money managment karna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money managment karna
    hamy acha knowledge or experience gain kar ky money mangment kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik wase business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga forex aik bohat bara or acha busienss hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money managment karna

    G money management bhi trading mein bahut zaruri hai. aapko Apne rupaye ko manage karna hai k aap kaise trading karenge aur uske liye sabse pahle market ka analysis Zaruri hai. agar aap analysis kar lete hain to froex aap ke liye bahut achcha business hai aur kafi profitable business hai.
    • #3 Collapse

      Re: money managment karna

      Ji han yah Baat bilkul theek hai ke money management karna Hamen chahie ki Ham money management Karen Taki Hamara donon Jaya Na Ho Ham money management Karke ise sahit tarike se istemal Karen aur kamyabi Hasil Karen isliye Hamen chahie ki Hamen money management karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: money managment karna

        AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki yh bat bilkul theek hy kh hmain money managment zaror kerni chahiay q kh ager hum balence ko daikh ker trade nh lgain gy kam balence sy ziyada ki lot lgain gy to hmara balence khatum ho sakta hy or account wash bhi ho sakta hy.
        • #5 Collapse

          Re: money managment karna

          forex trading main sab say main chez hain money mangment hain jsi ne b forex k rules ko follow kiya hain usne forex trading main kamyabi hasil ki hain forex trading main kamyai hasil karne k liye b mehant darkar hain jo mehant karta hain vo kamyab ho jata hain and kamyab hone k liye mehnat karna b lazmi hain demo account main knowledge or experience hasil kar k money managment ko follow karna hota hain tab he kamyab ho skte hian warna kabi kabi b hasil nhe ho pati hain ..................
          • #6 Collapse

            Re: money managment karna

            AOA!dear friends kaisy han ap log umeed ha k theek hon gy forex trading main money management bht important cheze ha money management k bagair apny acount ko wash ker bathty han hamary pas jitna bonus ho trade k lot size bhi utna hona chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: money managment karna

              forex mai money management ko ahmeyta hasial hain hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam akr askty hain forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: money managment karna

                forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai money management kar ky kam kary gy to he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik amm buiness ke nisbat acha buusines hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai money mangment ke bihat ahmeyat hain
                • #9 Collapse

                  Re: money managment karna

                  hamy learning ko best bana kar money managemnt kar ky kam karny mai he kamaybe mily ge forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik acha busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: money managment karna

                    forex trading me money management bahot important cheez hey... jab hum demo account me practice, experience,knowledge or money management se acha bonus bana kr trading start karty hn to sab se pehly hum money management kar k market ko analyse krein agar hum money management nahi karty or market ko analyse nahi karty to humein loss ho jayega is liey loss se bachny k liye ye bahot zarori hey k hum money management kar k hi trading start karein ......
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: money managment karna

                      ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai ki Ham Apna man management Khoj Karen aur Hamen chahie hai ki Ham Jab Bhi kam karen to Soch samajhkar kam Karen Agar Ham ismein Soch Samajh Kar Kam Nahin Karenge To Ham Kamyab bhi nahin Honge aur Hamen hamare pass experience Hona bahut hi jaruri hai trading ke liye experience Hoga To Ham ismein se earning kar Payenge
                      PAK ARMY ZINDA ABAD

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X