kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

    Ji han Sar aapki baat bilkul right hai Pakistan Forex Mein kamyabi Hamen tabhi milati Hai Jab Ham mehnat karte hain aur apne knowledge ko daily update karte hain Kyunki market ki movement bhi daily update Hoti Hai uski movement change hoti rahti hai agar Ham market ke movement ke sath Apna update Bhi Karte Rahenge To Ham market ko analyses kar lenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

      Asslam o Alaikum dear all forex member
      gee haan dear kamyabi k liyie zaroori he pehly mehnat kijie hmary haan kuch trader aise hain jo short cut se ameer hona chahty hain wo forex main gambling karty hain is tarha wo apna loss karwa laity hain forex ko as busness lain to is main kamyab ho sakty hain otherwise is main ap loss he karo ge
      • #18 Collapse

        Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

        G han ap nay bilkul teak kaha hy Kay agar earning karni hy to phir mehnat to karni parti hy or kamyabi bhi ap ko mehnat Kay baghar kabhi bhi hasial nahi ho sakti is Kay liye bhi mehnat bahut zaroori hy mehnat karnay wala insan kabhi bhi noksan nahi othata or nah he mehnat say kiya giya kaam kabhi zaya hota hy
        • #19 Collapse

          Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

          g bikul sahi baat ha kamyabi chahye to mehnat kerna pare gi kyun ke mehnat ke bagair kamyab hona boht mushkil ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen mehnati insan humesha kamyabi hasil kerta ha forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning keren ge is liye mehnat ko apni zindagi ka maqsad bana len phir hi kamyab ho ge
          • #20 Collapse

            Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

            OLX ke investment Ek acchi wali investment hai aap Puri Duniya Mein Kahin bhi kisi bhi Jagah per baithkar Yahan per kam ko watch kar sakte hain market ko baat kar sakte hain jaise Jaise aap log market ko watchkart Jaenge vaise vaise aap Logon ki investment bhi yahan per increase hoti Jayegi confidence level aapko kabhi bhi nahin karna chahie aapko Hamesha ke liye
            • #21 Collapse

              Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

              Assalamu Alaikum aap sab log theek Honge main aap log Itna Kahana chahta hun ki agar Ham Kamyab Insan Banna Chahte Hain To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Karni chahie tab To Hamen Jyada profit milega
              • #22 Collapse

                Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

                G dost kisi bhi kaam me kamiyab hone ke liye mehnat karna lazmi hota ha agar ap mehnat nahi karo ge to apko forex me nakaami ka samna karna pare ga mehnat kie beghair kamiyabi namumkin hota ha agar ap mehnat karo ge to apko aik na aik din zaroor kamiyab ho jao ge is liye mehnat karo apko mehnat phal zaroor mile ga mehnat kabhi waste nahi hoty
                SUMIYA TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

                  g han bilkul sahi keh rahy hain mehnat se her muskil kam asan ho jata hai aur humari sari muskilyan dor ho ajti ahin jo b impossible kam hota hai wo possible ho jata hai aur hum mehnat kar k apny sary goals b achieve kar skaty hain aur success ho skaty hain is liye hum sub ko kabhi b mehnat karna nahi chorni cahhye hamesha ger kam mehnat se kaarin.
                  • #24 Collapse

                    Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: BaByDol467 پيغام ديکھيے
                    bhaai apse mera sawaal yeh he agar ham kamyaabi chahte hain to hamain mehnat to karna parega. jab tak ham mehnat nae karinagay tab tak ham kaamyaabi nae kar skaingay.....
                    Sister ap ko sab sy pahly to forex ko maloomat honi chahye trading ka knowledge hona chahye phrr mahnat kry...phrrr apko mahnat ka faida bhi hoga or profit bhi..is mn to koi shak nai mehnat k bgair kuch ban nai sakta banda
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: kaamyaabi chahiye to mehnat to karna paregaa...

                      Ji han sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Kisi Ko kamyabi chahie to usko mehnat to Karni hi padegi Agar vah mehnat Nahin Karega to vah kabhi bhi Kamyab Nahin Ho payega isiliye mehnat Nahin Sab Kuchh hai isiliye Hamen mehnat Karni chahie tabhi Hamen ismein bahut hi jaldi Kamyab Ho jaenge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X