Why I use hedging strategy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why I use hedging strategy ?
    Assam Alaikum ab tak to bahut Sare members Ne is strategy ke bare mein suna hi hoga ke hedging strategy ko use karna chahie actually Mein hedging strategy Jab use karna padati hai Jab aapke technical analysis fail ho Jaate Hain aur aap fundamental analysis nahin kar sakte aur Market Mein Koi Aisi news a Jaati Hai Jiski vajah se market ki movement different site per hoti hai use Waqt Ek expert trader Apne account ko safe rakhne ke liye hedging strategy use karta hai jismein vah apni trade ke opposite sem lot size Mein Ek newtrade Ko open kar deta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why I use hedging strategy ?

    Hamen strategy ke sath Apna Kam karna chahie Agar Ham bagair planning Ke Apna Kam Karenge to Fir Ham is business Mein Kamyab Nahin Ho Payenge Hamen planning ke sath Apna Kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Why I use hedging strategy ?

      Hedging strategy hum tub use krta hain jub hmara account wash ho raha hota hai for example jub hum trade buy ki open krta hain or hamri trade loss mai chali jati hai or hum stop loss nahi lagata ka market dobara wapas aya gi tu hum account wash sa bachna ka lia ak or trade same lot size mai sell mai laga data hain jis s hamra loss wahin pr stay ho jata hai is ko hedging kahta hain
      • #4 Collapse

        Re: Why I use hedging strategy ?

        Baai g trading k dhoraan hedging kana har member ko nahee aatha our ye ek buhut he acha our safe tareeka hay ziada loss say bachnay ka kionka har dafa aap ke koi strategy kamyaab nahee ho sakthi is liay jab be aap ko lagay ke aap ke koi trade ziada loss may jaa rahe hay ya jaa sakthi hay os waqth hamay apna trade os waqth Thak hedg karne chahiay jab thak wo hamaray favor walay side par na chal paray.
        • #5 Collapse

          Re: Why I use hedging strategy ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
          Assam Alaikum ab tak to bahut Sare members Ne is strategy ke bare mein suna hi hoga ke hedging strategy ko use karna chahie actually Mein hedging strategy Jab use karna padati hai Jab aapke technical analysis fail ho Jaate Hain aur aap fundamental analysis nahin kar sakte aur Market Mein Koi Aisi news a Jaati Hai Jiski vajah se market ki movement different site per hoti hai use Waqt Ek expert trader Apne account ko safe rakhne ke liye hedging strategy use karta hai jismein vah apni trade ke opposite sem lot size Mein Ek newtrade Ko open kar deta hai
          Walaikum assalam hedging strategy ko Ham use Waqt use kar sakte hain Jab Hamen hundred percent yakin Ho Jaaye ki market Ab Hamare favour Mein move Nahin Karegi use Waqt Hamen strategy ko use Karke Apne account ko watch hone se bacha sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Why I use hedging strategy ?

            dear bhi ap ny really good talk ko pick up kia hy hum ko chye agar really hum ko koi chees unfeel realize ho rahi hy to hum ko chye is main hedging strategy ko select kar lena more he favour able rahy g so hum ko chye is chees kay baray main more say more information ko gain aur agay ki truf spreads karty rahna chye.
            • #7 Collapse

              Re: Why I use hedging strategy ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
              Assam Alaikum ab tak to bahut Sare members Ne is strategy ke bare mein suna hi hoga ke hedging strategy ko use karna chahie actually Mein hedging strategy Jab use karna padati hai Jab aapke technical analysis fail ho Jaate Hain aur aap fundamental analysis nahin kar sakte aur Market Mein Koi Aisi news a Jaati Hai Jiski vajah se market ki movement different site per hoti hai use Waqt Ek expert trader Apne account ko safe rakhne ke liye hedging strategy use karta hai jismein vah apni trade ke opposite sem lot size Mein Ek newtrade Ko open kar deta hai
              Walaikum assalam ji bhaijaan Ek new member ko hatching strategy ke bare mein Jarur Pata Hona chahie Kyunki Agar uska account wash hone ke kareeb hota hai to vah hedging strategy ke jariye se apne account ko save kar sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Why I use hedging strategy ?

                Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap ko ager koi loss ho jaiy too we use hedging strategy jab loss ziada ho jata hay too hedging strategy aapnai jati hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Why I use hedging strategy ?

                  Aisa kya aap Jante Hain Ki is market Mein different users ki different strategies hoti hai lekin bahut se traders has farji bhi use karte hain lekin uski kamyabi we depend karta hai aapki Marji per shop chahie kya cheez apne husband chij Mein Los ke chances Kafi kam Hote Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Why I use hedging strategy ?

                    hamy ache strategy use kar ky hedging kar ky kam karna ho ga pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik bahtren busiens hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik world wide busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X