apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1861 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sahilumer پيغام ديکھيے
    salam dosto

    mera sawal hay k apkay khayal main hum rozana kitna waqt forex trading ko dain k hamain rozana kuch na kuch bachat ho jaye, aur month k end per hum itna kama lain k apna kharcha bhi utha lain aur mazeed bhi invest kar sakain forex main?????
    frnds i think depend krta ha ka hum ktna krna chahta hain ku ka har waqt insan ak kam nhi kar skta aksar humen tym kam aur zayd dana parta ha mairy khyal main 8 hrs bht ha aisa main acha chnce ha humar pass ka hum ak bhtar seccess hasil kar sakh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1862 Collapse

      main samjhta hun keh hamen apna sara faright time forex ko hi dena chahiye aur hum is businesss ko jitna ziada time dete hain hum is main utna hi ziada achi trha se successful ho saktey hain aur is main kamiyab hotey hain.
       
      • #1863 Collapse

        bhai ye aap per depend karta ha k aap rozana isay kitna time day saktay ho agar aap zyada time do gay to aap zyada earn kar saktay ho lakin agar aap time hi kum do gay isay to zahry bat ha k aap earn b kam hi kro gay so hamesha yehi tray kro k zyada say zyada time trading ko do is tara aap ko zyada say zyada profit ho ga.
        • #1864 Collapse

          dear mery khyal sy daily 6 sy 8 hour trading krni chahy or lot size kam sy kam rakhna chahye is sy aap apna profit easily nikal sakty hen or wo bhi bina kisi risk k
          • #1865 Collapse

            this is depended on your spare time,but the trading time on Forex market is best at night,day trading is time wasting so try hard in this business but do this business with smart mind and earn money from this business,and enjoy your life dreams.
            • #1866 Collapse

              assalam o alaikum mera nae khayal k ziyada waqt dena chahye isko... ap thora sa time dy kar b acha earn kar sakty ho ye tu mera personaly experiance hy is men kisi ko men ye mashwara nae donga
              • #1867 Collapse

                G JAnab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat k JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin Forex trading ko ap jitna time day saktain hain dain par sirf time hi nahi dena apne apna Full Mindn use KR KAy Usay LEarn Kr Kay practic ekrni hai Ta kay Apko earing main koi problem paish na aye par ye timing ap ka mind par depend krta hai
                • #1868 Collapse

                  mere khayal se jau tak apki starting ho or apko puri tarah se trading na ai ho tab tak ap forex trading ko jitna ho sake utna time dijye ta kay phir apko usko kis tarah se handle kerna hai wo bhi ajaega or aap use kam waqt main bhi asani se ker lenge.
                  • #1869 Collapse

                    may sajta hun kay bhai g hum jitna zayada waqat dey gay trading ko bhai g may sajta hun kay hamara experise be zayada hoga aur hum ko learning be zayada ho gey
                    • #1870 Collapse

                      mere khaayyal se aagar hum log trading ma tp or sl ko use krien gy toh hum log yahan se achy earning kar sakty hain or success hasil kar sakty hain kaam tmee ma be
                      • #1871 Collapse

                        I think agar aap forex trading business ko full time karna chate ho ya just part time ye business ap karte ho.aur agar hum agr forex ku ik job samjh k kary tu ye hmary laiy best huga.
                         
                        • #1872 Collapse

                          agar ap forex trading main part time trading karte ho tou mere khayal se phir ap ko forex main 2 to 3 hours tou dene chayen.Aur agr forex ku ik job samjh k kary tu ye hmary laiy best huga is tarh hum 8 ganty roz dy.
                           
                          • #1873 Collapse

                            Forex trading ko jetna bhi waqt invest kar do thora ha. keu k is k hidden points ko find karna bht muskil huta ha. aur start may ya bht zayada practice mangti ha. lakin jb hamara ideas perfect hu jatay ha. to hum Forex ko part time may three to fours hours day kar bhi profit lain saktay ha.
                             
                            • #1874 Collapse

                              yeh tu hum perr hai k hum es business ko kis tarha kerna chahtay hai full time ya part time,waisay ager aap full time karay ya part time es business mei aap ko apna zyada se zyada waqt dena paraay ga tabhi aap aik kaam-yaab trader bann sakay gay nahi tu phr serf time pass hee rahay gay trader nahi bann sakay gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1875 Collapse

                                merey khayal mai jita waqat ap nikal sakay forax ko day pahlay tou isay seekhnay k liy or phir kanm kernay k liy bht saray waqat ki zarooraty hai .jis se ap achi earning ker sakay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X