Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.
    Aksar members asay hay k wo jab be trading may profit karthay hay tho wo sirf os waqth thak trade open nahee karthay jab thak oska withdraw nahee aatha our jasay he withdraw aatha hay wo trade open kar lathay hay ye buhut ziada risk lanay wale Baath hothe hay is liay hamay trade open karnay may jaldh bazi bilkul nahee karne chahiay kionka ye risk hay our ziada risk be insaan ko marwatha hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

    ji mere pyare bhai main aapki baat se agri hun jarurat se jyada rascal last ka sabhi banta hai kyunki jab hamen pura confidence nahin hota ki ham yahan risk le rahe hain kamyab bhi ho jaenge ya nahin to sawal se ham to ke andaza laga ke ham kam karte hain to vahan risk liya jata hai hamen aisa nahin karna chahie kyunki aisa karne se tere ishq mein ham khud ko last mein dal dete hain to takriban member aisa hi karte hain shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

      Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain lykeen ager aap zaroor say ziada risk lyty hain too aap kabi kamyab nai ho sakhty.
      • #4 Collapse

        Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

        G han agar trading me zarorat se zeyda risk leya jaye kesi time ghir zaror risk be leya jaye to ye risk loss ki waja ban sakta hay, trading me professional trading karny chaye na to zarorat se zeyda risk lena chaye aur na hi etna kam risk lena chaye key profit earn karny me masla ho, market condition ko dekty howy hi risk leny ka sochna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

          Gee haan forex mein humain aik had tak risk lena chahyea agar hum apnay account balance kay hisab sae risk lain gay aur apni trades ko manage kerain gay tou uss risk sae humain koi nuqsan nahin ho ga lakin agar hum forex mein zaroorat sae zayada risk letay hain tou phir forex mein humain loss kay ilawah kuch nahin milta
          • #6 Collapse

            Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

            G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko forex mein zada risk nahi lena chahye agar hum zyada risk lene ge to humko is mein zyada loss ho skata hain aur hamara account wash ho skata hai zaroorat se se zyada risk na le apne account par
            • #7 Collapse

              Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

              yes sir ap ki bat right hai or hamain as mien zayada risk ni lena hota hai agar hum as mien zayada risk lety hien tu hum as mien aa ker earning per earning ker sakty hien as lye hamain as mien aa kr her bar dil say kam karna hota hai or hamain as mien khud k lye earning karna hota hai or hamain as mien zarort say zayada risk ni lena hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

                G Han thek kaha apny k bhot sy traders profit k chaker main risky trade lgaate hain jin sy unko loss hojata hai or jab k unka account balance bhi itna nahi hota isliye hamesha trade apny bonus ko daikhte hue lagaen q k risky tardees sirf apka nuqsan ziada karti hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                  Aksar members asay hay k wo jab be trading may profit karthay hay tho wo sirf os waqth thak trade open nahee karthay jab thak oska withdraw nahee aatha our jasay he withdraw aatha hay wo trade open kar lathay hay ye buhut ziada risk lanay wale Baath hothe hay is liay hamay trade open karnay may jaldh bazi bilkul nahee karne chahiay kionka ye risk hay our ziada risk be insaan ko marwatha hay.
                  Assalamu Alaikum Forex trading business mein agar aapko apni trade successful karna hai to vah risk to Jarur Lena padta hai lekin Agar Ham Apne knowledge or experience Se Jyada Bada risk lete hain to hamare account ke watch hone ke chances 99% Ho Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

                    dear friend aksar log lalach main aa kar ful margan k sath trade opon kar dety hain ges say margan khatam ho gata hy aur gab woh ttrade loss main gaty hy to hamen as say loss bhi bohot ziada ho gata hy as leye hamesha kam lot ko use karen agar forex main kameyabi chahty ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

                      dear bhi ap ny really correct swal ko raise kia hy hum ko chye more say more risk ko n pick up karein is say humaray account ko loss ka bhi face karna perta hy so hum ko chye apny bonus ko front main maintain rakhty howay agay ki janib berna chye is say hum ko future main benefits gain ho sakta hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

                        Ji bilkul aapko apni measurement ke according hi risk Lena chahie agar aap Jyada Bada risk Lenge to uski vajah se aapka account Sara washout bhi ho sakta hai to yah aapke liye bahut Bade nuksan Ka Sabak Banega isliye Khyal Karen aur Hamesha uthani trade lagaen jitni ke aapki investment usko bardasht kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

                          g han ham logo ko chahye ka ham log is ma zarorat sa zayda risk na lay kyu ka ham log agar is ma zayda risk lay ga to ham log is ma kamayab nahi ho pay ga ham logo ko chahye ka ham log is ma utna hi risk lay jitna ham log manage kar sakhta hon is liya ham logo ko chahye ka ham log is ma mehnaat kara aur is ma soch samaj kaa kam kara ta ka kamayab ho sakha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Zaroorath say ziada risk loss ka sabab bantha hay.

                            Gee haan forex mein humain zroorat sae zayada risk nahin lena chahyea aur forex mein mehnat sae kaam kerna chahyea aur forex mein aoni trading mein risk ko bhi manage kerna chahyea aur zaroorat sae zayada risk bhi nahin lena chahyea iss sae humain zayada loss ho ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X