Stop loss use na karny ki waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop loss use na karny ki waja

    sir forex trading mien log stop loss ko as lye use ni kerty hien k wo loss mien apni trade close ni ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar as mie stop loss ko use karna hota hai agar hum as mien stop loss use ker lety hien tu hum khud ko heavy loss say recover ker sakty hien as lye hamain as mien aa kr her bar kam karna hota hai or earning karna hot hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop loss use na karny ki waja

      Good Afternoon Friends
      Ham jab trade karte hain to stop loss use karna hota hain aur jab bhi ham is main stop loss ka istmak karte hain to hamra account safe rehta hain aur is main stop loss aik better tool hai jis se hamne faida authana cahhye aur is main ham jab bhi tarde kare to stop loss lagana nahi bholna cahhye
      • #18 Collapse

        Re: Stop loss use na karny ki waja

        Assalamualaikum g janab ap ny bilkul teek kah hy main to ye kahta hon k h loss ko kon psind karta hy,or her koi is sy door bahgta hy or bounce bhi or Posts kat jata hy,
        • #19 Collapse

          Re: Stop loss use na karny ki waja

          Forex mein akser log stop loss use nahin kertay uss ki main wajah yeh hai kay agar humari trade loss mein jati hai tou stop loss ki wajah sae woh loss mein close ho jati hai jis ki wajah sae humain loss recover kerna hota hai aur issi wamah sae maximum log stop loss use nahin kertay lakin yeh nahin sochtay kay woh kisi bhi baray loss sae bach jatay hain
          • #20 Collapse

            Re: Stop loss use na karny ki waja

            Boss aap ki baat belkul durast hai aur planning aik aisee cheez h jo her bar hamain kaam de sakti h as lyee ham ko as mien plan karna hota h aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h agar ham as mien aik umda plan ker k kaam karte hien
            tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien kio kami beshi a jati h tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien apna nuqsan nahi karna hota h
            aur ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar stop loss use karna hota h.
            • #21 Collapse

              Re: Stop loss use na karny ki waja

              kuch trader aysy hoty hain ya misal me apni hi de deta hon. me khud stop loss ka istamal nhi krta . but me risk free trading krta hon. meri trade jesy hi profit mi jati hai me apny stop loss ko profit me set kr deta hon. is tra mera tp aur stop loss ayk hi ho jata hai . baz traders stop los is liye istamal nhi krty ky agr stop loss hit ho gya to humy nuksan ho jae ga. but wo ye nhi dekhty ky agr stop loss na lgany ki waja se nuksan zada se zada account wash kr dy ga..
              Mehnat Me Azmat hai
              • #22 Collapse

                Re: Stop loss use na karny ki waja

                Birthday status for ex machina stop loss use Nahin Karte aur iski vajah se bahut jyada Los Karva lete hain lekin agar aap bonus account use karen to usmein stop loss use karne ki vajah se aapko apna bonus recovery karna padega isliye agar aap ShopClues Nahin Karte to usko vaise aapka Sara account wash bhi ho sakta hai to donon Souten main aapko Ehsaas ki jarurat hai Soch samajhkar trade lagaen
                • #23 Collapse

                  Re: Stop loss use na karny ki waja

                  Salam to everyone g mere bhai stop loss isliye Lagaya jata hai ki Hamara Jo bonus hota hai vah mines Mein jaane ka usko Khatra hota hai aur isase Hamara account wash bhi ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham Stop loss ka istemal Karen aur zyada loss se Bach Saken
                  • #24 Collapse

                    Re: Stop loss use na karny ki waja

                    Je bilkul stop loss lgana Zarori h, lakin stop loss money management k mutabik hna chahye, aur stop loss lgany k liy support aur resistance ka b pta hna chahye aur us k mutabik lgana chahye.
                    • #25 Collapse

                      Re: Stop loss use na karny ki waja

                      Gee han main b stop loss ko use nai karta tha meri strategy b apny thi main boht long trading karta ho new trade se risk ko manage kar k rakhte ho main sari invest fori hi nai kar daita ek trade main boht sari trade k liay bonus ko bacha kar rakhta ho is liay main take profit use nai karta isy month main ne sikha hai stop loss har surat use karna hai q k main ne chf ki history daikhy hai wo thoray time k liay boht nichay gir gya tha jin k stop loss nai lagay un ka acocunt wash howa hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Stop loss use na karny ki waja

                        Aoa umeed hy ap sab thk hongy pakistan forex aik international trading platform hy hamain chahy hm din raat mehnat say kam krein aur esa kam krein jisny forum mein pasand kia jai aur isky ilawa haamin cahhey k hm aik acha kam krein trading krty waqt haamin yeh khyal rkhna cahhey k hm market ki movement ko analyse krty rahain aur soch smjh k axhe trading krein aur hamain cahhey hm is forum mein barh charh kr hisa lain aur acha work krein aur isky ilawa hamain cahey hm bht axha work krein jiski tareef bhi honi chayay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X