Mahnat ka peechay kamyabi hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mahnat ka peechay kamyabi hy.
    Assalamu allikum all my dear friends and sisters!
    Myn Allah k fazal say bilkul thk hn or umeed krta hn k ap bhi kharyat say hn gay.... dosto har insan ki khuwahish hoti hy wo kamyab ho to dosto forex myn kamyab hona koi mushkil nhi hy is k lye sirf thori si mahnat ki zarorat hoti hy. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

    Aslamoalaikum dear friend ya baat bilkul conferm ha ka forex mn mhnat sa jo b kamm kray ga qamyabi mumkin ha is liya chahiya ka forex mn ek time table ka sath kamm krna chahia or ziyada sa ziyada knowledge gain krna chahiaya or prectice b krna chaiya or demo account pa sath sath prectc krna chahaia or pihr trade lgany ka liya markeet ko samjn chahiya
    • #3 Collapse

      Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

      G han aisa he hain sir main ap k iss bat sy iteefq karta hu humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehanat kariye thky humain iss main or be acha knowledge or experince mil sakiye jis sy humain iss main acha bouns mil sakiye or hum iss main mehnaat kar k bhot he achi or smart earning be kar sagta hain humain chaiye k hum iss main apna dosto ko be invite kariye thky woh be iss main mehanat kar k achi earning kar sgkiye
      • #4 Collapse

        Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

        Bilkul Bhai shai kaha mehant k bgair kamyaabiumkin nahi hy trading me apko learning ki zarorat hoti hy aur acha knowledge hi hamehsa apky kaam ata hy Jo gain krny k leay apko mehnat krna parti hy is leay mehant sy kaam kren aur kaam lagan k sath krn
        • #5 Collapse

          Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

          Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se sehmat hun ap en bahut ache bat ke hae forex main mehnat ke peche he kamyabe hae jo member is business main mehnat karta hae wo is main kamyab ho jata hae yo is liye tamam members ko cahiye ke wo forex main zayada se zayaad mehnat kare take wo ache earning hasil kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

            mahnet kamaybe ka razz hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai jo mahnet nahi karty wo kamyab nahio hot
            • #7 Collapse

              Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saleem 786 پيغام ديکھيے
              Assalamu allikum all my dear friends and sisters!
              Myn Allah k fazal say bilkul thk hn or umeed krta hn k ap bhi kharyat say hn gay.... dosto har insan ki khuwahish hoti hy wo kamyab ho to dosto forex myn kamyab hona koi mushkil nhi hy is k lye sirf thori si mahnat ki zarorat hoti hy. Thanks
              Assam alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business hardworking se jo log kam karte hain vah bahut jaldi isme kamyabi Hasil kar lete hain isliye sabse pahle aap hardworking se kam Karen aur FIR marne ke bare mein soche
              • #8 Collapse

                Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                Good Afternoon Friends
                Ham jab mehnat karte ain to mehnat kee peche kamyabi hote hain aor is mein agar ap ache se mehnat kar te hain to ap is mein akmyb ho sakte hain aur jo is mein mehnat kar ta hain wo hi is mein kamyb hota hain aur ham ko is mein daily posting karna chaiye to hi earn milta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                  dear brother bht axi bat ki ap ny k mehnat k peechy kamyaabi h mehnat main hi azmat h forex main mehnat krny wala aadmi kabhi bji is main na kamyaab nhi ho.skta ap.bs is main mehnat jari rakhain or is k bary main knoldge hasil krty rahain apko is sy zaroor faida hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                    hum jab mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta han or hamy earning be deta hain forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                      Assalamualaikum Pyare bhaiyon main aap log Itna Kahana Chahta Hun Ki mehnat Ke piche Hamari kamyabi Hai Jitna mehnat Jyada Karenge Ham utani Jyada Ham kamyabi Hasil Karenge apni life mein to Jyada Se Jyada mehnat karo Jyada Se Jyada apni life ko Achcha bnao
                      • #12 Collapse

                        Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                        Forex main hamein ziyada se ziyada work karna chahiye is main ziyada se ziyada knowledge our experience wali postas our threads karni chahiye jis se forex main hum ache thanks hasil kar sakte hain our hamein acha bonus mil sakta hai our ache bonus se forex main hum achi trading kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                          hello dear friend aapane bilkul theek kaha hai mehnat ke piche hi kamyabi hi mehnat karte rahana chahie kamyabi milegi lekin mehnat karne ka maqsad hota hai ki Forex ko acchi tarah join kiya jaaye aur Dil ke sath kam karne se isko time Diya jaaye time Dene se Hi knowledge milega aur experience ke sath red ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                            Shiva Samne bilkul sahi hai Jab Ham Pakistani for Business mein kaam karne mein kis chahie ki Ham main acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye mehnat karna bhi bahut Jaruri hota hai Kyunki Agar mehnat Karenge to Inshallah Tala Ham aasani se kamyabi Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mahnat ka peechay kamyabi hy.

                              Dear friend forex trading main hum jtni mehnat karty han humy us ka utna he phal milta ha is ley humy mehnat jari rakhni chae ha or ziada sy ziada knowledge or experience k sath trading karni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny or hum ache trading sy ache earning kar sakeny gy or apni life ko behtar bana sakeny gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X