Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga
    Dear members forex mai jub hum trade open krta hain tu huma mistake s bachna chaya kiun ka mistake s ap ko bohot bara loss ho sakta hai mistake tub hoti hai jub hum jaldi krta hain trade open krna mai ya phr bina knowledge ka trade open krta hain tub hum s mistake hoti hai jis ki waja s hum loss ka samna krna parta hai is lia mistake s bachain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men ziyada tar loss apni mistakes ki waja se hota hey iss liay koshish karen k soch samaj kar trading karen aur jald bazi se perhez karen kiun mistakes ki waja se loss hota hey tu account wash bhi ho jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

      ap la mashwara bhot hi acha hai is par amal kar ke bhot se members faida utha sakte hain our apni mistakes par qabo pa kar acha knowledge our profit hasil kar sakte hain hamian chahye ke ham achi markit ananlyse karen ta ke achi profit hasil karne main kamyab hun.
      • #4 Collapse

        Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

        Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga oor aap ka account wash bhi ho sakhta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

          Gee haan bhai humain khud ko mistakes sae bachanay ki koshish kerni chahyea aur forex mein mehnat sae hi him apni mistakes ko overcome ker saktay hain forex mein learning bhi mistakes ko kam kernay mein bahut aeham role play kerti hai iss lye aap ko forex mein learning ko improve kerna chahyea aur apni ghaltioun ko kaboo kerain
          • #6 Collapse

            Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
            Dear members forex mai jub hum trade open krta hain tu huma mistake s bachna chaya kiun ka mistake s ap ko bohot bara loss ho sakta hai mistake tub hoti hai jub hum jaldi krta hain trade open krna mai ya phr bina knowledge ka trade open krta hain tub hum s mistake hoti hai jis ki waja s hum loss ka samna krna parta hai is lia mistake s bachain
            As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Jab Hum Se Koi mistake ho jaati hai aur uski vajah se Hamen lost Samna karna padta hai to next time use mistake ko avoid karna chahie Nahin to aap is business Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

              Agar aap is business may har ghalathi ko repeat karangay tho aap kabhi be expert trader nahee ban sakthay kionka ye business aap ko buhut kuch seeknay ko detha hay our aap agar nahee seekhthay tho is may saara qasoor aap ka he hotha hay our may aap ko ek Baath our batha Doon ke is business may koi be start may expert nahee hotha har member say mistakes hothay hay lekin jo is ko qabo kar letha hay wahe kamyaab hotha hay.
              • #8 Collapse

                Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                dear friend ap ki ak mistake say ap bohot bara loss kar sakty hain as leye hamesha mistake say bachen aur kam lot size say trade opn karen as say ap ko ziada loss nahi hota aur gald bazi main hamesha loss hi hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                  Assalamualaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen Hamesha mistakes Se Bachana chahie Kyunki Hamara Ek mistake Hamen bahut bada launch de sakte isliye Hamen Apne Tamam mistakes ko improve karna hoga yah to demo account ke zarye yaa phir real account
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                    Ji bilkul Hamesha hi ke hum mistake se bacche mistake se Bachke hi Ham is business Mein Kamyab ho sakte hain Hamen mistakes Nahin Karni chahie bal K Hamen ine se lesson Lena chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                      ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai ki Hamen ismein mistake se bacche Agar Hamen ismein mistake se bachenge To Hamen ismein jaldi Kamyab Ho Jaenge isliye Hamen chahie hai ki Ham itne acche se kam Karen aur Hamen ismein mistake Se Bachana chahie To Hamen share nahin kar Payenge Aur kamyabi Ho Sakenge
                      PAK ARMY ZINDA ABAD
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                        g han ham logo ko chahye ka ham log is ma apni mistake ko kam karna ki koshish kara kyu ka ham log agar is ma tab hi loss sa bach sakhta han ham logo ko chahye ka ham log is ma mistake sa bacha ta ka ham log is ma kamayab ho sakha aur ham log is ma apni mistake sa seekhna chahye ta ka ham log is ma kamayab ho sakhaa aur achi tara mehnaat kara ta ka kamayab ho sakha
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                          Forex mein mistakes sae bachna bhaut zaroori hai agar hum forex mein mistakes kerain gay tou phir humaray pas bonus tou bahut kam hota hai iss lye phir tou uum forex mein loss hi kertay rahain gay aur humain profit kabhi bhi nahin ho ga iss lye forex mein ghaltioun ko avoid kerna bahur zaroori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                            Dear members forex mai jub hum trade open krta hain tu huma mistake s bachna chaya kiun ka mistake s ap ko bohot bara loss ho sakta hai mistake tub hoti hai jub hum jaldi krta hain trade open krna mai ya phr bina knowledge ka trade open krta hain tub hum s mistake hoti hai jis ki waja s hum loss ka samna krna parta hai is lia mistake s bachain
                            Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein agar Ham steaks ko baat nahin Karenge to bahut Forex trading business ko bye bye kar dena Padega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistake sa bachna ki koshish karian warna ap bohot bara loss ho ga

                              As-Salaam-Alaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein Hamen mistake Se Bachana chahie Jitna Ham mistakes se bacche gay Hamen itna hi Ziada fayda hoga aur Hum achchi trading kar Sakenge aur Hamen Achcha profit Hasil hoga Agar Ham mistake karte rahenge To Hamen loss Ke Siva Kuchh Nahin milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X