Asalam O alikum janab main nay yaha pay threads study ki hain un main bohat ziada tadad un threads ki hai jo demo trading pay zor daitay hain main ap sab se pochna chahta hon kay kya ap logo nay demo trading ki hai agar ki hai toh kya such main us se faida hota hai ?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим