sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai
    salam all members
    hum ko sabar se trading karny chhayie sabar ka phal hamesha meetha hota hai log thik kehta hai main ne b apna 4 year main sabar ka phal test kya hai wo boht meetha
    hota hai jsi main sabar se trading karta tha is par profit kabi zaida ban jata tha kabi kam lekin phir b capital 6 to 8month main double ho gya tha lekin jab
    main ne sabar ka damin chora phir main buri tarah wash ho gya tha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

    g haan bilkul ap ki bt thk hy..agr hmain bonus milta hy ar hm us pr kam kr k profit kmaty hn aur wo hm agr niklwain na to hmara real account b bn jata hy investment wala is lia agr hm sbr krain to aik sal mn acha khasa profit kma skty hn lekan agr hm mn sabar ho forex mn sabat bhot zrori hy..
    • #3 Collapse

      Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

      G hn bilkul ..Apne bilkul thek Kaha agr HM sbr se Forex trading main mehnat kren Gy tOu asa mumkim ha Ku k sbr see hi kamyabi possible ha ..lalch aur jldibazi se nuqsan hta ha
      • #4 Collapse

        Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

        Gee haan forex mein aap ko sabar sae kaam kerni chahyea forex mein soch samajh ker kaam kerna chahyea jaldi kisi kaam mein na kerain aur iss ki wajah sae aap forex mein apnay profit ko apnay balance kay double ker saktay hain lakin yeh sub aap ko mehnat sae kerna ho ga
        • #5 Collapse

          Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

          ager ap forex k bary ma janaty han tab ap k liy ya kam koi muskal ni ha tab to ap 6 month ka captial 1 years kia ap 2 mah ma b dubal ker sakty han bat seraf ya ha k ap ko kam kbary ma complete information hona bhot zarori ha is k begar ap kuch b ni ker sakty so zaida say zida mahnet kery or apnay profit ka bahary.
          • #6 Collapse

            Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

            Bilkul dost apki bat thek hy is business men hamen lalach ni karna chahey bal k sabar or tahamul say kam lna chahey agar hum har trade patiently open karen gy to hum aram say apnay capital ko double kar sakty hyn is lye hamen emotions say avoid karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

              hamy capital invest kar ky risk lena ho ga pher he hum munafa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain is mai agar hum greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

                76 aapane bilkul sahi kaha hai kya main Pakistani Fox Business mein sabse yah Koshish Karna chahie ki Ham Sabar se kam kar aaram se Karen Kyunki Agar thoda Karenge to Achcha Karenge Agar Ham jaldbaji Karenge To Miloge ho jaega aur Hamara bahut nuksan ho sakta hai agar mein nuksan Se Bachana Hai To Hamen Sabar se aur aaram Utha Taja Mal se karna chahie aur Hamen Aaram bhi karna bahut Jaruri Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

                  forex aik wasee business hain hum is mai mahent sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik world wide busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

                    koi b business ho us main kamyab honay k liay aik to ap ko sub say phlay to capital lay ker ana hota ha or us k bad aik kamyab trader banay k liay ap ko bhot hi zaida mahnet or dill laga ker kam kerna hota ha asy hi asger ap forex mian kamyab hona cahty han to us k liay ap ko mahnet say or dill laga ker kam kerna ho ga jes say ap zaror 6 month k captial to 1 year main dubal ker sakty han.
                    • #11 Collapse

                      Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

                      Asalam o Alaikum Dear sir:ap ny bilkul sahi kaha pakistan Forex trading business aik acha business hy iss men kam karty hwe hamen Chahye jab hum koi trading karen tu himmat na hareen bal keh himat sy achi trading karen pher trading karny ka bad Saber karen aor achy ki Umeed Allah pak sy rakhen kun keh loss ya Munafa zindgi ka hissa hy aor dil laga kar mehnat karen
                      • #12 Collapse

                        Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
                        salam all members
                        hum ko sabar se trading karny chhayie sabar ka phal hamesha meetha hota hai log thik kehta hai main ne b apna 4 year main sabar ka phal test kya hai wo boht meetha
                        hota hai jsi main sabar se trading karta tha is par profit kabi zaida ban jata tha kabi kam lekin phir b capital 6 to 8month main double ho gya tha lekin jab
                        main ne sabar ka damin chora phir main buri tarah wash ho gya tha
                        Agar Ham Sabar Singh aur Soch Samajh Kar kam Karen aur Saman lot charges use Karke trading Karen To Ham aaram se 2 3 months mein itna balance rule banaa sakte hain jitne Hamare account mein pahle balance maujud Hota Hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

                          G han bilkul forex men patience ak bahot bari abilityy hyy jo k hamen bahot achi earning karwa saktii hyy but hamen apnay capital ko double karnay ka ni sochna chahey bal k forex men mehnat kar k isko learn karnay ka sochna xhahey or hamari koshish honi chahey k hum isko sekhen or apna experience ko strong karen to pher hamari earning b automatically achi hogii
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: sabar se capital 6month to 1 year main double kya ja sakta hai

                            ko use karty hain to kam karna kafi best ho sakta hay humain low risk main trade karty hain to kam karna kafi asan ho sakta hay is main low risk main trade karty hain to loss km ho ga magr demo ki help say humain trade karna kafi asan ho sakta hay is main low risk main trade karty loss km ho sakta ha y
                            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X