apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2926 Collapse

    Forex me kam karny k liye hame zada sy zada trading ko time dayna chahiye ham jitna zada to.e dy gay to phir ham acha profit earn kar sakty he wesy agr koi business karty he tovphir ap es ko daily 9 ganty lazmi dy to phir he ham successful ho sakty he aik acha trader bannay k liye hame zada sy zada mehnat kar k trading ko zada time dy gay to phir he ham a hay trader ban sakty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2927 Collapse

      jitna zyada time detay ho apna he faida letay ho trading karnay sy pehlay ap ko is sy pehlay forex ko study karna bhot lazmi hai or phir apni skill ko growup karnay k liya ap ko demo account per trading karni chayia q k is sy ap ko kafi had tak trading karnay ka confidance mil jata hai or phir ap real trading kar saktay hai
      • #2928 Collapse

        Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

        agar hum students ya house wife's hain to hamy km sy km 3 ganty trading karne chahey or agar hum job less hain to hamy9 ya 10 ganty trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
        • #2929 Collapse

          Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

          hamy forex mai demo account mai daily 2 ganty trading kane chahey or agar hum student hain to hamy real account mai daily 3 4 ganty trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain or agar hum job less hain to hamy is mai full time ky liye kam karna chahey hum isy apna life time career be bana sakty hain
          • #2930 Collapse

            Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

            Dear friends forex business ko daily 3 say 4 hours time dena chahiya .agar trade lose ki taraf jata hai ye profit tu fawran close kar dena chahiya. Kio ka agar hum trade ko close na kary tu kabi kubar account wash be Ho sakta hai account ko wash hony say bachny ke liye trading ko ko close karna chahiya
            • #2931 Collapse

              Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

              Brother ye apne ap p depend karta,hai k hum daily kitna time de sakhte hai agher hum forex mai hi sirf business kar rahe hai to hame job ki tarha hi sincere hoker time dena chahiye is se hame ziyada kamyabi milegi
              • #2932 Collapse

                Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                Mere khyal see daily trading ko 1 see 2 hours zroor dyn lekin agar ap ziada Dy skty hn to wo bi bohat acha ha sb see better ye hai k jitna ao easily manage kr sken utna he time dyn khud ko bound bilkul bi na kren q k profitable trading k liye apka cool aur fresh mind hona bohat zroori hai agar ap thank see chor ho kr trading krny ki koshish kren ge to ap us to profitable Ni bna sken ge q k us time apka mind relax Ni ho ga trading k liye zroori hai k apka mind relax ho this ap ki trading successful ho ge.
                • #2933 Collapse

                  Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                  agar hum koi job karty hain to hamy daily forex mai 2 3 ganty ky liye trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or agar hum job less mans hain to hamy isy full time ky liye join karna chahey or hum forex mai investment kar ky be bohat acha profit gain kar sakty hain hum is mai ke market mai buy or sell kar sakty hain
                  • #2934 Collapse

                    Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sahilumer پيغام ديکھيے
                    salam dosto

                    mera sawal hay k apkay khayal main hum rozana kitna waqt forex trading ko dain k hamain rozana kuch na kuch bachat ho jaye, aur month k end per hum itna kama lain k apna kharcha bhi utha lain aur mazeed bhi invest kar sakain forex main?????
                    Bhai ye ab ap k oper depend krta hai ap jtna marzi chaho time do qk faida apka hi ap ziada timw do gy to ziada sekho gy or jtna ziada sekbo gy utna ziada experience gain kar k profit kama sako gy jo k bahut lazmi hai forez me.
                    • #2935 Collapse

                      Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                      is forex main enter hony say pahly is k bary main learning kar k hi hum cahi trade karein gay aur market main daily bi trade kar skaty hain aur har koi achi trade lga skaty hain aur hamain is forex main enter hony say pahly is k bary main planing kar k hi hum run karein gay
                      • #2936 Collapse

                        Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                        mere bhai apn ek acha swal kya h apki bat ka jwab mere pas tpo in alfaz mein h k hm paesa kmane klye aj kl tim ko ni dkhte ratoin jagna parew or paesa mil jae to hamein ye bat bhe kobol h to hm forex ko bhe jitna tim dein ge tpo utna hamein is se faida ho ga
                        • #2937 Collapse

                          Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                          ji mere khial se forex ke businece mein time ki koi pabandi nahi ahi baki ap par depand karta hai ke ap isko kitna time dena chahten hain ap rozana jitni ziadaa tradinge karo gey utna hi ziada profit hasil kar paogy
                          • #2938 Collapse

                            Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                            bro mara khyal ka mutabiq hum kam sa kam 2 sa 3 ghanta daily forex ko dana chiaya kyun ager hum ya time forex ko learn krna mein sarf krta hain to hum har roz kuch na kuch new seekha sakta hain us ka ilwa ap har month atleast apna kharcha utha sakta hain forex trading sa.boht sa sutdents bhi is par kam kr rhy hain or apna study expenses bhi utha rhy hain.
                            • #2939 Collapse

                              Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                              w.salam agr hum daily 3 ya 4 hours as forum pr kam krte han to hum ko month me acha fayda melta hye bonus ke shak me and learning ke sort me hum ko zayda se zayda time as pr lagna chaye and har wo bat jo forex ke bare me hamri mind me ate hye os ko hum sub friend se poch bhe sakte han and bata bhe sakte han as forum me
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2940 Collapse

                                Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                                mera khial main iss ka koi hard and fast rule nhn ha k ap forex trading ko kitna time dain tu ap kamyab ho jain ga ye sab ap pa depend krta ha k ap kitna time da skta hain.agr ap forex trading main new hain tu ap ko ziada time dana pra ga iss ko smjhna aur iss ka knowledge hasil krna k lia aur agr ap iss ko janta hain aur ap ko trading main experience ha tu ap ko kam time dana pra ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X