Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???
    Bhai jaan mein aap ko ye batana chahti ho k mujhe forex ko join kiye hue taqreeban 9 se 10 months ho jaye pehle 7 months tak mujhe kuch bhi profit nahi hua tha lekin mein haar nahi mani loss se larta gaya aur ab ALLAH ka shukar hain k acha profit mil rahe hain maine kiye mushkilat ka samna kiya kabhi mere pass package k paise bhi nahi the lekin himmat na hari aur larta gaya loss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

    agar baar se agree karta hun our har kisi ke sath isi tarhan hota hai kyun ke agar ham new traders hain to hamian log pehly hota hai lekin bad main jab hamara experience acha ho jata hai to hamian profit bhi hasil hona lagta hai is lye lye loss se preshan na hon date rhian profit zror mile gi.
    • #3 Collapse

      Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

      G Han thek kaha apny k kabhi bhi ksi kam main himmat nahi harni chaye balkay hamesha koshish karni chaye k achi tray sy mehnat karen or ziada knowldeg or learning hasil Karen or kabhi bhi loss sy ghabrana nahi chaye q k loss bhi business ka ek hisaa hai isliye kabhi loss sy disheart nahi hona chaye or mehnat jaari rakhna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

        Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko loss bhi hota hay oor aap ager hardworking person hain too aap ko akher Kar kamyabi zaroor mailty qi.
        • #5 Collapse

          Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

          Dear friend forex market Mela Sabko hota hai last Se Koi Nahin bacha sakta Kamyab trader Jo hota hai vah apni mistake ko dekhta hai use per learning Karta Hai FIR planning Banakar Apne loss ko recover karne ki koshish karta hai..
          • #6 Collapse

            Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

            Gee haan aap ko forex mein mehnat kerni chahyea aur loss sae kabhi perashan nahin hona chahyea agar aap loss sae seekhnay ki koshish kertay hain tou aap ko forex mein bahut zayada kamyabian mil sakti hain aap forex mein mehnat sae kaam kerain aur dil sae forex ko tasleem kerain tou aap firex mein kamyab hain
            • #7 Collapse

              Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

              Dear forex aisa business hai jis main starting main app ko jald kamyabi nhi mily g app ko loss ho ga likn us loss sy app ko himat nhi harni blky ek new jazby sy dobara trading karni hai app jetni zaida koshish karin gy utni jald he app ko kamyabi mily ge kabi b himat. A harin mehnat karin aik na aik din zroor kamyabi mily ge
              • #8 Collapse

                Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                Dear Brother yahe kamyaab logo ke nishani hothe hay ke wo loss say haar nahee mantha balke apnay loss ka reason bannay wale mistakes par qabo panay ke koshish karthay hay our jo be member haar nahee mantha wo zaroor apne manzal hasil kar letha hay our kuch he arsay may ek kamyaab trader k Thor par saamnay aatha hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                  kaam koi bhi ho hamin us k liy haar bilkul bhi nahee manni chaiy balk us k liuy himat sy kaam lena chaiy jesa kh khety hein khe jazba janoon to himat na har justujo jo kruy wo choyiy asman insaan k agy koi bhi kaam na mummkin nahee hy apnuy kaam ko mumkin or asan bnany k liy hamin himat sy kam lena hoga or akhir mei ja ker kamyab bhi ho jain gy ..
                  • #10 Collapse

                    Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
                    Bhai jaan mein aap ko ye batana chahti ho k mujhe forex ko join kiye hue taqreeban 9 se 10 months ho jaye pehle 7 months tak mujhe kuch bhi profit nahi hua tha lekin mein haar nahi mani loss se larta gaya aur ab ALLAH ka shukar hain k acha profit mil rahe hain maine kiye mushkilat ka samna kiya kabhi mere pass package k paise bhi nahi the lekin himmat na hari aur larta gaya loss
                    Assalamu Alaikum Forex trading business business hai ki agar aap is Samay hardworking Karte rahte hain aur Kabhi disheart Nahin Hote To Ek na Ek Din aapko kamyabi Jarur mil Jaati Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                      Humne bhi vyavsay Kiya Ja sake Apne Kiya Agar ham ismein har manenge To Nahin Honge Agar Hamen is Mein Kamyab hona hai to main Kabhi Har Nahin manani chahie Nahin To Ham is Mein Kabhi Bhi Kam Nahin Ho Payenge Agar ham har manenge Ham kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge Agar Hamen Samay Har Nahin manenge To Ham essay Mein Kamyab Ho jaenge
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                        Welldone Aisa Hi karna chahie Har Hamen Nahin Mani chahie balki Hamen apni galti se sikhana chahie aur FIR apni galtiyan ko Dur Karke Hamen Apna Kam Karke kamyabi Hasil Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                          Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account Hamari trading karne mein practically help karta hai aur Hamen market ke aapse down hone ka bhi Pata Chalta Hai isliye mere sath mein to demo account sabse best teacher hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                            Gee haan humain forex mein kisi bhi marhalay per ghabrana nahin chahyea humain forex mein mehnat ko continue rakhna chahyea aur hamesha apni kamyabi per nazar rakhni chahyea positive soch kay sath forex mein kaam kerain aur agar loss hota hai tou uss sae ghabrana nahin chahyea
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Haar Nahi Mani Miene Loss Se Larta Gaya Roz Mein Aakhir Mein Kamyabi Hi Mili ???

                              Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham loss ka Samna Karte Rahen aur Hamesha Ek Kamyab trader banae Kyunki Ek Kamyab trailer kabhi bhi loss Ke Aas Pass Nahin rahata aur Hamen bataiye ki ham har roj fresh check Karen aur Hamesha Ek Kamyab banaen Kyunki Kamyab trailer hi Kamyab Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X