Kamyabi Aur mehnat Ka relation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi Aur mehnat Ka relation
    Ji han yah Baat bilkul theek hai ki kamyabi Aur mehnat Ka relation Agar Hamen Maloom Ho ki kamyabi aur mehnat Ka relation Kya Hai To Ham Pakistan Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain mehnat Ek Aisi chij Hai jisse ham Pakistan Forex kya duniya ka koi bhi business usmein kamyabi Hasil kar sakte hain sirf aur sirf mehnat ke jarie hai isliye Hamen Agar Pakistan Forex mein bhi kamyabi Hasil karni hai to mehnat Karni Hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

    Forex me apko kamiyabi mehnat karne ke baad he mile gy mehnat kie beghair apko kisi bhi kaam me kamiyabi nahi mile gy jo log forex me mehnat nahi karte unko hamesha nakaaki ka samna karna parta ha lekin jo log mehnat ke sath kaam karte ha unko aik na aik din zaroor kamiyabi milty ha is liye agar apko kamiyabi chahiye to mehnat kare
    SUMIYA TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

      Dear aap na bhot aachi baat ki hay main aap ki baat sa agree karta hoon k dyunia ka jitna marzi mushkal kam ho us main kamyabi hasil kar saktay hain sirf aur sirf mehnit karna sa mehnit sa aap har jaga kamyab ho saktay hain same issi tarha instaforex trading main be kamyabi aur mehnit sath sath chaltay hain jitni zayada aap mehnit karan gay utna he aap kamyab hoon gay
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

        Kamyabi or mahant ka appas mai bohot bara relation hai g han agr ap kamyab hona chata hain tu mahant lazmi karian agr ap sochta hain bina mahnat ka ap kamyabi hasil kr lain gain tu ya ap ki bohl hai g han is lia forrx mai kayabi ka lia zyada s zyada mahnat karian ta ka forex s acchi earning kr sakain
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

          Assalamualaikum g janab ap ny bhat acha sawal kia hy main to kahta hon k h in donno ka apas main baht zayadh jor hy or ek dosry Kailey Laxmi hain,jub ek members in donno ko samny rakah kar kom karta hy to ow zaror kamyab honjaega,
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

            kamyabi or mehnat ka relation ha kyun ke mehnat keren ge to kamyabi hasil ho gi kamyabi or mehnat ka gehra taluq ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen mehnat kerne wale hi kamyab hote hen forex ma ap jitni zyada mehnat keren ge utni zyada kamyabi hsasil keren ge is liye mehnat ko apni zindagi ka hisa nbana len phir hi ap kamyab ho sakte hen
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

              Mahnat k bad kamyabi hy is lye mahnat or kamyabi ka relation machli or pani k taaluq ki tarah hy is lye humayn chahye k hum zeyada say zeyada mahnat kryn ta k kamyabi hasil kr sakyn. Thanks
              • #8 Collapse

                Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

                paksitan froum main mehnat hasil karna hain tu sab say phly merket and pak froum ko achi tara smajhan hain k pak froum k rules kiya hain kamyabi k liey accoutn ka hona lazmi hain agar pak froum k rules ko b break karte hain pher bkamyabi nhe hain and forex trading main mehant k bina tu forex ki smajh nhe aati hain is liye hard work tu insta forex trading main karna b must hain and bina hard work kiye kaam b nhe hota hain ............
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

                  Ji bilkul kamyabi Aur mehnat Ka aapas mein bahut Gehra relation Hai Vahi forex market Mein Kamyab Hote Hain Jo ke mehnat se kam karta hai hi OK isliye Har trailer ko chahie ki vah mehnat se kam Karen Aur mehnat Ke Sath Apna knowledge or experience
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

                    Salam to everyone ji Mere Dost Men ye Kahana Chahta Hun Ki kamyabi Aur mehnat Ka bahut Gehra relation hai Kyunki Ham mehnat Karte Hain To Uske bad Hamen kamyabi milati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

                      Asslam oalikum dear friend ap ny bahut acha sawal kiaya hy Umeed krta hon ki ap khariat sy hongi Friend .forex me ap jitna mahnat kry gi ap ko utna he fruit milta hy kitni ap hardworking increase krty jy gi to ap earning bhe utni ho gi forex me successful honi ki ly achi post aor thread bahut zarori hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyabi Aur mehnat Ka relation

                        Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap en bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business har is main hamen kamyabe tab he mile ge jab hum is business main mehnat karen gy to is liye tamam members ko cahiye ke hum forex main zayada se zayada mehnat karen take hum is main kamyabe hasil kar saken

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X