Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis ki asan alfaz ma tareef
    Technical analysis asal ma market ma trading chart aor us py apply hony waly tool ky zerye hasil hota hai trade entry aor exit point decision aor stoploss take profit lgany pending order lgany ma bahot madad gar sabit hota hai
    Technical analysis ky leay apko candlestick chart ko complete study krna ho ga aor candles ki types ko smjhna ho ga bull bear candlestick study krny hon gay
    Tools ma indicators aor oscillators hain in ko smjhna ho ga achy indicators meta trader 4 ma hain
    Moving average sy bhi kafi market ki predictions mil pati hain
    Yeh sub step technical analysis ma use hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

    Dear brother aap ne bilkul theek kaha forex trading mein technical analysis krny k liye chart ki help li jati hai jis mein aapko candlesticks ki types ka knowledge hona boht zarori hai bulls aur bears ki candles different hoti hein jis se traders ko market mein trend ko find krny aur order place krny mein asani ho jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

      Jiya dost aapane bahut acche se technical analysis Karne Ka Tarika samjhaya hai aur Agar ine chijon per Ham Jyada Dhyan Denge To Hamen acchi knowledge Hasil Hogi jaise ki Ham Kisi Ande ki usko istemal Karne Ka Tarika aur oscillator tere ko istemal Karne Ka Tarika Jaan len aur jo market Mein candlesticks ke Ki Chahat Hoti Hai Un Chahat ko sambhalne ke liye bahut jyada Dhyan Dena Hoga mein
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

        Aapane technical arises ke bare mein bataya hai ki technical analysis Kis Tarah Se Ki jaati hai bahut hi Achcha Kiya aapane Is Tarah Ki informative thread laga ke jis se members ko fayda hua
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

          hamy technical analyses ko use kar ky kam karna chahey hamy is ky bary main information hasil kar ky in ko use karna chahey hamy candle stick ky chart ko dakt kar he kam karna chahey hamy is main experience hasil kar ky kam karna chahy per he hum is main acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

            forex aik acha busines hain hamy is mai technical analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik bahtren business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirat nahi hote forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

              Asslam oalikum dear friend ap ny bahut acha knowledge diya hy bundle of thanks .Dear Forex trading me complete experience hasil krny k ly hamy in chart ki help sy anlysis process learn krna ho ga phr ja kr hum forex trading kr sky gi aor us Sy kuch profits hasil kr sky gi
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

                forex main hamy market ko achy sy samj kar technical analyses ko istamal kar ky kam karty hain or per capital gain karty hain or apne zarorto ko pura karty hain hum forex main kam kar ky apne life sy gurbat ko katem kar sakty hain or apne life ko bahtar bana sakty hain yai aik bohat bara business hain hum is main live trading karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

                  bhot acha thread opan kiya hain apne and apki threads say mujhy kafi haad tak knowladge hasil hovi hain forex trading main ziyda analysis karna thek hain higher high and higer low isko mila kar analysis kiya jata hain merket 2 baar agar touch karti hain trendline ko usy kafi haad tak analysis main kamyabi haisl hoti hain kamyab trader aksar merket ko analysis kar k he kaam karte hain and analysis kiye bina trade kabi nhe karte hain .....................................
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

                    Ap ne bht achy tareeqy se biyaan kiya ha technical analysis ko. Ye tareeqa hota ha technical analysis krny ka. Pehly ap candlesticks ko daikhaen k wo kiya kehti haen us k bad ap apny tools use krean indicators ko daikhaen wo kiya ishara krty haen us k bad agr hr cheez thk ho tu ap technical information pe trade laga sakty ho
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical analysis ki asan alfaz ma tareef

                      yes dear ap nay bohut he achi technical ki wazaht ki hai forex market main ap technical ky bgair success nahi ho sakty hainn kyon isi say market ki movement ko samjh kar kam kia jata hai aur inhi tools ki waja say ap ko forex market main success milti hai iss leay jitna ho saky ap ko demo account bana kar ziada say ziada practice karni hogee phir he ap success ho sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X