dwar forex members main ap ko batana chahta hun ke stop loss use jarne ke kon se nuqsan ho sakte hain kyun ke kisi cheez ke kuch fawaid hote hain to kuch nuqsan bhi hote hai jis se hamian bacha chahye doston agar ap stop loss laga dete hain to ap candle us jaga par jati hai to ap ka trade close ho jata hai jis se ap ka loss ho jata hai lekin agar candles wapass ati hain to ap ka loss barqarar rehta hai our dosra nuqsan big loss hone ke bad ap ko loss recoved karne main mushkil peesh ati hai to ap ke lye issue ban sakta hai our agar ap apna account wash karna chahian ge to woh bhi nhinhoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим