kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae
    Assalamu Alaikum my dear friends forex aik bahut acha business hae is main kamyab hoen ke liye sabar to sabar hosla bhe cahiye hota hae or himmat bhe q ke jab trades loss main jate hian to aik member tension main ajata hae to un members ko cahiye ke tension na len q ke yeh aik esa business hae jis main agar apko loss ho bhe jae to apka loss recover ho sakta hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

    Ap ne bilkul thek kaha hai forex trading men jo b kamyab Hua hai wo hamesha loss men b hosla nahin harta aur sabar se kaam leta hai. Forex trading ek aesa business hai k jis men ap sirf sabar k sath he kamyab ho saktay hain. Agar sabar nahin Kar saktay to apka is men kamyab hona bohat mushkil hai. Hamesha sabar se kaam lain aur is business men kamyab ho jaen....
    • #3 Collapse

      Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

      Ji han yah Baat bilkul theek hai ke Kamyab credit kabhi bhi lao se nahin ghatata hai isliye Hamen chahie ki Ham Forex Mein Jab Bhi trading karen to confidence ke sath trading Karen aur loss Ho Jaaye to is se matlab Ryan Bal ke Sabar Karen aur vah profit Jarur Dega isliye kam Yad Raider kabhi bhi lao se nahin Darta Daal Ke uska dance karykram Mein karta hai
      • #4 Collapse

        Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

        Waa he han forex ma hamara wasta jb b loss sy pary to hamy gabrana ni chahe , hamy expert banany k lae loss ko profit ma convert karna ana chahe, forex ma profit or loss sath sath chalty hai, ham loss sy daryn gy ya emotional ho jayn gy to loss recover karna impossible lagna sharu ho jae ga, hamy loss ki tension ni leni chahe
        • #5 Collapse

          Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum my dear friends forex aik bahut acha business hae is main kamyab hoen ke liye sabar to sabar hosla bhe cahiye hota hae or himmat bhe q ke jab trades loss main jate hian to aik member tension main ajata hae to un members ko cahiye ke tension na len q ke yeh aik esa business hae jis main agar apko loss ho bhe jae to apka loss recover ho sakta hae
          Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai jo bhi successful trader hote hain vah loss se darte nahin hain balki loss Agar unhone bhi Jata Hai To unhen Pata hota hai ki use Kaise recover karna hai
          • #6 Collapse

            Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

            G ha. Dear friend human bhi loss sa gabrahna nai cahia kio ka iss doniya main Jo bhi bissniss ha OS's main naffa nuksaan lga rahta ha iss kia huma cahia ka hum manaat Karin orr forex ko ziada sa ziada time dain
            • #7 Collapse

              Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein Jo Kamyab trider Hote Hain unko Agar loss Ho bhi Jaaye to vah ghabrate Nahin Hai Kyunki unko Pata Hota Hai hai ki vah Apne experience se apne loss ko recover kar sakte hain Is Tarah unko Koi Mushkil nahin aati vah Dobara minut kar ke market ko analyses Karke Dobara trading Kare Karte Hain To unko bahut Achcha profit Hasil Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                G han joo kmayab trader hota hai wo kabhi loss sy nahi derta hai ager es ko loss ho jata hai atu wo mahnat aur himnat sy kam leta hai .loss sy en ko bilkul bhee nhi der lagta hai main jab sy bhee forex main kam karny kaga hon main ny note kiya hai k akser log loss ki vaja sy tenshion lete hain aur es tenshion ki vaja sy na kam ho jaty hain.loss aur prophit tu forex k parts hain.
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                  G Han thek kaha apny k profit or loss dono k business ka hissa hian isliye ager ksi trader ko loss hota hai to usay tention nahi laini chaye balkay us loss ko cover jarne ki koshish karni chaye warna aap kabhi kamyab trader nahi ban sakte isk liye apko profit hasil karne k sath sath loss bhi cover karna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                    dear brother aapane bilkul right Karke Ek Kamyab kabhi bhi lost se nahin lag raha tha isliye Hamen chahie na Laut Ke Na Karen Hamen chahie Kya Karen aur ismein hardworking Karen To Hamen acchi Tarah kam kar Payenge main hoga
                    Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                    :1f4af:
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                      G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex aik risky business hai jis main profit k sath hamein loss bhi hota hai to is liye forex main hamein pareshaan nahi hona chahiye balke himmat our mehnat k sath forex main apne loss ko recover karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                        ji han friends aap bilkul theek kah rahe hain ek kamyab trader kabhi bhi loss se nahin ghabrata kyunki usko pata hota hai hi bas mein do chijen hoti hai profit aur loss insan kabhi profit hasil kar leta hai aur kabhi loss vah apne loss per ghabrata nahin balke confident hota hai ok next time prophet hasil karega
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                          G han dear aik kamyab trader kabhi bhi lose say ni ghabrata hai balkaye usye recover karta hai aur us kay bad bhi acha khasa profit laita hai us say tu kamyab trader banye aur lose ko kabhi bhi series na he lain tu better hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                            Walakam assalam dear main aap ki baat sa itafaq karta hoon aap ki baat bilkal thek hay k instaforex trading main jitna be kamyab trader hain wo be kabi jouniors howa kartay thay aur un k pass sa be bhot zayada lose hota tha lakan un logon na himmat nahi hari aur aaj kamyab hain iss laya hum ko instaforex trading main lose ki waja sa pershan nahi hona chaya balkay lose sa seekhana chaya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata hae

                              g bikul sahi baat ha forex ma kamyab trader kabi bi loss se nhi ghabrata ha kyun ke loss to business ka hisa ha is liye loss ko le ker preshan nhi hona chahye bulke mehnat se kam kerna chahye loss ke bad zyada mehnat se kam keren ge to zaror kamyabi hasil keren ge is liye loss se preshan hona achi bat nhi bulke loss ke bad apni mistakes se seekh ker loss ko profit ma change kerne wala hi kamyab trader ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X