News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sherali پيغام ديکھيے
    sar news ke waqt hamen trading Forex Mein Nahin karni chahie kyunki Agar ham ismein news ke market trading karte hain to market ka pata nahin Hota vah hamare khilaf bhi ja sakti hai To hamara account was bhi kar sakta hai isliye hamen chahie ki ham vishwakarta dekhna Karen hamara kaun se rahata hai
    :1f600:
    Assam Alaikum Forex news release Hoti Hai Uske foreign bad hi Hamen Apne trade co open nahin karna chahie Walke market ko analyse Karte Rahana chahie Jab market ki position stable Ho Jaaye tab trade open karna Jyada best hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

      Dear forex members ap sab nay thk kaha hai kay hamain news kay waqt posting aur trading nhe krni chahye q kay us waqt hum market kay opposite bhe ja skty hain aur hamara account wash hony kay khatry say khali nhe ho ga
      • #18 Collapse

        Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

        forex main news bahoot impact rakhti hain is liye jab b news ayan to hume cahhye k hum us time trades na open kaarin kyu k news k time hume market ki cndition k nahi pata hota hai aur market ki movement b fast hoti hai jab news ko aye huy time ho ajye tab achi tara analysis kar k agr suitable condition ahi to tardes open kaarin aur profit hasil kaarin.
        • #19 Collapse

          Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

          jesy k ap sub janty han k forex aik live market ha jes main or is market ko koi b control ni ker raha jes main har time buyer or seller k darmain aik jung se lagi rahti ha ha per aik chez ha jo forex per bhot hi zida effect kerti ha wo news jab kabi b koi bad news ay to market k uper jany k chance zaida hoty han or jesy hi koi good new ay to market k nechy jany k chance zaida ho ty ha.
          • #20 Collapse

            Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

            Assalamu alaikum ji Bhai aap bilkul theek kah rahe ho hamen news ke time trading Nahin Karni chahie lekin jo news analysis karna jante Hain to unke liye yah news bahut hi jyada faydemand hoti hai isliye hamesha sath ke sath fundamental analysis bhi sikhana chahie taki ham forex mein har chij se fayda utha sake
            • #21 Collapse

              Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

              Yes my dear you are Rider mein chahie kya main use Kiya trading nahin karni chahie kyunki agar Ham news per Fox nahin denge to isase hamen trading mein bhi Koi fayda nahin hoga kyunki agar Ham news per focus denge to hamen pata chalega kaun si mein aaj pansing hogi aur kaun se main pair mein bahut hi nahin hogi isase Ham islie trading kar sakte aur achcha khasa profit Kama sakte hain to mere khyal mein hamen news ko najarandaaz nahin karna chahie balke usko focus Dena chahie thank you God bless you all
              • #22 Collapse

                Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                Asslam O Alekum All Members Umeed Hai Ke Aap Theek Thak Honge
                Boss Aapki Bat Right Hai news ke time market ke movement bahut hi fast Hoti Hai Hamen chahie ki Ham news ke time training karne se avoid Karen kyunki use Waqt bahut hi jyada risk a Jata Hai thodi Si Galti Hamare account ko wash karva sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                  Assalam walekum Pyare Sathi aap bilkul kah rahe hain news ke Waqt Hamen NH karna chahie jisse Hamen bahut fayda ho sakta hai to aapko chahie ke apne senior ko follow Karte Rahe aur usse Har mukadma Chura lete Rahe aur Market ke har Munh per Najar rakhen Shukriya
                  • #24 Collapse

                    Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                    jo forex ki study daily karte rehte hai wo news time hi forex par trading karte hai aap logo ko bata do main b news time hi forex karta rehty hai but lot size or invest ko manage kar k apnay aap ko mazeed loss se bachna ki b koshash karta ho is week main ne gbpusd par news time trading ki hai jab k mujh se baray trader is pairs se pichay hat gai the main kal apna profit ka target pura kar lia tha 11$ profit bana news trading par
                    • #25 Collapse

                      Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                      Jila Faizabad bilkul sahi Kaha news Tamil today Nahin Karni chahie aur Hamen dekhna Aur samajhna Hai vah Lekar aur baat hai Hamen kam karna hai Hamen pure 10 15 din se dekh rahe the ki aap Kuchh aur Achcha kam Karen To Hamen Hona chahie kam isme hardworking Dekhe Jaenge post kar Payenge thank you for everyone
                      • #26 Collapse

                        Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                        Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie kya news ke Waqt kabhi bhi train na lagaen Agar Ham news ke Waqt trade lagaenge To Hamen Acha profile Nahin Hoga balki Hum Sirf loss Mein Hi jaenge thanks
                        • #27 Collapse

                          Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                          Salam Walekum Sar aapane bilkul sahi kaha hai news ke Waqt Samay bilkul bhi trade Nahin Lagana chahie Agar Ham news Ke Vaste trade lagaenge to main Achcha To fir bhi nahin Hoga balki Hamari madam sirf blouse Mein Jayegi aur Hamen Dhyan dekar apni posting dekh karne chahie Jyada bonus karne ke liye thanks
                          • #28 Collapse

                            Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                            yah baat bhi kisi had Tak theek hai ki agar aap log news ka knowledge nahin rakhte to aapko news ke waqt trading nahin karni chahie kyunki news mein market kuchh bhi kar sakti hai selfie jaisa ja sakti hai aur bhaiya bhi ja sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                              News k waqt hme trading nae krne chahe hme market ki trading news ki trading se nae krne chahe bs hme news ko dkhna chahe information milte hn news se to app ko us waqt apne trading nae krne chahe wase hr kse ki apne marze

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X