apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2896 Collapse

    ham jitna zada time trading dein gy utni he zada or achy sy hamari learning ho ge or hamra experience zada ho ga or iss traha hamari earning bhi zada ho ge or hamain profit bhi zada hasil ho ga liken zada timing ka ek nuqsan bhi hai k ager hamain profit ho raha hai tou ham lalch main aa jyein gy or ham trade ko long ker dein gy iss sy hamian loss bhi hosakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2897 Collapse

      agr to ap new trader ho to daily 4 to 5 hours bht hai es business k liye Q k agr ap ziada kro gy to iver trading se ap ko loss b ho skta hai or ap k demag main ye b a skta hai k yaha earning nhi bs losses hain.es liye thora thora kr k sekho or long time k liye plan kro.es se ap ko kafi faida ho ga or ap achy trader bn sko gy.
      • #2898 Collapse

        Time denay ki na koi low limit hay aur na he maximum limit hay jitni zyada mehnat krogay maximum time do gay aap ka apna he faida hay jitni zyada learning hogi utni he behtreen skills hongi esliye agar aap maximum time de saktay hain tou maximum time den takay aap ka trading experience aur learning achi hojay
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #2899 Collapse

          hamain is main time ka koi bi issue nai hai kisi bi waqt trade kar k boht hi acha earn karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho g ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is main kam karny main bi faida ho saky ga it is best job for all
          • #2900 Collapse

            Ya tu ap per depend kerta hai k kitna time day sakta ho jitna time day gay utna he ap kaam ker sakta ho koi bi kaam hai wo 8 ganty say kam nai hota is say zaida ya 8 ganty tu lazmi hai agay ap dhak lo
            • #2901 Collapse

              hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur apni think ko positive rakh k h itrade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushki na ho saky gi aur hamain is k bary main greed ko avoid kar k hi trade karna ho ga tab hi hum run karein gay
              • #2902 Collapse

                1 week hota hai apkay pas aor us 1 week main apkay pas 5 days hotay hein jin ko working days kaha jata hai aor in 2 days main ap log jitni chahein trading karen aor deposit karen ya withdraw karen lakin jo 2 din weekend hota hai tab market close hoti hai ap kuch nahi kar saktay..
                • #2903 Collapse

                  Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq katya hon apny bhot acha sawal kia hy dear yeh to trader per depend karta he ke wo forex me daily kitna time spend kar sakhte he men to ap ko yehi kahon ga ke ap forex me full time spend karen kiyon ke forex boht profitable business he aap daily ache se acha profit earn karlo ge. men forex me part time ki trading karta hon becuase i am student, and mere pass forex me full time spend karne ke lye time nhi he is lye men forex ko part time me trading karta hon
                  • #2904 Collapse

                    sir ager ap k pass kio bee job na hai to ap es mien aa ker ull time kam ker sakty hien or earning bee hasil ker sakty hien or ager ap k pass time na hai to ap es mien part time tor per 4 ya 5 ghanty kam ker k es mien earning hasil ker sakty hien
                    • #2905 Collapse

                      forex ko kitna time aap day sakty ha ya aap par ha kay aap kab is ma kitna time daty ha our isd ma aap ko kitna knowlged our experinec is ma aap ko kad apna time set karna ho ga kay aap is ma kitna kaam karty ha aap kay kaam kay hasb sa aap ko is ma money hasil ho ge
                      • #2906 Collapse

                        main to ye suggest karoun gee k app daily 2 say 4 hours forex ki learning ko dain jes main app different strategies ko our trade plan ko modified karen our new khcuh bhe learn kreain our 2 say 4 hours app just practice ko dain jesn main demo account main work karen our sath main pher app real trading real account main karen jes main sab rules ko samnay rakh k trade karen gay to pher he us say app ko ache earning ho gee
                        • #2907 Collapse

                          bro ya aap ko kad set karna ho ga kay aap forex ko daily kitna time day sakty ha aap is ko full time be kar sakty ha our aap is ma ko part time be kar sakty ha is ma aap ko knowlged our experinec ho to aap is ma mahnat kar kay jitna cahay profiot hasil kar sakty ha
                          • #2908 Collapse

                            is forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forx main analyse karein gay tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is main akisi bi waqt trade kar k achy say kamyab ho sakty hain aur market main trend ko use karein gay ta k market main earning ho saky gi
                            • #2909 Collapse

                              G yay ap par depend hy ky ap kitna tyme forex mai dy sakty ho ap ko is filed mai expeirence hasil karty rhna chahyay taky ap ki trade bahtreen rahy ap ka fect is mai best rahy so is mai utna tyme dy jitna ap ko is mai profit mill saky or earn kar sako.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2910 Collapse

                                bhai trading ko apko tab tak zayada say zayada time dena hoga.jab tak ap is business ko achi tarah say seekh na jay.or jab ap is business ko sekh jaty hai.tab apko is business ko zayada time danay ki zaroret nahi hay.kue kay us kay baad ap is business ko apnay mob per ker sakty hai.or uski madad say ap har roz apnay liya kuch na kuch kama sakty hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X