New member ki mistakes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New member ki mistakes
    Ji han bilkul theek hai ke new member ki mistakes new member Akshar trading Mein Galti Karte Hain Ki vah Na to market panelized karte hain aur Aise pair Paras trading karte hain Jiske bare mein koi bhi nahin Jaanta Han Ho isliye vah Aksar na kam ho Jaate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New member ki mistakes

    Assalamualaikum dear friends Forex Mein new members jaldbazi kr jaty Hain is liy in ko loss ka Samna karna padta hai. Is liy un ko chahy k Soch samjh k trade krain r ek acchabtrde kr k ek acha profit Hasil krny ki koshish krain. R saber k sath kaam krain lalach na Karen.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: New member ki mistakes

      New members ki start ma hi forex sa bht high expectations hoti hain k jtni jaldi ho skay money earn kr skain un ko is k liay proper mehnat, time aur experience bht zaruri ha wo bht lalach rakhtay hain aur bht jald himat har jatay hain. kam hi log hotay hain jo mahnat aur himat sa kam kr k expert ban jatay hain aur achay result achieve krtay hain
      • #4 Collapse

        Re: New member ki mistakes

        New members ki sab sy bari mistake yeh hoti hai ky woh market ki bari movement ko dekh ker reverse order main trade open ker lety hain lekin market itni zyada movement reverse order main perti nehi hai hamain just wait kerna chahiay ky agar ham reverse order main trade open kerna chahty bhi hain tou jab market reverse move kerna shuru ker dy tou aesi trade open kerni chahiay
        • #5 Collapse

          Re: New member ki mistakes

          Is form per Har Koi mistake Karta Hai new member mistake karta hai lekin Mere ko chahiye Apne mistakes challan Karen Kyunki forex market mein jo learn Karta Hai Vahi Kamyab hota hai isliye a new member apni mistake se Jarur learn Karen
          • #6 Collapse

            Re: New member ki mistakes

            Asalam o alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forx main new member akser mistake karty han onhen chye k is main kam karny sy phly in k bary main jankare lyni chye forx k bary main achy sy janna chye pher ja k is main kam karna chye or ager pher bhe koi mistake ho jaye tu senior member help lyna chye
            • #7 Collapse

              Re: New member ki mistakes

              New members ko market trading business ki haqeeqat ko smjhna chye new members high leverage aor demo account ma kam kr ky ghalat fehmi ka shikar ho jaty hain aor forex market ko bahot easy lety hain lehaza humen chye ky hum log forex trading market ki actual state ka new members ko smjha in aor unko trade manage krny ky bary ma sabar den new traders ko market ma risk aor management ka achi trah btana zaroori hai
              • #8 Collapse

                Re: New member ki mistakes

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien learn kerte hin tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko as mien acha ban ker kaam karna hota h agar ham as mien seekh jate hien
                tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham jetna seekh sakte hien ham as mien etna kamaee ker sakte hien as lyee hamain her bar as mien kaam karna hota h aur kamaee karna hota h aur new members ko as mien mistakes nahi kerne hote hien aur as mien un ko acha kaam karna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: New member ki mistakes

                  Umeed hay ap sab theek hongay achi trading kar rahay hongay new member zyada mistakes kartay hain masla nahi hay mistakes hojati hain magar mistakes ko dekhna chahiye mistakes hojati hain unkay baad he aap samjbhaltay ho kay aap ko kasay kaam karna hai mistake se sekho hamesha....
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: New member ki mistakes

                    G han sir iss main new member iss main humesha short cut lagna k sochta hain jis waja sy woh apna iss main bar bar loss karwata hain woh iss main zada tar laalach akrta hain jis waja sy iss main kabi be agye nahi bar sagt humain chaiye k hum iss main kabi be laalach na karye or kam be pora kariye kisy short cut wagra k chakar main naa daliye toh hum iss main aik acha or kamiyaab trader bn sagt ahain or apni mistakes ko be improve kar sagta hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X