Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain
    Me ne Jo trading me note Kia a k aksar humy is bat ka pata b hota a k is tara karny se loss o ga to hum phir b risk ly lety hain to mean k humari habbit khrab a us ko dursat Kary Apny Ap ko mently strong kary mistake to wo hoti a jis ka Humy ilhm Na o aur Jb loss o gy to hum note kary k is waja se huwa a so apni Koi b ehsi habbit a jis pr Ap ko control ni us pr please work out Kary
    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

    Aap ne bilkul sahi kaha k hum mistakes se itna loss nai krty jitna habbit se krty hein aur hamari habbit ban gai hai k jb thora se profit hony lgta hai tu hum aur profit ki chahat krty hein jiski waja se woh profit bhi zaye hota hai agr hum apni habbit ko control kr lein jo hamary bus mein hai tu hum boht achi trading kr k profit hasil kr sakty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

      ji ek taraf se aapki baat to theek hai ke kuchh member aise Bhi Hain Jo apni galiyon se nahin sikhate hain aur Bar Bar vahi galtiyan rahte Hain jis vajah se unhone nuksan Kiya hota hai aur is vajah se vah kabhi Bhi nahin ho paate isliye agar aap samyabrata banna chahte Hain to uske liye bahut hi jaruri hai ki aap Hamesha apni mistakes ko follow Karen aur apni galtion se sikhe Taki aap kamyab ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur mien aap sy itfaq karta hun k agar ham as mien kaam kerte hien aur agar ham as ko seekh lete hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien as lyee ham ko as mien her bar seekhna hota h aur ham ko as mien her bat ko seekhna hota h
        jab ham as mien seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as ko seekhna zarori h aur as mien ham ko her bar seekhna hota h aur ham ko as mien her bar as mien mistakes say loss kerte hien aur ye hamari bad habit h.
        • #5 Collapse

          Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

          G bilkul hm forex ma mistake sa loss nhi aur na hi repeatedly same mistakes krtay hain bl k jo hmari bad habbits hoti hain unki waja sa loss hota ha Jn ma jaldbazi aur lalach wagera aa jati hain is liay hmain chaiay k hm is tarah ki bad habbits par control krain ta k loss sa bach sakain
          • #6 Collapse

            Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

            g bhai bilkul apny theak kha ka hmm log akser oqaat loss hmari habit ki waja sa hi mumkin hota ha jesa ka jb hmm ko first time profit milna shuru ho jata ha to hm laltch mn aaa us time or trade lga daty hn to phir loss ho jata ha q ka us time hmm na markeet ko chek ni kia hoty bss assy hi trade lgai hoti ha jis sa loss ho jata
            • #7 Collapse

              Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

              dear bhi ap ny really correct swal ko pick up ki hy really hum mistake say loss ko face nahi karty hein hum apni mistake ko correct direction main lay askty hein agar hum is main little struggle ko continue kar lein but hum aisa nahi karty hein it is really true that habit is a second nature.
              • #8 Collapse

                Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                Bhai jaan humko is mein mistakes nahi karna chahye aur hum ko apne jazbaat par control karna chahye par jakar humko loss se bach skate hain aur humko is mein sabr se kaam karna chahye humko is mein mistakes se humko jazbat se kaam karna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                  AOA! dear forex members kaisy han ap log ap na kaha ha k hum mistakes se loss nahi kerty hamari adaat hoti ha loss kerny ki q k hum lalchi ho jaty han laluch sy hum ak hi rat main korore pati hona chahty han jiska nuqsan ya hota ha k hum apna acount wash ker bathty han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                    Tarde m loss profit fix nahi hain aap ka all time profit profit ho ye possible ni hai achy experience tradwrs ka bhi loss hota hai Q k market m kush bhi 100% ni hota or market har baar hamary favor mai ni hoti kabi kabi hamay achay analysis k according bhi market us k opposite chali jati hai . Ha ye keh skty hai zayda loss srif or srif hamari greed ki waja say hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                      Dear member aapki baat bilkul right hai kabhi kbar mere sath bhi Aisa Hua Hai Ki Main Jaanta bhi hun ki mera trade Rog laga raha hun lekin Fir Bhi Main trade laga deta hun jisse Hamara trade Hamen loss Deta Hai Hamen kabhi bhi rest Nahin Lena chahie aur without Les cricket Reddit Karni chahie Taki Ham Yahan Se Achcha profit Hasil kar Saken aur ham hair loss Bhi Na Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                        Ji Bhajan aapane bilkul sahi kaha hai ki Ham galti se mistake karte hain lekin Ham hot mistake Nahin Karte Hamen chahie ki Ham is per Dhyan Den aur isase Khwabon Mein rakhen Agar Humse kab Mein Nahin Rakh Paye To Ham lost ho sakte hain chahie ke Kis Tarah Kamyab ho sakta hai aur sab bhaiyon ka yah Mera Sawal Hai Ki vah Soch samajhkar trade
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                          Aslam O Alaikum Dear friends:1f33b::1f33b:
                          dear apki baat muje samjh nahi aaye dear loss mistake se hota hai habit se nahi hamesha acche se accha trader loss tab karta hai jab wo koi mamooli se mamooli mistake kardeta hai isliye dears jitna hisake trading me hume mistakes se bachna chahye :1f331::1f331:
                          • #14 Collapse

                            Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                            Wah g wah bht Achi baat ki hy apnay or myn aap ki baat say bilkul mutafiq hn k humayn loss ghaltyan karnay per nhi hota blkay habbit ki ghalat setting per liss hota hy is lye habbit ki setting ko achi trah say karna chahye or apnay experience ko barhana chahye. Thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hum mistakes se loss ni karty habbit se karty hain

                              bhai hum is business main apni mistake se faida hasil krte hein jab hum se koi galti hoti hai tu phr hume apni galti ko thek krna chaiye ye hamra knowledge ur erxperince hota ha hume daily is main work krna chaiye jitna acha hum is main kam krein gey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X