Gold ki trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trade
    Hi ummid Karti Hoon ke sab members khairiyat se Honge Gold per trade karna bahut hi risky Hai Kyunki iski market ko analyse karna bahut hi Mushkil Hai Gold per bahut hi Soch samajhkar trade lagaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trade

    dear bhi ap ny really correct swal ko raise kia hy k really gold ki trade ko set karty time ap ka pass more say more ilm ka hona bhut he important hy agar ap ko is main koi khas experience nahi to please is say door rahein q ka is main senior dost he more profit gain kar sakty hein so hum ko in say learn karty rahna chye.
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trade

      G hn sir humain chaiye k hum iss main jab be kam akriye toh safe trading kariye joh humain iss main aik acha or zada profit dah sagti hain or hum iss main mehnaat kar k bhot he achi earning be kar sagta hain humain iss main chaiye k humesha safe trading kariye jis sy humain iss main kamiyaabi mil sakiye or hum iss main acha profit be earn kar sakiye Gold trade bhot he risky hoti hain yeh bhot he tezi sy move karti hain jis sy humain iss main foraan sy loss or foraan sy profit dah sagti hain
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trade

        Ji han Sar aapki baat bilkul right Hai Jab Bhi Ham gold Mein trading Karte Hain To Hamen kabhi bhi risk mat reading Nahin Karni chahie Kyunki gold ki movement bahut hi jyada Hota Hai Jiski vajah se Ham Apna trade loss Mein Lekar Ja sakte hain Agar Ham acchi trading karna chahte hain To Hamen gold Mein trading karne se pahle market ko acchi Tarah Se analysis Jarur karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trade

          Aslam O Alaikum Dear friends:1f339::1f339:
          Dears Gold Forex me ek aisa pair hai jiski movement dosre oairs se boht tez hai or iski tezi ki movement ki wajahse up down hone ki wajah se traders Gold Par Trade lagane se darte hen or wo kafi door bhagte hen Dears Gold wakay Risky pairs hai jo achhe khase traders ke account wash kardeta hai:1f333::1f333:
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trade

            golde per tradindg kerny k liy ap ko is per plhaly bhot traning ki zarort hoti ha or is lliy ap ko demo account per zaida say zaida paractic kerna cahiy ta k ap aik achay trader ki tara apni trade laga ker aik acha profit kama saky so gold per trading kerny k laiy ap ko bhot zaida mahet kerny ki zarort ha .
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trade

              Is main koi shuk nahi Kay gold ap ko ik acha profit dy sakta hy laykin gold par trade bahut riski hoti hy is say humain profit bhi hasial ho sakta hy or account wash honay main bhi dar nahi lagti kun Kay gold ki movement bahut tazz hoti hy is liye bahut soch samajh kar gold par trading karni chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trade

                forex aik acha business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain forex mai hum trade place kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex jasa koi or busines nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki trade

                  Ji Nahin bhai jaan Hamen Aisa bilkul bhi nahin kah Sakte ke Forex trading Mein Ham kam Karte Hain To Ham buy or sell Kajan Sakenge Market by Jayegi a cell Mein Teri Main To Yahi kahunga ke Forex trading mein jyadatar kisi bhi trader ko Maloom Nahin Hota ki market kis Taraf Jayegi Sabhi jyadatar andaza Laga Ke hi profit kamate hain ya FIR loss Karte Hain Main yah Nahin Kahta ki expert trader Hain unko loss hota hai lekin expert trader Kuchh Kuchh hote hain jinko Iske trained ka Maloom hota hai ki market kis Taraf Jayegi aur vah profit bhi Hasil kar lete hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X