News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie
    sar news ke waqt hamen trading Forex Mein Nahin karni chahie kyunki Agar ham ismein news ke market trading karte hain to market ka pata nahin Hota vah hamare khilaf bhi ja sakti hai To hamara account was bhi kar sakta hai isliye hamen chahie ki ham vishwakarta dekhna Karen hamara kaun se rahata hai
    :1f600:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

    Aapane Sahi kaha hai ki news ke Waqt Hamen trading Nahin Karni chahie Agar news ke Waqt Ham trading Karenge to yah rules ke khilaf hai isase hamara account block ho jayega
    • #3 Collapse

      Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

      Assalamualaikum jee haan forex business kun kay ik international business forum hay oar international halaat ka es pe bahot assar hota hay es liay hamain trading say pehly international news zaroor dekhni chaheye oar oss kay mutabik trading karain
      • #4 Collapse

        Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

        ji han bhai jaan bilkul Aisa Hi karna chahie Ham Sabko news ke Waqt snehame trading bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki Ham is Forex trading main use ke market trading Karenge To Hamen ismein bahut bada loss Ho Sakta Hai Jiski vajah se Hamara account was ho sakta hai isliye Hamen chahie hai ki Ham ismein acche se kam Karen aur is mein trading ke Waqt news Ko Dekhkar train na Karen Hamen Apne Man Se e-trade open karna chahie to hamesha Kamyab Boss Denge aur main use per kajarwa nahin karna chahie Tu Hi Hamesha Mein Kamyab Ho Sakenge
        PAK ARMY ZINDA ABAD
        • #5 Collapse

          Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

          Dear friend forex business app koo pata hona chaia jab kese news kaa app koo elam hoo too uss waqat koi teared nahn lagian news kaa bad market kaa upar jana kaa chance arr nacha Ana kaa chance zaida hota han app koo teared lagana kaa wait karna chaia
          • #6 Collapse

            Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

            Aap nay theek kaha forex mein news ka time trading nahi krni chaiy iss time network par bi bohat lowad hota hai or hum achi trading bi nahi Kar saktay jis say market ko bi analysis nahi Kar saktay jis say hum ko loss hi satka hai forex mein kamyabi hasil krni hai tu newas ka time trading nahi krni chaiy
            • #7 Collapse

              Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

              Bhai jan humko is mein news k waqt trade nahi karna chahye agar hum trade karte hain aur market hamare opposite jati hain to humko zada loss aur account wash hone k chances ho jate hai news k waqt kabhi bhi trading na kare to hi safe rahenege
              • #8 Collapse

                Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                forex trading main exprt trader jitne b hain vo news k time b trade karte hain exprt trader ko pata hota hain k forex trading main lot of profti news k time hain news k time forex trading main ziyda profit hasil hota hain haar time forex trading main profit nhe hota hain har time forex trading main lot of profit hasil karna hain tu news k time kabi b trade nhe karni chahiye new trader ko kabi b trader nhe karni chahiaye news k time ...............
                • #9 Collapse

                  Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                  assalam walekum Pyare bhaiyon main karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se sirf Itna Kahana chahta hun ki news ke trading bilkul Nahin Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                    Assalamualaikum dear 4 member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar news time ho to Mere Khyal se Hamen trading karne se award karna chahie Kyunki news time hai bahut hi fast Hoti Hai moment Hamen bahut hi careful Hona chahie Agar Hamen trade kar rahe hain to
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                      gee han hume news ka wait krna chaiye agr hum news se phaly is main trading krein gey tu hamri trade main zaa nuqsan be ho sakta ha hume is main soch samj kr kam krna chaiye jitna acha hum work krein gey utni hi asani se kam kr sakte hein
                      • #12 Collapse

                        Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                        G aap ki yeh bhi baat theek ha k hamain news k waqt koi trading nhi lagani nhi chahye bcoz news k doran market fast up down movement krti ha aor is main loss ka zaidah khatra hota ha... Is main wohi log profit KR saktey Han Jin k pass forex trading k baray main knowledge aor experience hota ha...
                        • #13 Collapse

                          Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                          Dear member Agar aapko news ko analyses karne ka experience and knowledge bahut hi Achcha hai to aap red lagakar bahut hi accha profit Kama sakte ho lekin Agar aapke pass knowledge or experience Nahin Hai news ko analyses karne ke liye to aapko kabhi bhi rate Nahin Lagana chahie Kyunki impact news ki vajah se market bahut jyada movement Karti Hai jisse Hamara account was ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                            ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur Hamen ismein acchi trading Karke Achcha profit Hasil karna chahte hain to news ke Waqt Hamen bilkul bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki news Jab Bhi Hoti Hai market ki movement bahut jyada Hoti Hai Hamare account ko bahut Khatra ho sakta hai thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News K Waqat Hamen Trading NH Karni Chahie

                              yes dear app ki bat thek hai news ky tiem trade karna sara sar bewkofi hai kyon ky market ko samjhna mushkil ho jata hai jiss say news main loss ho sakta ahi aur news trade ko pick karna bhee bohat mushkil hota hai iss lea ap ko news trade say avoid karna he behtr hota hai jab ap ko trend maloom ho jay ap ko tab trade karni chaheay phir eh ap ki trade profit kar sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X