Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k leay hazir dimaghi zarori hy
    dear friends forex me trading k leay zarori hy k ap present mind ho kar kaam kren q k trading Me profit apko hazir dimaagi sy milta hy is leay koshish kren k trading k doraan apna dimaghi hazir rakhen aur apna kaam mehant sy jaari rakhen n
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

    Yes, dear hamy full interest sy or hazir damagi sy trading karni chahe, ham careless attitude , absent mind or zid bazi sy trading karyn gy to hamy loss he ho ga, forex trading bhot he tuff job hai, jo member forex trading ko easy lety hai wo kbi earning hasil ni kar sakty,
    • #3 Collapse

      Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

      G Han thek kaha apny k trading k liye apko hazir dimagh or tention free hona chaye q k trading k waqt apko bhot risk laine parte hain jisk liye apka full mind ka available hona zaruri hai warna aap tention main galat trade laga k loss le sakte hain isliye hamesha soch smajh k trading Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

        G han bahut achi bat share kui hai ap ne forex trading k liye mind ka acvtive rehna bahut hi zarori hai our is tarah forex main hum loss se bach sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain our achi trading k liye fresh mind ka hona bahut hi zarori hai jis k liye work k sath rest bahut zarori hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
          dear friends forex me trading k leay zarori hy k ap present mind ho kar kaam kren q k trading Me profit apko hazir dimaagi sy milta hy is leay koshish kren k trading k doraan apna dimaghi hazir rakhen aur apna kaam mehant sy jaari rakhen n
          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading Ek Aisa business hai ki is Mein active mind ki jarurat Hoti Hai Kyunki ismein every second market ki movement hoti hai aur Hamen jald hi Faisla karna Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

            G bilkul forex trade main mentaly tor par active aur present rehna chaiay ta k fruitful decision liay ja sakain agr ap tension ma hon gay to ap galti kr k khud ko loss pohncha lain gay jo ap k liay nuksandeh sabit ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

              Salam to all dear friend I hope you will be fine I agree with you consciousness is very necessary in our posting and forex business online we should work with sincerity in forex business which will be helpful for us if we work in careless that will be loss for us so keep work hard and be conscious in forex business that will be profitable for us
              • #8 Collapse

                Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

                G han dear aisye he hai kay trading mai kam karna atna bui asan ni hai us kaliye zaroori hai kay humain aona dimagh ko hazer rakhna chye kiyu kay hazer dimagh he kam ata hai es mai tu apnye dimagh ko hazer rakha jaye
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

                  Assalamu Alaikum my dear brother ap ne bahut ache bat ke hae forex aik esa business hae jis main market ke movement bahut fast hote hae aik minute main market up or agle minute main market down ho jate hae to is liye tamam members ko cahiye ke wo forex main hazir damagi se kam karen take wo is business main kamyab ho saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

                    Jab Ham kam karte hain usko Samne rakhen Jab Samne Hoti Hai To fir kam kamyabi ke sath ho sakta hai planning is the most important kam karne ke liye hota hai Kyunki Jis aadami working kar raha Hota Hai Jis platform per kam karna Hota Hai Uska Pass Ho Jiske Sath Ho Jaati Hai skills developed Ho Jaati Hai FIR vah kam karne ke liye next level Kitna chahte hain jaise Jaise
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

                      dear friend trading karny keleye ap k pass hazr demagh hona bohot zarory hy ak achay entry point par ap tab hi trade ly sakty ho aur profet bhi acha hasel kar sakty ho ganb ap as main hazer demaghy say kamk kartry ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

                        yes dear bilkul ap thek kah rahy hain forex main apny mind ko active rakhna bohut he zrori hai phir he ap iss main kamyab trader banty hain ager ap say forex market main zara c bhi galti ho jay tu ap ko uss ka boht nuksan uthanna parta ha iss ley apny mind ko presure say pak rakhna hota hai aur iss main kisi bhi qism ka koi dar aur tention nahi honi chahea phir he ap apny mind ko active rakh kar kam sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

                          yes sir ap thek kha rahay han treading kay liye hazir dimaghi bohat zarori ha agar ap koi bhi kaam karna chahtay han tou apko chahiye kay apna mind fresh rakay agar ap apna mind fresh rakhay gay tou kisi bhi field may kamyab ho saktay han hazir dimagh se isan ko business may loss nahi ho sakta agar ap forex trading may hazir dimaghi se kaam karty han tou is se zeyada se zeyada profit hasil kar saktay han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k leay hazir dimaghi zarori hy

                            Har kam kay leay hazir damaghi hona kafi bahtar or lazmi hita ha forex trading may be trade kay ups down may hazir damaghi say loss say bach jar profitable trade key jasakti ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X