dear friends pak forum ki wajah say bohut say log trading main attach hain kyon ky un ky pas forex main real investment nahi jiss say wo trade kar sakin aur bohut sary trader asy bhi hai ju apna real capital loss kar ky pak forum ko join kar ky apna loss recover kar rahy hain aur kamyab bhi ho rahy hain main pochna yeh chata hun ager pak forum na hota tu trades nay forex ko chor daina tha ya nahi kyon forex main invest ky bgair pesa earn nahi kia ja sakta.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим