main kam karny k liye is main kamyab hony k liye exprence hasil karna ho ga tab hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi apnyy knowldge ko use kar k hi trade karni ho gi ab hi hum real main bi sucss ho sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X