strategy aik he na rahky isy change be kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    strategy aik he na rahky isy change be kary
    hamy aik strategy he nahi rahkne chahey hamy isy change be karna chahey hamy new strategy bana kar isy demo test karna ho ga or hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zariorat nahi hote
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

    Aapane Sahi kaha hai ki strategy ek hi Na rakhein ke isko change karte Rahen aap Agar apni strategy ko change karte rahenge To Aisi Surat mein aapko experience Hota Rahega ke kaun si strategy zyada acchi hai
    • #3 Collapse

      Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

      bilkul strategy Nahi rakhni chahie . isko daily change karna chahie balka kamyab trader har Roz pahle new strategy set karte hain agar aap is strategy se trade karte Hain to aapke loss mein jaane ke chances bahut had tak kam ho jate Hain lhaza apni strategy change karte rahen.
      • #4 Collapse

        Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

        Baai jaan forex trading may aap kabhi be ek he strategy k saath trading nahee kar sakthay kionka zaroori nahee hay ke market hamesha ek he position may ho is liay hamay har trade k liay Naya plane banana chahiay our yahe kamyaab traders ke nishani hothe hay k wo market k saath he planing karthay hay.
        • #5 Collapse

          Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

          nahin main aapki is baat se bilkul Bhi ek bhi nahin karte ki hamen baar baar apni strategy ko change karte rahana chahie mere cal Main agar Ham kuchh strategy banate hain aur vah hamen achcha profit Le Rahi hai to hamen chahie the ham usi strategy ke mutabik apne kam ko jari rakhen Taki hamachha profit hasil kar sake agar Ham baar baar apni strategy ko change karte rahenge to itna Ham Apna loss bhi kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

            Me ap ke bat se agree ni karta agr Ap kisi b streagty pr kam kr rhy aur Ap us se profit bna rhy hain to kbi b Apni streagty ko change ni karna chiey Ap Jb kisi b streagty pr kam karty hain to waqat k sath he Ap ko us k advantage aur disadvantage ka pata chalta a aur zhair a Ap us streagty pr he kam kr rhy hoo gy jo Ap ko faida dy rhi o ge streagty change karny se Ap phir zero se start ly gy
            • #7 Collapse

              Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

              Dear Forex members strategy tb hi kaam ati hn jb apka market main trading Ka experience achaa ho otherwise daily agr ap strategy change krty hn tOu is se ap kamyab ni hOpaty bal k ap lOss hi krty hn isliy experience k bghrr strategy kbhi BHI change na kren
              • #8 Collapse

                Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

                dear bhi ap ny really correct swal ko pick up kia hy hum ko chye apni strategy ko same nahi rakhy rahna chye is main changes ko include karty rahna chye taka is main hum ko more money gain ho saky is kam main her kism kay analysis ko repeatkar ky strategy ko change karna chye.
                • #9 Collapse

                  Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

                  Achi trade Karne ke liye bahut hi jyada zaroori hai ke Ham jis strategy per kam karte Hainform karte hain vah bahut hi acchikyunki hamari acchi trade ka sara daromadar hamari acchi strategy per hi hota hai isliye Main samajhti Hun ki hamen Apne strategy ko strong banana chahie na ki hamen baar baar apni strategy ko change karne ki jarurat pade
                  • #10 Collapse

                    Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

                    Bilkul sahi keh rahy hai ek he stratgy ko follow karna bht bari galti hai forex trading ek asa business ya ek ase feild hai isy jitna samhjy utna kam hai .hum apni strategy ko change karty rahna chaye .or new strategy kabi bhi real account par try nai karna chaye . New strategy ,planing ,kisi kism koe test ye sub demo par karna chaye demo account par practice kar grip bana kar theb real account pr trade try karna chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے
                      hamy aik strategy he nahi rahkne chahey hamy isy change be karna chahey hamy new strategy bana kar isy demo test karna ho ga or hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zariorat nahi hote
                      As-salamu alaykum Forex trading business Mein every second market ki movement hoti rahti hai isiliye Agar Ham Husain strategy per Bar Bar kam karte rahenge to bahut kam chance Honge Har Bar successful hone ke isliye Ek strategy ko modify Karte Rahana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

                        ham logo ko chayia ka ham log strategy bana ka bad is ko lazami follow lkarya aur agr ham logo ki strategy market ka opposite move kar jati ha tab ham logo ko chayia ka ham log apni strategy ko change kar laiya us ko market ki movemnet ka mutbaik kar ka hi us ko follow karna ki koshish karya aur ham logo ko chayia ka ham lohg apni startegy ko acha sa acha ban
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: strategy aik he na rahky isy change be kary

                          Gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hoay aap ko strategy aik he na rahky isy change be kerain kun ky her jaga aak stretigy kaam nai aati muqa ky munasab say stratgey banai chahay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X